Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

*Gham~E~Zaib* Hijar ke mosam main ye

*Gham~E~Zaib* Hijar ke mosam main ye baarish ka barsna kaisa? Ik sehra se sumandar ka guzarna kaisa ? Ay mere dil pareshaan na ho tanha ho kar... Woh tere saath chala kab tha, bichhrna Kaisa? Log kehte hain, Gulshan ki tabaahi dekho... Main Veraan sa jungle tha, Ujarna kaisa ? Dekhne main To koi dard nahi, dukh bhi nahi, Phir ye aankhon main youn aashkon ka Ubharna kaisa ? BE-WAFA kehne ki jurrat bhi na karna... Us ne IQRAAR kiya kab tha, Mukarna Kaisa ? By: *Jahan~Zaib* {0345-7941711}

Waqt waqt pe hamey yaad

aate rahiye Apna hone ka ehsaas hame jatate rahiye Dur rahiye itna ki roj khalayon main aate rahiye Dur itna nahi ki aap har roj hame bhulate rahiye By: atreyavijit

samay samay kii Khalish mein

teraa malaal rahe judaaiiyon mein bhii yun aalam-e-visaal rahe anaa kii jang mein ham jiit to gaye lekin phir us ke baad bahut der tak nidhaal rahe raah-e junun mein yahii zaad-e-raah hotaa hai ke justajuu bare divaanagii bahaal rahe hasiin raaten bhii mahaken tumhaarii yaadon se kare dinon mein bhii pal pal teraa Khayaal rahe tuu ek baar zaraa kishtiyan jalaa to sahii hai kyaa majaal ke ek lamhaa bhii zavaal rahe By: SHAN +923217473713

tere jesa mera bhi haal

tha na sukoon tha na qarar tha ye ho umr thee mere humnahen ke kisi ko mujh se bhi pyar tha mein samajh raha hon teri kasak tera mera dard hai mushtarak isi gam ka to bhi aseer hai isi gam ka mein bhi shikar tha faqat ek dhun thee ke raat din isi khawab zaar mein gum rahen wo surror aisa surror tha wo khumar aisa khumar tha kabhi lamha bhar ki guftugo meri os ke sath na ho saki mujhe fursaten na mil saken wo hawa ke rath pe sawar tha hum ajeeb tarz ke log thai hamare aur hi rog thai mein khizan mein tha os ka muntazir ose intezar bahar tha ose parh ke tum na samajh sake ke meri kitab ke roop mein koi qarz tha kaii roz ka kaii ratjagon ka odhar tha By: SHAN +923217473713

itane dinon ke baad tuu

aayaa hai aaj sochataa hun kis tarah tujh se milun mere andar jaag uthii ik chandanii main zamiin se aasaman tak ek ang hun aur ujalaa ho gayaa qurbat kaa chand aur gaharaa ho gayaa teraa fusun ai saraapaa rang-o-nikahat tuu bataa kis dhanak se teraa pairaahan bunun saare gul_buute tar-o-taazaa hue duur tak pahunchii hai merii mauj-e-Khun kar rahe hain lamhe lamhe kaa hisaab mil ke phir baiThe hain yaaraan-e-junun dasht-e-Gam kii dhuup mein mujh par khulaa main Khud apanaa saayaa-e-diivaar hun naaz kar Khud par ki tuu hai beshumaar qadr kar merii ki main bas ek hun By: SHAN +923217473713

MATTI KI MOURAT Ghar matti k

MATTI KI MOURAT Ghar matti k banaya nahein kartay toot k bikhar janay waloon ko apnaya nahein kartay goya MOHABBAT name hi bayloosh jazbay ka lakin apnay jazbat ko sara_e_Aam dekhaya nahein kartay Raz_e_dil dil maien rakhnay say go toot jata hay DIL phir b apnay zakhmoon ko dekhaya nahein kartay.. kartay kartay MOHABBAT go apnai jan bhool jatai hay phir b apni zat ko Auroon ki khatir DAFNAYA nahein kartay.... reply me if u like it....03348382846

Hum ne us ko toot

k chaha yeh us ka haq tha lekin woh bhi humein toot k chahte Hum itne anmol na they. By: Fahad

NIBHA SAKO TU KARO PIYAR

WARNA MAT KARMA BICHAR KAR TUM KABHI HUM KO UDAS MAT KARNA ABHI BHI WAQT HAI CHAHO TU TUM SANBHAL JAO KARO NA FIKR MERI AGEY TUM NIKAL JAO FAISLA JO HO TUMHARA KARNE ME DEIR MAT KARNA BICHAR KAR TUM KABHI HUM KO UDASS MAT KARNA TUMHARE PYAR MEIN AAJ JO MERI HALAT HAI HAR IK LAMAHA LAGEY K QIYAMAT HAI MERA JO HAAL HAI APNA WO HAAL MAT KARMNA BICHAR KAR TUM KABHI HUM KO UDAS MAT KARNA. //ASHFAQ(+92-302-8990606)

Kabhi din ho kabhi raat, Kabhi

Kabhi din ho kabhi raat, Kabhi timtimati saam ho, Kabhi-kabhi tanhai me , Sang mere khud aap ho, Kuch bolo na kyu chupchap ho. By: Nandlal Sahni

KiNg Of DrEaMs Bikhar Rahi hy

KiNg Of DrEaMs Bikhar Rahi hy meri zaat usy kehna Kabhi milay tu yehe baat usy kehna Vo saath tha tu zamana tha hamsafar mera Mager ab koi nahi mery sath usy kehna Usy kehna k bin usky din nahi kattata Sisik sisik k kattati ha raat us kehna Usy pukaroon k khud hi pohanch jaon us k pass Nahi rahy vo halaat usy kehna Ager vo Phir be na lotay tu ay mehrban qasid Hamari zeest k halat usy kehna Her jeet us k naam kar raha hoon Main Main manta ho apni haar usy kehna.0344 8322570 By: Farhan

meri rooh jesay kuchal gya, koi

meri rooh jesay kuchal gya, koi shaks aisy badal gya, ye kis ka harf-e- dua raha, k main girty girty sanbhal gya, teri yaad jab aany lagi, mera dard jesy behal gya, meri qismaton ka qaafla, kisi aur janib nikal gya, tumhain dekhty hain bysabab, koi khawab mera machal gya, mera patharon sa garoor tha, magar tery aqgy pighal gya.0344 8322570 By: Farhan