Rab kare tere naseb chamakta
dikhaye da, Ankhen jo band kar to MADINA dekhi da, Aajda jahan kare wahan QABA dekhi da, Uthe jo ankhe to GUNBAD-KHIZRA dikhai da.
dikhaye da, Ankhen jo band kar to MADINA dekhi da, Aajda jahan kare wahan QABA dekhi da, Uthe jo ankhe to GUNBAD-KHIZRA dikhai da.
kahiye har kissey mein alaihda baat nikli, kanhi hassi mein janazey uthey kanhi aansoun mein barat nikli, wo soye rahe ghair kee bahoon mein raat bhar, aur hamari\"parali\" p jaghtey raat nikli [email protected]
karte, kyuki wo naam tika nahi karte, Maana ki patthar dil hai hum, magar patthar par likha naam mita nahi karte...!
OBARTY hoay SORAJ k PARISTAR mily.Zindagi tu hamain BAZAR me kiun lay aie.Hum to YOSUF b nahi k koi KHAREDAR milay! "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
dar pe aana chahty hain,Kuch nazre karam hum pe b ho,Hum sar ko jhukana chahty hain,Keya do gy hamy sari khushiyn,Daman ko phelana chahtey hain,Tairey kandhey pe sar rakh kar sanam,Gam apna suonana chahtey hain,Sab zakham dekha kar apne tumhey,Sath apney rulana chahtey hain. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
ha Aj phir rat cut na paye gi Aj phir nain meray barsain gayAj phir nend roth jaye gi Aj phir dil tujhy pukaray ga Aj phir aas toot jaye gi "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
awaz aati ha, Kisi k hijar ma neendain ganwa k kuch nhi milta, Jigar ho jaye ga chulni yi aankhain khoon royin gi, Wasi ba faiz logon sy nibha kr kuch nhi milta. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
k isharon par, kabhi veran shehron me, kabhi heeran ankhon mein,tere yaad chupke se koi sargoshi karti hai, ye ankhain bheeg jati hain ,to ansu toot girte hain, hum palkon ko jhukate hain, bazahir muskurate hain, faqat itna hi kehte hain, mujhe tum yaad aatay ho ,mujhe tum yaad aatay ho.
un se parry un se parry bathy hain, Wo ya samajh bathy hain k hum un pe mary bathy hain, Hum tu un pe marry bathy hain, Jo un se parry bathy hain... Hamza Meer 0322-5586382
yaad lekar, her saam jata hai aapki yaad me hame rula kar. Hame to intezar hai wo subah ki jo aayega aapko saath lekar aur wo saam ki jo jayega aapko mere paas chhod kar. ........Shashwat Jaysingh 09861131448
!!! MAGAR...... TUNE Tho TODA Hey BEWAFA !!!!!! MERA TO BASH DIL TUTA RE......... TERA TO KISMAT FUTA !!!!! Posted- MAN WITH JEL
Mohabat hum b krlain gay, Ye ghalti tum b kr laina, Chalo tumhi se kr lain gay, Kisi se tum b kr lena... Tumhain hum dost kehte hain, Tu nadir mashwara dain gay, Mohabbat tum ne kerni hai?? Chalo hum hi se kr laina..... Dr.Love...03324291008
khayaloon ki tarah tha wo Elm-e-Riazi Ky Sawalon Ki Tarah Tha Ulja hwa aysa ky kabhi hal na howa sulja howa eysa kay mesaloon ki tarah tha
hawa tang kary gi bechry howy logon ki sada tang kary gi mat toot key chaho agaz-e-safar main bechry ga to har ek ada tang kary gi
chat pay betha ek kabutar. thoda dana dede.... teri nai taang uthai.... mere nana choode... bolo tararara
ki baat nehi hoti, Yeh to Hukme Parwardigharr hota hai..
