MOHABBAT
Hawaon ki tarah Halki
Yeh khushbu ki tarah Madham
Yeh rangon ki tarah jazib
Kabhi khushkun
Kabhi purnam
Baray Dilkash hain sab Manzar
Yeh jin ko husn dayti hay
Yeh jin ko roop dayti hay
Yeh jin ko rang dayti hay
Naseebon walay hotay hain ff0
Yeh jin ko sang dayti hay
Hawa jab narm komal ho
To dil ko lutf dayti hay
Koee phir kia karey is ka
Keh jab yeh rog ban jaey
Main is lamhay se khaaif hoon
Keh jab yeh bojh ban jaey

Sameer
0300 2711 588
0333 9968 674

Related posts:

  1. Safar mohabbat Safar mohabbat ka chalta rahe , suraj chahe har...
  2. Mohabbat main Mohabbat main deewangi zaroori hai Mohabbat saare Rishte naate...
  3. EK PYARI SI DUA ’EK PYARI SI DUA’ …Tu Jab Bhi Koi Dua...
  4. Tumhain Main Bhool Jaoon Ga Tumhain Main Bhool Jaoon Ga, Magger Waada Nahi KertaHamiasha...
  5. gulaab haath me ho,aankh me sitara ho gulaab haath me ho,aankh me sitara hokoee wajood mohobbat...

Related sms brought to you by Love sms.