Eid Mubarak sms

Eid is the perfect time to wish all your Business acquaintances peace & blissful happiness. Send these formal Eidmubarak smsm Urdu Eid SMS, funny Eid SMS, new Eid SMS, hindi Eid SMS, english Eid SMS, Eid SMS text messages, Eid Mubarak SMS messagesto your CEO/ Boss/ Employees/ Colleagues/ Secretary/ Formal

HASRAT HAI TUMHARI DEED KARAIN TUM

HASRAT HAI TUMHARI DEED KARAIN TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN KEHTAY HAIN EID KI AMAD HAI TOU LOG BHI KUCH TAEID KARAIN TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

EID TO NAAM HAI DIL

KI KHUSHI KI REET KA JAB DIL MAIN KHUSHI NA HO PHIR KIA MAZA EID KA ANKHON KO AGAR AB KAY BARAS HOJAYE TUMHARI DEED PHIR DIL KO MAZA AYE GA AB KAY BARAS KI EID KA Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

TUMHARE SATH RAHON CHAND BAAM

PAR DEKHON TUMHARE SANG HI MAIN EID KA MANZAR DEKHON TUMHARE NAM SE BADLAY SHAYAD TAQDEER MERI TUMHARA NAM MAIN HATHON PAY SAJA KAR DEKHON Fahad 0301-6656568

PHIR BITAY BARA MAH ,PHIR

AI EID HAI PHIR KHUSHIYAN BIKHRI KAY MUKA EID SAEEID HAI DEKHIYE KIS RANG MAIN MILAINGI HAMAIN KHUSHIYAN KAY LOGO NE TERE ANAY KI SUNAI NAVEED HAI Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

EID KAY CHAND KI MANIND

HUWA HAI AB TO HAYE WOH SHAKHS JO HAR ROZ MILA KARTA THA Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

MILAY TUJHE NA DUKH ZINDAGI

MAIN PHOOL KI TARHAN TO MEHKAY KHUDA KARAY ZINDA RAHAY NAAM ABAD TAK TERA EID KI KHUSHIYAN TUJHE MUBARAK KHUDA KARAYFahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

MANAO EID BAHARAY CHAMAN KO

YAAD KARO PAYAMAY SHOK KAY IK IK SUKHAN KO YAAD KARO HUJUMAY SHOK SE FURSAT MILAY TO EHLAY WATAN WATAN SE DOR KISI BE WATAN KO YAAD KARO Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

NAZAR KA CHAIN DIL KA

SUROOR HOTAY HAIN KUCH AISE LOG JAHAN MAIN ZAROORE HOTAY HAIN SADA CHAMAKTA RAHAY UNKI EID KA TEHWAAR QAREEB REH KAY BHI HUM SE JO DOR HOTAY HAIN Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

IS KI BAATON MAIN USKI

YAADON MAIN KAHIN MERA Aks BHI TO JHILMILATA HOGA LAKH MASROOF REHTA HOGA APNE KAMON MAIN WOH EID KA TEHWAAR TO MANATA HOGA Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

EID KA DIN BHI BAS

YE SOCHTAY GUZARTA HAI HAMARE WASTAY YE EID BHI PICHLI EID SI KYUN HAI Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

DOR OFAQ PAR CHAND CHAMKA

DIL APNA BHAR AYA JANE KIA KUCH YAAD AYA HUM TUM KO BAT LAYEN KIA JASHANEY TURB HO TUM KO MUBARAK ,MUJH KO YUNHI REHNE DO EID KA DIN HAI KHUSHIYUN KA DIN ,LAB PAR SHIKWA LAYEN KIA Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

ISKO MERI NA MUJHE USKI

KHABAR JAYE GI EID AB KAY BHI DABAY PAON GUZAR JAYE GIFahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com

On the canvas of life

we often go off colour, but as long as people like u are there to add the right shades, life goes on to be a rainbow!(Copyright www.lovelysms.com) Eid mubarak.Jafar

Baarish Ka Pani Boondon Ka Tapakna

Baarish Ka Pani Boondon Ka Tapakna Dil Ka Dharkna Kuch Halat Hain Aise Sab Jazbaat Hain Aise K Har Pal Har Lamha Tumhein Yaad Karte Hain auR Har Saal After Ramazan Tumhein Bharpoor EID MUBARAK Wish Karte Hain..(Copyright www.lovelysms.com) Hafeez

Last Nite i Caught some

StaRs*** I vl Give them 2 the PeOple whO r juSt so SpaRklingly Special .(Copyright www.lovelysms.com) 2 Me.... * . . * / Catch it....it\'s 4 U 2 make ur Day a happiest Day Eid Mubarakkanwal

gaye baras ki eid ka

din bhi kia acha tha chand ko dekh kay uska chehra dekha tha dua kay be awaaz ,ulwohi lamhon main woh lamha bhi kitna dilkash lamha tha hath otha kay jab ankhon hi ankhon main usne apne rab se mujh ko maanga tha (Copyright www.lovelysms.com) Fahad 0301-6656568

RISHTA TOR KAY JANAY WALAY MUJH

RISHTA TOR KAY JANAY WALAY MUJH KO CHOR KAY JANAY WALAY AB KAY EID PAY MUJHKO JITNAY CARD MILAY HAIN UN CARDON MAIN SAB SE PYARA SAB SE ACHA PEHLA CARD TUMHARA hai MUJH KO CHOR KAY JANAY WALAY ZARA KAHO TO!!! YEH KIS AOR ISHARA HAI?(Copyright www.lovelysms.com) Fahad 0301-6656568