YAAD KARTA HON TUMHEIN Yaad Karta Hoon Tumhein Yaad Aati Hi Nahi Kaise Aaye Woh Cheez Jo Jati Hi Nahi... Tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai maine to mohabbat ki hai... Judai ka pata hota agar pyaar se pehlay To maut ki duva mangte hum deedar se pehle... Peete hain sharaab hum jinhe bhulane ke liye wo hi aa jaate hain yaad hamen rulane ke liye... Manzilon pe aake lutay hain dilon ke karvaan Kashtiyan sahil pe aake dobti hain pyar ki... Benaam Sa Ye Dard...Thehar Q Nahi Jata Jo Beet Gaya Hai...Woh Guzar Kyon Nahi Jata... Sab Kuch To Hai...Kya Dhundti Rehti Hai Nigaahein Kya Baat Hai Mai Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata... Woh Ek Hi Chera To, Nahi Sare Jahan Mein Jo Door Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata... Main Apni Hi Uljhi Hoi...Raho Ka Tamasha Jatay Hain Jidhar Sab...Main Udhar Kyon Nahi Jata... Woh Naam Jo Na Jane Kab Se, Na Chehra Na Badan Hai Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata...
Mazzid ke samne se, log chand samajhkar apna roza na tod de...aur naraaz ho kar khuda tumse..kahi khubsurat log banana na chhod de... shekhar..09329539898
hote hain kuch log jaan se bhi pyare hote hain yeh zarory nahi har koi pas ho apne zindagi main yadoon k bhi share hote hain AwAis cheema 92 332 818 9211
ho or yaad kisi ki ati ho, Tab kamre main band ho jan or chupke chupke ro lena, Janb ankh main ansoo ajayen or yaad main kisi ki bhar ayen, Phir khud ko dhokha mat dena or chupke chupke ro lena, yeh duniya zalim duniya hai, yeh baat buhat phalaaye gi, tum samne sab ke chup rehna or chupke chupke ro lena, Jab ehsaas ho apni ghalti ka or preshan ho apni ghalti per, Tu samne sab k khush rehna or chupke chupke ro lena.. `~"'DON'"~`0321-4288314
ebaarat nahein jo lehroon sey mit jaati hai mein baarish ki baarasti boond nahein jo baras kar tham jati hai mein khuaab nahein jisey dekhaa aur bhula diya jaye mein shama nahein jisey phoonka aur bhuja diya jaye mein hawa ka jhonka nahein jo aya aur guzar gaya mein chaand bhi nahein jo raat k baad dhal jaata hai mein to woh ehsaas hoon jo tujh mein lahoo bun kar gardish karay mein to woh rang hoon jo teray dil par chahray aur kabhi naa utray mein to woh parwana hoon jo jalta rahay aur fana naa hoga khuaab, ibaaarat, hawak ki tarhaan chaand, boond, shama ki tarhaan meray mitnay ka sawaal hi nahein KIYON K MEIN TO MOHABBAT HOON AUR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAHEIN `~"'DON"'~`0321-4288314
ko k tum acha nahi kerte, Jo mujh ko yon rulate ho, Laho mera jalate ho, Agar is aag main jal ker, Main ik din rakh ho jaon, Mujhe dil se bhula dena samandar main baha dena, Magar itna yaad rakhna tum, Khuda se yeh dua kerna, K jo acha lage tum ko, Wo tum jaisa na ho hergiz, Warna tum b rooge, Mujhe jaise rulate ho. `~\"\'DON\"\'~`0321-4288314
nisbat nahi rahi... Ab zindagi main hijr ki vehshat nahi rahi... Tota hai jab se us ki masihai ka talisam... Dil ko kisi maseeha ki hajt nahi rahi... Phir yon hua k koi shnasa nahi raha... Phir yon hua k dard main shidt nahi rahi... Phir yon hua k ho gaya masroof wo buhat... Or hum ko yaad kerne ki fursat nahi rahi... Ab kya kisi ko chahain k hum ko tu in dino... Khud apne ap se b mohabbat nahi rahi... `~"'DON"'~`0321-4288314
