Ikrar may shabdo ki ahmiyat
nai hoti, Dil ke jazbat ki awaz nai hoti, Ankhen bayan kar deti hai dil ki dastan, Mohabbat lafzo ki mohtaz nai hoti. Full Name: Osman +92 (0) 345566641
If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
nai hoti, Dil ke jazbat ki awaz nai hoti, Ankhen bayan kar deti hai dil ki dastan, Mohabbat lafzo ki mohtaz nai hoti. Full Name: Osman +92 (0) 345566641
par chupa na sake, Diwane dil pe kabu hum pa na sake, Aaj itne karib se gujar gaye wo, Phir bhi unka hath hum tham na sake.
dil bankar dhadakte hai, Hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, Humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankho se chalakte hain.
students: Exams - socha na tha, Classes - kabhi kabhi, Question papers - na tum jano na hum, Copying - yaarana, Maths2 - asambhav, Maths1 - mission impossible, environmental sciences - pyar mein kabhi kabhi, 1st semester - kuch to hai, 2nd semester - yeh kya ho raha hai, distinction - kal ho na ho, 1st class - raju bangaya gentleman, 2nd class - dil mange more Fail - phir milenge.
sitare na hota.in udas ankhon ma rangeen nazara na hota.hum bhi na kerta aap ko sms agar aap iyna pyara na hota.from inam 0321 6477254
to dekho, Karne se pehle kaam ko to dekho, Kisike roop mein diwana naa bano, Surat se pehle uske dil ko to dekho,
kar diye, Kyun mere aansu ko apni muskan se baha diye, Gunah kya tha mera bus chahna tumhe, Kyun meri zindagi me tune dard bhardiye.
Samja do apni yado ko, Wo bin bulaye pas aaya karti hai, Aap to dur rehkar satate ho magar, Wo pas aakar rulaya karti hai.
karna mushkil hei..... dil ke bathe dil me dabana mushkil hei..... dil ki bathe bayan hotha hei dilon ke beech..... aisa dil ka rishtha milna bhi badi mushkil hei.....
to nahi kiya ja sakta par koshish dil se karege Ki bafa hi hogi ye faryad rab se karege.
shakhs pe waara nahi karte aankhon main har ik aks utara nahi karte Honi hai to hojaye ik baar mohabbat Ye bhool hai aisi ke dubara nahi karte Achha hua main ne hi faqat dekha magar yun mehfil main kisi ko bhi ishara nahi karte Mil jaye sar-e-raah jo bichhda hua koi chup chaap hi takte hain pukara nahi karte kiun pyar ki bazi se ho is darja gurezaan kehte hain ke dil haar ke hara nahi karte Kaajal se bhi ab kaam koi lena nahi Yun dard se aankhon ko sanwara nahi karte.........03462360148 By: JuSt 4 U
Hum Karne Lage...~*~ ~*~Ye Kiya Hua Kion Is Tarhaan Izhaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Chalke Howe Jazbaat Kuch Ansoo Bhi Kuch Bikhre Howe...~*~ ~*~Ab Qatra Qatra Zindagi Sarshaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Shaadab Hain Ankhain Lahoo Se Kuch Gulabii Shaam Hai...~*~ ~*~Quose-e-Qaza Rangoo Main Ghuftaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Veeraan Kade Main Aa Gayee Jo Wo Baharoon Ki Tarhaan...~*~ ~*~In Ke Tasawoor Se Sakhan Gulzar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Rahne Lage Hain Garizaan Go Tumhare Qarb Se...~*~ ~*~Is Ehde Ulfat Se Ghazab Ka Pyaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Shama Kyun Shikva Gila Ehle Wafa Theray Jo Hum...~*~ ~*~Jalte huwe Sholoo Ka Dariyaa Paar Hum Karne Lage...~*~0344 8322570 By: OnE & OnLy
