Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Milta Tha Mujh S Wo

Kabhi Pal Pal K Farq Se Phir Rafta Rafta Faq Ye Saalo’n Main Aa Gaya Phir Yun Hua Aankh Se Aansoo Nikal Paray Chehra Kabhi Jo Us Ka Khyalo’n Main Aa Gaya 0300 2711 588 SaaMer +92 300 2711 588 ~ Tum BiN ~

Is Saadgi Pe Kon Na

Mar Jaye Ae KHUDa Waar Karte Hain Aur Haath Main Talwar Bhi Nahi Chup Chup K Humara Deedar Karte Hain Wo Aur Poocho Tou Kehte Hain K Pyar Bhi Nahi. . 0300 2711 588 SaaMer +92 300 2711 588 ~ Tum BiN ~

Mujhe Ahaton Kii Talash Hai Ye

Mujhe Ahaton Kii Talash Hai Ye Sitarey Sab Hain Bujhey Bujhey Mujhe Jugnuon Ki Talash Hai Wo Jo Ek Darya Tha Aag Ka Mere Raston Se Guzar Gaya Mujhe Kab Se Rait K Shehar Me Barishon Ki Talash Hai Main Udaas Rasta Hoo Sham Ka 0300 2711 588 SaaMer +92 300 2711 588

Kaise kahe ke aap kitni

khubsurat hai, Kaise kahe ke hum aap pe marte hai, Yeh to sirf mera dil hi janta hai, Ke hum aap pe hamari jawani qurban karte hai… ************ ********* *********

Pyasi nigaho ne har pal

unka deedar maanga, Jaise amavas ne har raat chand maanga. Ruth gaya woh Khuda bhi humse, Jab humne apni har duwa mein unka saath maanga shailendra verma

TEACHER:AGAR SACHE DIL SE DUA

KI JAYE TO ZAROOR KABOOL HOTI HAI.......! STUDENT: REHNE DAIN TEACHER, AGAR AESA HOTA TO AP ZINDA NA HOTEEN....HAHAHAH By: mAnI

WINTER IS GOING TO START....

IF U MANT TO PROTECT URSELF FROMCOLD... JUST... GO TO HELL... SUNA HAI WAHAN GARMI HOTI HAI SARDIYAN MAST GUZRAIN GI....... By: mAnI

WAQT KI DHAAR K SATH

HUM CHALTE HAIN, IS ADA PER TO LOG HUM PER MARTAY HAI.... SMS KI DUNYA K HUM BETAJ BADSHAH HAIN..... ISI LYE LOG HUM KO SMS KARNE SE DARATAY HAIN.... By: mAnI

Wo khatm qaide ki miyaad

bhi karta.... Mager main zehmat-e-faryaad bhi nhi krti.... Kbhi kbhi wo mujhe itna yaad ata hai... K main gusey mein aa k usey bhi yaad nhi krti...... By: 0092 321 63 5678 8

Tujay dejhy bagar teri tasweer

bana doon. Tujay mailay baghar tere dil ka hall bata doon. Meri dosti main hai itna dum ay dost. teri ankh ka ansoon apni ankh say baha doon. By: Saqib Abbasi

kisi cheez ki kami nahi

ya rab tere khazane mai,kisi ka mohtaz na rah is zamane mai, fikar mat kar bande kalam khuda k haath hai,likhne wala likh chuka hai, kismt apne saat hai. By: mohsin khan

APNA banaynge!TUM AAO TO SAHI...ULJHANAY

Mit jyngi RAFTA RAFTA, Hum koi RAH nikalengay!TUM AAO TO SAHI...:-):-) By: Umair Ali

aik miyan bivi suhag rat

mana rahe thay k yu dum darwaza zor zor sa bujhne laga to bivi jhut sa perday ka pechay chup gayi ,,,,shohar na darwaza khola or apni bivi sa kaha k tumhari saas thi ............(bivi)ohhhhhhhhhh main samjhi chaappa tha ........ By: zain

tanhaion me aap ko yaad

kiya karte hianapp salamat rahain ye hi dua karte hain ham aap se mulakaat ka kitna intizar karte hain app ko kiya pata ham aap ko kitna piyar karte hain By:

Ek din,Zindagi ne mujhe se

pucha,k tum apne dost ka sath kab tak dena chahtey ho?To mein aik anso samundar mein gira dia,aur kaha k jab tak tum is ko dhond na lo... By: Arsalan

basa hai ankhon mein apka

chera is trh ghulab say khusbu wabasta hai jis trh namaz prh li ho or dua na mangi ho ap ki kami mehsos hoti hai kuch is trha By: ANJUM

ye ishq nahi hai aasaan bus

ye ishq nahi hai aasaan bus itna hi samaj lo aag ka darrya hai or doob ke jaana hai By: Atif Pardesi

Na rahi aaj wo apni

kahani, Na wo hasin din na wo raatein suhani, Phir bhi hume aziz hai unki har nishaani, Chahe dil ka wo dard ho ya aankho ka paani... 0300 2711 588 SaaMer +92 300 2711 588 ~ Tum BiN ~ By: SaaMer

Mai Apne Dard-e-dil Ki Dastaan

Kis Kis Ko Sunao Yaro, Jis Jis Se Dil Lagaya Wohi Bewafa Nikla. By: Asif Jaan A Z

kab utarta hai koi dil

mai utr janay k baad, iss gali ki doosri janib koi raasta nahi.4 zeeshan,4m noshi By: noshi

ye dil b kitna pagal

hai... usi ki tamanna krta hai jo humay mil nahi skta... koi smjhay iss nadan ko. k bhool jao usay....... 4 zeeshan, 4m a lover By: noshi

Mat kar dost apni girlfrend

se itni mohabat woh ankhon se waar karti hay maine uski ankhon mein dekha hay woh to mujh se b pyaar karti hay By: Ali 0322-4126884

Hamare Hathon me ik shakal

chand jaisi thi Tumhein ye kaise bataein woh raat kaisi thi Mehak rahe thay mere hont uski khushboo se Ajeeb aag thi bilkul Gulab jaisi thi By: [email protected]