sunno, wo jab sataata
sunno, wo jab sataata hay
kaha, dil doob jaata hay
kaha, dil doobta hay kab?
bataya, jab sataata hay
kaho, kab phool khiltay hayn?
kaha, jab muskuraata hay
dharakta dil hey kab bolo
kaha, jab paas aata hay
kaho, dil may hay kiya oskay?
kaha, wo kab bataata hay
sunno berham sa hay shayed?
kaha, younhi banata hay
kaha, kuch to hua hoga?
kaha, wo aazmata hay
buri shaey hay ishq kioker?
kaha, shab bhar jagaata hay
kaho, wo bazm kaisi thi?
kaha, wo kab bulaata hay
kaho, os say bichernay ki?
bicherna kisko bhaata hay?
kaho, milnay ki khawahish hay?
kaha, bayderd naata hay
batao, raakh may hay kiya?
sitara jhilmilata hay
larzz jati hayn kab palkein?
nazar wo jab jamaata hay
Theher jaati hay dharkan kab?
Nazar say jab giraata hay …
Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~
Related posts:
- sunno, wo jab sataata hay sunno, wo jab sataata haykaha, dil doob jaata haykaha, dil...
- Pichle pehr ki rat thi, tanhai or uski yad thi Pichle pehr ki rat thi, tanhai or uski yad thi, ...
- USKi Yaad Pichle pehr ki rat thi, tanhai or uski yad thi,...
- Us Bewafa Ko Na Aya Hamari Wafa Pe Yakeen Arz kiya h- Us Bewafa Ko Na Aya Hamari Wafa...
- Kaha tha kis ne ke ahad-e-wafa karo uss se Jo yoon kiya hai to phir kyun Kaha tha kis ne ke ahad-e-wafa karo uss seJo yoon...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.



sunno, wo jab sataata hay
kaha, dil doob jaata hay
kaha, dil doobta hay kab?
bataya, jab sataata hay
kaho, kab phool khiltay hayn?
kaha, jab muskuraata hay
dharakta dil hey kab bolo
kaha, jab paas aata hay
kaho, dil may hay kiya oskay?
kaha, wo kab bataata hay
sunno berham sa hay shayed?
kaha, younhi banata hay
kaha, kuch to hua hoga?
kaha, wo aazmata hay
buri shaey hay ishq kioker?
kaha, shab bhar jagaata hay
kaho, wo bazm kaisi thi?
kaha, wo kab bulaata hay
kaho, os say bichernay ki?
bicherna kisko bhaata hay?
kaho, milnay ki khawahish hay?
kaha, bayderd naata hay
batao, raakh may hay kiya?
sitara jhilmilata hay
larzz jati hayn kab palkein?
nazar wo jab jamaata hay
Theher jaati hay dharkan kab?
Nazar say jab giraata hay …
hi hello