Tere Naam kardoon, Teri hi Aankhon ka Jaam Tere Naam kardoon, Main Doob jaoon Teri in Jheel si Gehri Aankhon mai, Phir apni Barbadi ka ilzam Tere Naam kar doon, Mai apni Rooh ko Tere Wajood mai bhardoon, Phir apni Zaat apna her Payam Tere Naam kardoon, Tuu Mujhey Mohabbat ka Agaaz de Sanam, Mai Apne Pyaar ka Anjaam Tere Naam kardoon, Mohabbaton ke Qaseeday likhoon Teri Sanaa mai, Hazaron Pyaar ke Peghaam Tere Naam kardoon, Ho jiska Zikar Mohabbat ki her kahani mai, Ek aisa Pyaar ka Peghaam Tere Naam kardoon........03462360148 By: JuSt 4 U
NA CHUPAYA KARO HUM SE CHAHAT NA ZIYADA JATAYA KARO DOOR RAHTE HO KION PAAS AAYA KARO TERA JALWA KABHI HUM NE DEKHA NAHIN KABHI CHEHRA HUMEN TO DIKHAYA KARO ROZ GHERON KI MAJLIS MAIN JATE HO TUM KABHI TO APNO KI MAHFIL SAJAYA KARO HUM RANJEEDA BHI HAIN NEEM DEEDA BHI AA KE DIL TUM HAMARA BEHLAYA KARO TERI MAJBOORION KI KHABAR HAI MUJHE BAAT BAAT PER KASMEIN NA KHAYA KARO TERE WAADE PE HUM NE BHAROOSA KIA KUCH TO ULFAT KA TUM BHI HAQ NIBHAYA KARO CHAHNE WALE KI CHAHAT PE KAR LO YAKEEN ROSHNI MAIN DIYE NA JALAYA KARO HUM BHI HUM RAAZ HAIN TUM BHI HUM RAAZ HO DIL KI BAAT HUM SE NA CHUPAYA KARO............03462360148 By: JuSt 4 U
likho k. Qalam bhi ronay per majbor haye. Har lafz main dard bhar do itna k. Parhnay wala pyar karnay per majbor hojay. By: Sahil khan 03332832007
kana. Nazar utha kar inkar mat karna. Rat bhar rotay ho kisi ki yadon main. or dosro ko kahtay ho kisi say pyar mat karna. By: Sahil khan 03332832007
the aaj yoo. Aisa laga kisi nay mujhay tor dia ho. Humnay jo kia ap per gussa tha wo fazool. Shayad k mainay aap ka dil tor dia ho. By: Sahil khan 03332832007
likho k. Qalam bhi ronay per majbor hojay. Har lafz main dard bhardo itna k. Parhnay wala pyar karnay per majbor hojay. By: Sahil khan 03332832007
Eid din aisa aaye ga, Jab tum mujh se poocho gi, ke tumhare liye kon si cheez ziyaada ahem hai ? Meri Zindagi Ya Tumhari ? Main kahon ga! "Meri Zindagi" Ye sun kar tum mujh se door Chali jaao gi, baghair ye sooche ke...... "TUM HI TO MERI ZINDAGI HO" By: *Jahan~Zaib* {0345-7941711}
takaza na karo, Ru'Ba'Ru un k mujhe itna bhi ruswa na karo, Zakhm sehnay ki sakat bhi nahi ab to dil mei, Dard barhta hai mujhe pyar se dekha na karo, Charah sazo ye mera dard nahi qismat hai, Jhuti taskeen se mere gham ka madawa na karo, Pyar to de na sakay yadain hi dete jao, Chornay wale mujhe itna bhi tanha na karo, Nazah k waqt "SaaMer" to na lo naam unka, Aakhri waqt mei to pyar ko ruswa na karo.
hai, Maine ghabra ke kaha rooth jana tera. "Maut kehte hai kise", jab mujhse pucha, Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera.
