hujay bhujay say ajeeb din hain

Khuwab hai na khayal koi

Na mnzaron mein koi kashish hay

Na mosamon mein jamal koi

Hum aik doojay ko apni apni

Adhoori ankhon say dekhtay hain

Hamari barson ki chahaton par

Utar raha hai zaawal koi

Jo hasna chahein tu ashk niklein

Jo rona chahein tu hanstay jaein

Hamary jazbaat girvi rakh kar

Bana raha hai missal koi

Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~

==========================

“Pehle Nazar Main”
Hai Na Hayrat Ke Baat!
Kay Kese Ko Dil Danay Ka
Itna Bara…..
Orr AAham Faisla
Amoman…..
Pal Bhar Main Ho Jata Hai

Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~

=========================

Aakhir ek din
Us nay mujhe say keh hi daala
Mujhe per bhi ek nazam kaho tum
Aaisi Nazam…..
K
Jis main mera naam na aaye
Main Khud aaon !!

Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~

Related posts:

  1. Tumne har << 0300 2711 588 >> Tumne har baar mujhe...
  2. Khushgawaar mausam Khushgawaar mausam ki Khushgawaar yaadain hain Tere sang beeti...
  3. Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya…...
  4. Koi Baat ~ 0300 2711 588 ~ Koi Baat Aisi Kia Karo Koi Baat Aisi Kia...
  5. baarishon ka mausam baarishon ka mausam hai rooh ki fizaaon main ghumzada...

Related sms brought to you by Love sms.