Kaash !!

Woh Jab Bhi Mujh Say Milti Thi
Har Baar
Ekk Masoomiyat Say
Poocha Karti Thi
Ke Tum Mairey Hi Ho Na?
Aur Main Har Baar
Uss Ke Chehrey Ko Choo Ke
Qasam Khaya Karta Tha
Par Kaash!!!
Mainey Aik Baar Hi Uss Say Poocha Hota
Ke
Tum Mairi Hi Ho Na???

Sameer +92 300 2711 588
~ Tum Bin ~

Related posts:

  1. Is Jahan ko dekhta Is Jahan ko dekhta rahoon ya tujh ko dekhta rahoon...
  2. Tumhein Hi To Zindagi Kehta Hoon Tumhein Hi To Zindagi Kehta HoonTumhein Hi Dekh Kar To...
  3. Main Ny Har ~ 0300 2711 588 ~ Main Ny Har Bar Tujh Sy Miltay Waqt Tujh Sy...
  4. Baar baar yeh din aaye, Baar baar yeh din aaye, baar baar yeh dil gaaye,...
  5. Ek Baar Kar Ek Baar Kar K Aetbaar Likhdo Kitna Hai Mujhse Piyar...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.