aankh bher k dekhtay hein, To aap k sheher mein kuch din ther k dekhtay hein, Suna hei rbt hei ap ko khrab halon se, Soo apnea p ko brbad ker k dekhtay hein, Suna hei drd ki gahk hei chshm e naaz aap ki, Soo hum bhi aap ki gali se guzer k dekhtay hein, Suna hei aap ko bhi sher o shairi se shugaf, Tu hum bhi mujze apne huner k dekhtay hein, Suna hei aap bolo to baton se phool jhertay hein, Ye baat hei to chalo aap se baat ker k dekhtay hein, Suna hei raat mein aap ko chand tkta rehta hei, Sitaray baam e falk se uter k dekhtay hein, Suna hei din mein aap ko titliyan stati hein, Suna hei raat ko jugnu ther k dekhtay hein, Suna hei chsher hei aap ki gzaal si aankhein, Suna hei aap ko hiran dsht bher k dekhtay hein, Suna raat se berh ker hein kaklein aap ki, Suna hei shaam ko sayae guzer k dekhtay hein, Suna hei aap ki syaa chshmtli qyamat hei, Soo aap ko surma frosh aah bher k dekhtay hein, Suna hei aap k labon ko chho ker gulaab jltay hein, Soo hum bhaar pe ilzam dher k dekhtay hein, Suna hei aina tmsaal hei jabien aap ka, Jo sada dil hein ap ko bn sanwer k delkhtay hein, Bs ek nigah se luta hei kafla dil ka, Soo rah rwan e tmna bhi drr k dekhtay hein, Suna hei aap k shbistan se mutsil hei behisht, Maseeh udher k jalway bhi idher dekhtay hein, Rukay to gerdishein aap ka tuwaf kerti hein, Chlay to zmana aap ko tehar k dekhtay hein, Khaniya hi sahi sb mubalgay hi sahi, Ager aap khuwaab ho to taabeer ker k dekhtay hein, Ab aap k shehar mein tehraein ya kooch ker jaein, ALI aao sitaray safer k dekhtay hein! `~"'DON"'~`0321-4288314
mere lie kja hai mere jine ka maqsad hai meri saanson ki wajah hai hum apko kasie samjhae apke lie tarapta kjun hai dil apke lie rota kjun hai meri rag rag apko pukarti kju nai hum apko kaise samjhae apki ruh meri ruh se aise milti kjun hai jaise hum judwa hon hum khud nahin jaante to hum apko kaise samjhae `~"'DON"'~`0321-4288314
Sabse Aana Jaana Rakha Mera Ghar Veerana Rakha Hamne Ek Khawahish Rakhi Tumne Ek Bahaana Rakha Tere Saath gaye lamho ka hamne naam khazana rakha Tum mein batao kya rakha tha Hum mein batao kya na rakha Tere bina ab kya jeena hai Kehne Ko Hai Zamana Rakha Kaisa Kaafirana rakha Tujh bin koi khuda na rakha `~"'DON"'~`0321-4288314
koi deewana kehta hai koi paagal samaj taa hai magar dharti ki bachani ko bus baadal samaj taa hai mai tuj se dur kaisa hoon tu muj se dur kaisa hai yai mera dil samaj taa hai yaa tera dil samaj taa hai `~"'DON"'~`0321-4288314
kiya tha, Thoda sanhi Beshumar kiya tha, Magar badal gayi zindgi meri jab, Ushne kaha arey pagal maine to mazak kiya tha. Raj09899103826
ha... kismat to saareya nu shikayai kyo hundi ha... kite mile rabb te zaroor puchna... jisnu paa nahi sakde ose naal mohabbat kyo hundi ha...
jata hey, judai ka durd dil mein utar jata hey, Lafzon mein tery pyar ka amrit ghula huwa, bun ke naghma meri saanson se bikhar jata hey.
