Khushgawaar mausam ki

Khushgawaar yaadain hain

Tere sang beeti hui

Beshumaar shaamein hain

Waqt urta pancchi hai

haath mein nahin aata

Khushgawaar lamhon ki

Beqarar yaadein hain

Din ki roshni hogi

Subah hum bhi dekhenge

Abhi meri aankhon mein

Beshumar raatein hain.

Sameer +92 300 2711 588

~ Tum Bin ~

=====

Uski Baaton Main Pyar Ki Khushbu Hay

Uske Lehjay Main Dil-rubaayi Hay

Jis ki Aankhon Main Khuwaab Hain Mere

Neend Us Nay Meri Churaayi Hay ( 0300 2711 588 )

Sameer +92 300 2711 588

~ Tum Bin ~

====

Subah bankar zindgi sajte ho,

Pehli kiran k sath man me chale ate ho,

Muskurakar mere pyar ko mehkate ho,

Dil me rehte ho ya dil churate ho.

Sameer +92 300 2711 588

~ Tum Bin ~

Related posts:

  1. Meri aankhon main raho meri aankhon main raho Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni...
  2. Jo Meri aankhon se Khuwab dekho Jo Meri aankhon se Khuwab dekho To Aik shab...
  3. baarishon ka mausam baarishon ka mausam hai rooh ki fizaaon main ghumzada...
  4. Kia Uski Jagti Kia Uski Jagti AAnkhon Mein Meri Yaad Se Pehli...
  5. Kitni bar mile Kitni bar mile hain lekin Aaj bhi yun lagta...

Related sms brought to you by Love sms.