Bahki bahki ye adain ye jawani tauba
Mast nazroo main hai ulfat ki kahani tauba
Aa meri jan-e-tamanna tera singhar karo
ji mai ata hai ke ji bhar ke tujhe pyar karo

Sameer
+92 300 2711 588

=========

Agar hum kahain aur woh muskura dey
Hum un ke liye zindagi luta dain
Har ek mour pe hum ghamo ko saza dain
Chalo zindagi ko mohabbat bana dain

Sameer
+92 300 2711 588
==========

Kahe na kahe wo mohhabat rahegi,

Dil se unko milne ki chahat rahegi.

Wo kya jaane kitna marte hain unpar,

Hamari ruh ko Bhi unki aadat rahegi.

Sameer
+92 300 2711 588

Related posts:

  1. Main nay masoom Main nay masoom bahaaroon me tumhay daikha hai Main...
  2. Har nami mei Har nami mei kuch kami to rahegi, Ankhe thodi...
  3. friendship . raza yeh dost bhi both ajeeb hotey han , denay...
  4. Aj Itni Ajao Aj Itni Ajao Karib K Sansain B Door Lagain,...
  5. teri kami teri kami Apne dil ki baat hum unse keh...

Related sms brought to you by Love sms.