EID BHI AADHI SHABAY BARAT

BHI AADHI BIN SAJAN KAY BARSAT BHI AADHIFahad 0301-6656568

JAHAN KHUSHIYAAN HAR DAM RAQSAAN

HON TUM TO AISE DARICHON MAIN OTARTAY HO HILALAY EID JIN KAY HATHON PE MEHNDI,NA HONTON PE MUSKAAN PHIR BHALA UDAAS LOG KAISE KARAIN ISTAQBALAY EID Fahad 0301-6656568

MERI ARZOUN KI TAMHEED TUM

HO MERA CHAND TUM HO!MERI EID TUM HO Fahad 0301-6656568(Copyright www.lovelysms.com)

Tum Aao to Ham bhi

Eid karein Hasrat Hai Tumhari Deed Karein Tum Aao to ham bhi Eid karein Kuch Dair to Dil ko Chain Miley Kuch roz to Man ka Phool Khiley Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai Ham log bhi Kuch taaeid karein Tum Aao to Ham bhi Eid karein Tum se yeh Aik Guzaarish hai yeh Apney Dil ki Khaaish hai Ik Baar milo , Ik Baar Milo Har Baar yahi Taakeed karein Tum Aao to ham bhi Eid Karein Mana ke Ham Deewaney hain Sab Baatoo'n Se Anjaaney hain Jab Apney hi Baigaaney hain Kya Ghairoo'n Se Umeed karein Tum Aao to ham bhi eid karein Tum aao to Ham bhi Eid karein ......(Copyright www.lovelysms.com) Sohail 03455903323

tu hansy to mahak uthaen

dil ki gallean teri ik muskarahat sy hamari EID ho jay(Copyright www.lovelysms.com) EID MUBARIK nazar

EID MUBARAK TO EVERYONR MAY ALLAH

EID MUBARAK TO EVERYONR MAY ALLAH BLESS YOU IN THIS EID SO ENJOY THIS EID HAPPILY EVERYWHERE EVERYMOMENT.(Copyright www.lovelysms.com) SHAHIDULLAH KUWAIT

khuda kare tujeh ye eid

raas aajae(Copyright www.lovelysms.com) tu jise chaye woh tere pass aajae saba lado

gul na gulistan se gulab

beja hai,sitaron na asman sa salam beja hai,MUBARIK HO EID APKO,yeh pegam ham ne advance man beja hai. zubair(03455921711)

kuch kehna hai app se

kahoon app se ager app kahoo tu kaho app se dil ki baat kehni hai app se aik martaba kahoo gaapp ijzat dey kehnay kisirf aik baar naraz na hona jab kahoo app se lagta hai kehna hi pare ga app seyaar naraz na hoo yahi kehna tha app se Eid mubarak(Copyright www.lovelysms.com) Zia RYK 03344460401

Gul ne Gulshan men Gulaab

beja hai.... Sitaroon ney asman se slaam beja hai.... Mubarik sub ko EID ka chand hum ne aap sab ko yeh(Copyright www.lovelysms.com) pegham advance behja he laz +923004443656

Is Eid pe humari dua

hai ki apka har sapnna pura ho, duniya ke unche mukam apke ho, shoharat ki bulandiyon par naam apka ho! (Copyrightwww.lovelysms.com) Wish u a very Happy EidDay! Muskan

No shadows to depress u,

Only joys to surround u, God himself to bless u, these r my wishes for u,Today, tomorrow, and every day. Eid Mubarik.(Copyrightwww.lovelysms.com) MALIK BILAL ( 00966506405292 )

wish u happy* for the

happy eid mubarak *!as soft as silk as red as roze,as tasty as honey,as sweat as u and as good as u!byebye dr.noor(Copyrightwww.lovelysms.com)

for those.jo CHAND niklnay ka

be sabri say Intizar kar rahay hain....give urselves a rest........... KYON KE mera aaj ghar sey nilkalney ka koi irada nai hai!!!;-:)>Behzad Khan Sherwani (Copyrightwww.lovelysms.com)

Suba jab bhi nikaar dekna Sham

Suba jab bhi nikaar dekna Sham jab bhi bahar dekna Raat ko tanhai me Tare jab b her baar dekna Pyar ko sada abaad rakna Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakna wiki ( 03002113126)

Suraj ki kirne, taaron ki

bahaar. Chand ki chandni, apno ka pyaar. Har ghadi ho khushaal.(Copyrightwww.lovelysms.com) ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar!wiki ( 03002113126)

KITNI EIDAIN GUZAR GAI TUM

BIN AB KHUDA KAY LIYE NA TARPANA DEKHO PHIR EID ANAY WALI HA(Copyrightwww.lovelysms.com) EID KAY SATH TUM BHI AJANAyaqoob

Rahoon Ki ye shaam aur

yadoon ka ye sama Apni palkoon mein hargiz sitare na layeinge Rakhna Sambhal k tum chand khushiyan mere liye Main laut k aaonga phir EID Manaeinge! (Copyrightwww.lovelysms.com) ****Eid Mubarak****Fahad 0301-5332263

EID Ki Dua" Chupkay say

EID Ki Dua" Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Apko (Copyrightwww.lovelysms.com) EID MUBARAK Meesam

Ab tu har bars,chand raat

ko main chand ko dheekta hoo aur yeh guman karta hoo k shayad ab ki bar chand raat main tum b chalay aao,aur chpkay say meri aankhon par haath rakh ker keh doo (Copyrightwww.lovelysms.com) !!! EID Mubarak !!! Kisi_ki_jan 0300 9641092