mosam hai so jana taulaq khatam karnay say muhabbat kam nahi hoti. Bohat kuch tum say b barh kar muyassar tha muyassar hai najanay phir b kyun teri zarurat kam nahi hoti Faizi: 03466337727
klik main tumare pass hote bhale tum hume delete kar date per kuch pal ke liye hum tumare pass to hote. From Wafe-e-Abbas 03342911364
hoti hai, Dosti sab Risto se Mahan hoti hai. Bina Dodti ke jina bahut Muskil ho jaata hai, Kyoki Ek Dost me Dusare dost ki Jaan hoti hai. Raj MObile no. 09899103826
bus humi ko kya samjoge tum in ankho ki nami ho u to hoge lakho dewane is chand k chand kya mehsus karega 1 tare ki kami ko
Rakhna,,, Hoton ko na ho jumbish izhar Bhi ho jaye,,, Ehsas ke jhokon se Chilman ko hata dena,,,, Parda bhi rahe qayam DEEDAR bhi ho jaye,,,,,, 09837920121 I. Ahmed
"Yaado" main aap ho,, Ye Kwab hai apke ya "Kwabon" Mai Aap ho,, hum nahi jante hume bas itna bata do, Hum "Jaan" hai apki ya Jaan "Humari" 'AAP' ho. I. Ahmed 09837920121
baat nahi hoti.. pass rah kar bi mulaqat nahi hoti.... jab kabi dekh loon teri sharmili ankhan.. phir meri khusi ki taab nahi hoti... Cancerian 0333-7254407
ka. Tha woh ek khwab meri bay khudi ka. Dard uska tha or trap merya dilki, Hua Hay yeh hissa aaj bay hisi ka. Mat hanso halat-e-zar per meri, Kuch tou andaza kro meri bay basi ka, Kehtay thay keh mat dil laga Abid..! Dekha hay tunay anjam dillagi ka..??? Jisay tha samjha sahara zindagi ka. tha woh ek khwab meri bay khudhi ka. Dard uska tha or trap meray dilki, hua hay yeh hissa aaj bay hisi kay. Mat hanso halat-e-zar per meri. Kuch tou andaza kro meri bay basi ka. Kehtay thay keh mat dil laga Abid...! Dekha hay tunay anjam dil lagi ka..???
k pass rehtey ho, Tasweer ban k meri anchoon k pass rehtey ho, Aaj poochna aik sawal tum se door ho kar, kya tum b mere bina uddas rehtey ho!!!?
Na phulo ki Tammna hai Na kaliyo per marte hai Bus ek bholi si surat hai Jise hum pyaar karte hai deep gour
kami tho na ki ab kis ko kiya mila yeh tho muqadar ki baat hai shahbaz lashari gharo 0321 2144217
ho gayi hai, Gham ke sagar mein kuch is kadar kho gayi hai, Tum aajao waapis yeh guzaarish hai meri, Shayad mujhe tumhaari aadat si ho gayi hai
Bin sawan barsat nahi hoti, Suraj dube bina raat nahi hoti, Kya kare ab kuch aisi halat hai ki, Aapki yaad aaye bina din ki shuruwaat nahin hoti. zaini 03224164331
hai, roz ye dil bekarar hota hai, kaash ke koi samajh pata k chup rehne walon ko b kisi se pyar hote hai.....
parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai, Aap karib ho to apnapan hai, Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.
*~*~* DuA*~*~* Maine kaha ke mere liye kuch DUA kiya karo Us ne kaha ke DUA pe na takiya kiya karo Maine kaha ke zahen pe rehta hai bojh sa Us ne kaha ke chhup ke kahin roya karo... Maine kaha ke tere khuwaab jaga dete hain Us ne kaha ke raat ko socha na karo Maine kaha ke raat ko neend nahi aati Us ne kaha ke sone ki koshish kiya karo Maine kaha ke dost nahi denge saath mera Us ne kaha ke waqt pe yeh tajarba kiya karo .. Maine kaha ke Dil main teri yaadein hain Us ne kaha ke Dil ko samjhaya karo Maine kaha ke tere milne ki umeed hai Us ne kaha ke umeed na umeed bhi hoti hai .. Maine kaha ke tumhari Ankhen meri Ankhen hongi Us ne kaha ke chalo phir meri Ankhon main raha karo... zaini 03224164331
Kijiye) Zindagi Ek Ehsas Hai (Mehsos Kijiye) Zindagi Ek Piyas Hai( Pyar Dijiye) Zindagi Ek Milan Hai (Muskura Dijiye) Zindagi Ek Judaai Hai (Saber Kijiye) Zindagi Ek Aanso Hai (Pee Lijiye) Zindagi Akhir Zindagi Hai ( Jee Lijiye) zaini 03224164331
Us nay tora woh taluq jo meri zaat se tha us ko ranj na jane meri kis baat se tha la-taluq raha logon ki tarah who b jo achi tarah waqif meri her bat se tha zaini 03224164331
pighal gaye yaara.... mere dil ke kaagaz pe sirf naam hai tumhara... ek waqt aisa laga ki sahil se door ho gaye um..... zaini 03224164331