Suniye kareeb a k
Yeh dil ka fasila
Mere dil ka fasila
Tum meri zindagi ho
Tum meri bandagi ho
Do jisam aik jaan hain
Hoon ge na hum juda

Dil yeh akela tha
Sapnon ka mela tha
Pyaar tumara jo mila
A k in bahoon main
Pyaar ki panahoon main
Jal gaya bujha huwa deya
Tum ne mujhey dekhaya
Manzil ka raasta

Pyaar ka nazara hay
Samaan pyara pyara hay
jhuum rahi hay yeh fizaa
Sath tumara hay
Bahoon ka sahara hay
Kyun na phir gaye mera jiya
Do dil hain aik dharkan
Do saaz ek sadaaa
Tum meri zindagi ho

Sameer

+92 300 2711 588

+92 333 9968 674

~ Tum Bin ~

Related posts:

  1. Mere dil ki dunya Main Aa Ker To Dekho Mery dil ki dunya main aa ker to dekho tumhien...
  2. Phir wo jalan Phir wo jalan phir wohi aag, kab tak rahe gi...
  3. Mili hay aaj Mili hay aaj zamane ki har khushi muj ko Tumare...
  4. Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain, Pehle dil...
  5. PYAAR”Ka ~ +92 300 2711 588 ~ PYAAR”Ka pehlaLafz”P” hai, Lekin: Agar”p”ko nikal do to “YAAR”reh jata...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.