Benaam Sa Ye Dard, Thehar Kyon Nahi Jata,
Jo Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahi Jata,
Woh Ek Hi Chera To, Nahi Sare Jahan Mein,
Jo Dur Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata,

Main Apni Hi Uljhi Hui Raho Ka Tamasha,
Jate Hain Jidhar Sab, Main Udhar Kyon Nahi Jata,

Woh Naam Jo Barso Se, Na Chehra Na Badan Hai,
Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata

Sameer

+92 300 2711 588

+92 333 9968 674

~ Tum Bin ~

Related posts:

  1. DELIVERY ward main hoti hoon ik Nurse ka Mangaitar usay bari hasrat se: "Jaanu kash...
  2. Jo mausam beet jata hai Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata kahin...
  3. Kaheen ik masoom nazuk si ladki Kaheen ik masoom nazuk si ladkiBohat khobsoort mager sanwali siMujhay...
  4. Phulo ki mahak ko churaya nahi jata Rule of boys: “Phulo ki mahak ko churaya nahi jata,...
  5. Fizaoo main rang Fizaoo main rang bharta hai tumhara chand sa chehra… Mujhe...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.