Zamana pyaar
Zamana pyaar ka itna hi kam hay
Yeh na jana tha
Hamara sath bas do hi qadam hay
Yeh na jana tha
Khushi agaaz tha meri mohabbat
k fasane ka
Wafa ne khuwaab dekha tha
Nayi duniya basane ka
Magar is khuwaab ki tahbir gham hay
Yeh na jana tha
Bari rangeen baharoon main
Jale ga ashiyaan mera
Lute ga istara manzil pe a k
Kaarwan mera
Mujhe teri mohabbat ki kasam hay
Yeh na jana tha
Sameer +92 300 2711 588
Related posts:
- Zamana pyaar Zamana pyaar ka itna hi kam hay Yeh na jana...
- tab tak pyaar se pyaar mat karo tab tak pyaar se pyaar mat karo,jab tak pyaar aap...
- tum acha karo aur zamana bura samjhay tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay...
- Sirf Itna Hi Kaha Hai, Pyaar Hai Tum se Jazbaton Ki Koi Numayish Nahin Ki Sirf Itna Hi Kaha Hai, Pyaar Hai Tum seJazbaton Ki...
- Pyaar Kya Pyaar Kya Hai……What is LOVE Pyaar Hai Ek Toofan Ki...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.



Zamana pyaar ka itna hi kam hay
Yeh na jana tha
Hamara sath bas do hi qadam hay
Yeh na jana tha
Khushi agaaz tha meri mohabbat
k fasane ka
Wafa ne khuwaab dekha tha
Nayi duniya basane ka
Magar is khuwaab ki tahbir gham hay
Yeh na jana tha
Bari rangeen baharoon main
Jale ga ashiyaan mera
Lute ga istara manzil pe a k
Kaarwan mera
Mujhe teri mohabbat ki kasam hay