Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Kabhi hosla bhi azmaa lena

chahiye, Bure waqt main muskura lena chahiye, Jab saat din main bhi khujali na mite, to 8ve din naha lana chahiye.

Jis tarha heere ko heera

katta hai... Sone ko sona katta hai...Lohe ko loha katta hai.. Theek usi tarha dekh lena ek din.. Tumhe kutta katega...

After finishing MBBS, Dr. Munna

start his practice. He checked 1st patient eyes, tongue & ears by torch & finallly said Bole To.. Torch Theek hai

Two snakes sitting in the

jungle, Female snake tried to kiss the male snake, Suddenly male snake turned and started singing 'zehar hai ki pyar hai tera chumma'!

Dil k dard ko zuba

per laate nahi, Hum apni aankhon se ansu bahate nahi, Zakham chahe kitna hi gahre kyo na ho, hmm DETTOL k siva kuch laagate nahi!

Yaad karte hai tumhe tanhi

me, Dil duba hai gamo ki gahrai me, Hume mat dhundo duniya ki bhid me, Hum milenge tumhe fir kisi, free SMS ki scheme me!

Bhehar ki gali main paan

ki dukan, Devdas ne dekhi Paro Ki muskan, Devdas ne khilaya paro ko paan, Khake paan Paro bolo"Shukriya Bhai Jan"

Meri taref se apko 1

"PuPPI" Aapki saheli ko 1 "PAPPI" Saheli ki saheli ko 1 "PuPPI" Batau bhala kiun? Aaj hi mere "DOggy" ne 10 "PuPPI" ko janam de hai!

Tum Haste Raho, O Haste

Raho, O Haste Raho, O Haste Raho, Muskarate Raho, Sada Khilkhilate Raho, Khush Raho, Mera Kya Hain, Log Tumhe hi! Paagal Kahenge! Ha Ha Ha!

Kya aap.. Colse Up karte

hain..? Kya aap Confidence se Chalte hai..! Kya aap Penalty Bharte hai...! "MOBILE" k bill se derte hai..! To aap SMS kyuo nahi karte hai..!

Arz kya hai: Bahaar aane

se pehle fiza aa gayi, ki bahaar aane se pahle fiza aa gayi, aur phool khilne se pahle....bakri kha gayi..

Us se milna hi nahin

dil main tahaiya (Irada) kar lain Woh khud aye to bohat sard rawaiya kar lain By Javed Iqbal

Haseeno ne haseen banke gunah

Kiya, auronko to theek, humko bhi tabah kiya pesh kiya gazhlon mein jab unki bewafaiee ko, auron ne to theek unhone bhi WAH WAH kiya ...By Santosh

Suna hai ke us ko

rubt hai kharab halon say, yehi baat hai to apne aap ko berbaad ker kay dekhtay hain. By Nazia

dosti kaa yeh paigham aap

kaay naam zindagi ki her shaam aap kaay naam iss safar mein hamsafar hai hum dono iss dosti ko nibhana hai aap kaa kaam By Dream Girl

kisi naay dil ko isqadar

choo leya kay hum kisi aur ko choo naa sakay hum tuu chaly taay dost banany aap tuu dil ki dharkan ban gaye... By Dream Girl

tujay chanay walay kam naa

hoon gaay waqat kaay sath shahid hum naa hoongaay chahay kisi ko kitna b pyar deyna lekin teri yaadon kaay haqdar sierf hum hoon gaay By Dream Girl

dosti ko pluse karo,doshmani ko

minus karo,khosi ko multiply karo and ghamo ko divide karo.kyia pata kal ho na ho and love ko enjoy karo BY ALA

tum ho tu ham hain,ham

hai tu jaha hai warna kuch be nahi,coz there is no end 2 loveBY ALA

yoon to zindagi sadyoon ka

gumaan tha... Dekha to ek saanse ka sara jahan tha...By Qaay

Tufano me kashti ko kinaray

bhi miltay hain, jahan ma logon k saharay bhi miltay hain , duniya me sub se payari ha zindgi khuch log zindgi se bi payarey miltay ha.By Ali

mangta hoon to deti nahi jawab

mangta hoon to deti nahi jawab meri baat ka deti ho to khara ho jata hai rom rom jazbaat ka kyun kehte ho bar bar daloo baloo mein phool ghulab ka By warraich

Ik tabasum honto pay raksa

hai Koshish hai gam chopane ki Mere ahbaab samajte hai Mujhe adat hai muskarane ki By Butt 0300

Ehsaas Bohat Hoga Jab Chor

Ke Jaingay Roengay Bohat Magar Aansu Nahi Aaengay Jab Saat Na De Koi To Awaz Hamain Dena Aasman Per Bhi Hongay To Lout Ke Aaengay By JinBaba

sher;Phir na jane kon duao

mai yaad karta ha,Mai dobta hon samandar uchal deta ha. perodi;Phir na jane kon gunaaho mai yaad karta hai,Main chup rehta hoon our teacher nikal deta ha. By shaheryar

zindagi main sada muskurate raho

fasile kam karo dil milate raho.dard kaisa bhi ho koi gham na karo.rat kali sahi ankh nam na karo.ik sitara bno jagmagate raho.By Rajja

Boy to a pretty girl,

ajaa dil main aja, Girl: sandel utarun kya? Boy, nahi, wese hi aja, yai masjid yan mundir nahin hai.By Shubo

kya mangu khuda se tume

pane ke baad. kiska karu intzar zindgi main tere aane ke baad. kyun pyar me jaan luta deta hai log , mujhe maloom hua tumhe apna banane ke baad. By Raj Boparai

meri kisi khata pe naraj

na hona. apni pyari c muskan kabi na khona. sukoon milta hai sunn kar apki hansi ko, haste rehna zindgi me kbi udaas na hona.......for RAJ from Jass