sake farmano ko hamare wo maan na sake kehte he wo hame mar kar bhi chahenge jite ji hame jo pehchan na sake nahi he shikayat tujhse ki dukh diya tune hume hi shouq tha aankhe zara bhigone ka bahut aziz thi aankhe meri jise kal tak sabab bhi poochne na aaya mere rone ka
se chahta kyu hai Har saans ke sath tera hi naam aata kyu hai Tu kitna bhi mujhse talkh e talluk rakhle Zikr phir bhi tera meri zaban pe aata kyu hai Youn to hai kayi fasle tere mere beech Lgata phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu hai Teri chahat mein tadapne ki ho chuki hai aadat meri Tere door hone ka phir bhi ehsaas mujko rulata kyu hai Ye jaanta hoon ke tujhko nahi mohabbat mujhse Magar phir bhi lab pe mere tera hi naam aata kyu hai Hai yaqeen tujhko paana na hoga mumqeen mere liye Ye dil phir bhi roz umeed ki shama jalata kyu hai Mehsoos ki hai berukhi teri baato mein kayi baar maine Lehja wo phir bhi tera mujhko itna bhata kyu hai Hai khabar mujhko nikalegi tu meri chahat ka janaza ek din Mann mera phir bhi tere khwab sajata kyu hai Gar bichadna hi hai to khuda humko milata kyu hai Mujhko ko akhir wo itna satata kyu hai
gayi hai... Saase meri tham si gayi hai... Pucha tha dil ke doctor se humne.. Pata chala is dil mai aapki yaade jam si gayi hai... SaaMer +92 300 2711 588
beet jate hain, Kabhi nazren churane me zamane beet jate hain Kisi ne ankh b kholi to sonay ki nagri me, Kisi ko ghar banane me zamane beet jate hain Kabhi kaali siyah raaten hamen ek pal ki lagti hain Kabhi ek pal bitane me zamane beet jate hain Kabhi khola jo darwaza to khari thi samne manzil Kabhi manzil ko paane me zamane beet jate hain.../ SaaMer +92 300 2711 588
Dil Beqaraar Apna Hai K Ham Ko Tera Nahi Intezar Aapna Hai , Woh Dor Ho Tu Baja Terk -e- Dosti Ka Khiyal Woh Saamnay Ho Tu Kab Ikhtiyaar Apna Hai Zamanay Bher K Dukhon Ko Laga Liya Dil Se Is Aasray Pe K Aik Ghamgusaar Apna Hai Milay Koi Bhi Tera Ziker Chair Daitay Hain K Jaisay Saara Jahan Raazdaar Apna Hai.. SaaMer +92 300 2711 588
pir koi suhaani yaad ayi , Kuch apne zamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aayi, Hum bhool chuke they jisne Hume duniya mai akela chor diya , Jab gaur kiya tau ek surat jaani pehchaani yaad aayi.. SaaMer +92 300 2711 588
Tera qasoor nahin mera tha mein tujh ko apna samjha tha... dekh ke tere badle tewar mein to usi din ro betha tha... ab mein samjha ab yaad aaya tu us din kion chup chaap sa tha... tujh ko jana hi tha lekin mile bagair hi kiya jaana tha... ab tujhe kia kia yaad dilaoon ab to woh sub kuchh hi dhoka tha... wohi hoi hai jo honi thi wohi mila hai jo likha tha... dil ko yun hi sa ranj hai warna tera mera saath hi kiya tha... kis kis baat ko raoon "SaaMer" apna kehna hi itna tha
Hai Aaina Bhi Jo Saamney Laaein To Sang Hai Wo Kya Jwaab Dein Tere Lehjey Ki Kaat Ka Jin Ki Smaa-Aton Pey Tgaafil Zang Hai Ehsaan Kar Rahe Ho Jataaney Key Waastey Is Tor To Qabaayey Sakhaawat Bhi Nang Hai Ghbra Key Hum Mout Talab Ki To Ye Khula Marney Ka Haq Usey Jinhein Jeeney Ka Dhang Hai Youn Hee Kisi Ko Chaahna Aur Itna Chaahna Allah Is Pey Meri Aqal Dang Hai Ye Soch Kitni Sochein Nigal Kar Jawaan Hui Har Maahi-E-Khayaal Ko Wakhsh Nahang Hai Aankhon Ka Zoam-E-Zabt Kahan Tootta Magar Is Seel Ko To Daaman-E-Dariyaa Bhi Tang Hai
Mai haar gaia pyar na haara usey kehna Sochon se abhi tak tera peraahan-e-ulfat Utra na kabhi mai ne utaara usey kehna Khuwaabon mein wohi hai teri mehtaab c soorat Aankhon mein wohi ashk sitaara usey kehna Mujh ko teri yaadon key bhanwar mein bhi sakoon hai Maanga hee nahi mai ne kinaara usey kehna Jazbon ka gala ghont key jee sakta hoon lekin Ye baat nahi mujh ko gawaara usey kehna Ye sach hai key ik pal bhi teri yaad sey hat kar Guzra na kabhi mai ney guzaara usey kehna Ae Najam usey kehna key ghar lout bhi aao Ye dil bhi to ik ghar hai tumhara usey kehna
ko Jawab Kia Deta Apni Zaat Ka Us ko Hisaab Kia Deta Jo Aik Lafz Ki Khushboo Nah Kr Saka Mehfooz Main Us Kay Hath Main Poori Kitaab Kia Deta