Is sham ki tanhai se
is dard ki gehrai se ye dil kuch baat kar raha hai zara samjho in fizaon ki chubhan ko aaj fir tumhain koi yaad kar raha hai.
If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
is dard ki gehrai se ye dil kuch baat kar raha hai zara samjho in fizaon ki chubhan ko aaj fir tumhain koi yaad kar raha hai.
lagi hai. Fizaon se bhi siskiyan aane lagi hain ye sochkar dil hai bahut khush ki yaad meri bhi kisiko satane lagi hai.
ka ek yahi kissa mashoor hai zindagi ka beete hue pal kabhi lautkar nahi aate yahi sabse bada kasoor hai zindagi ka.
hai par zindagi bhar ka saath koi nahi nibhata agar rokar bhulaye jaati yaadain to haskar koi gum na chupata.
nahi jate sabhi log mehfil me bulaye nahi jate kuch pass rehkar bhi yaad nahi aate aur kuch dur rehkar bhi bhulaye nahi jate.
Raat main diye jalte rahenge dua hai khuda se aap khush rahe hamesha baaki hum tou hamesha tang karte rahenge.
awaj masum aankeh perfect personalaty khush mijaj andaz ye to hui mere baat or batao tum kainse ho.
apka dil dukhaya kasht pahuchaya taklif di pareshan kiya aur jo bhi kiya us ke liye aap se jo bane vo kar lo hum nahi sudhrenge.
ho raha hai. Aapke sms ke bina dil bor ho raha hai. Ap to aate nahi aap ke sms kya hamara rista kamzor ho raha hai.
Itne paise bacha ke kya tajmahal banaoge. Aur tajmahal bana bhi liya to hume pata hai use ko bhi aap kiraye pe hi chadhaoge.
muskan hi kafi hai dil main bus arman hi kafi hain armaan hai ye ki aap sada khush raho hume yad rakhna, aapka ye ehsaan hi kafi hai.
pukara hai sada muskurao aapka har gum humara hai phool khilte rahe zindagi me apke kanto ke liye daman humara hai.
ka ek yahi kissa mashoor hai zindagi ka beete hue pal kabhi lautkar nahi aate. Yahi sbse bada kasoor hai zindagi ka.
kisi ne dhadkan badal le aapke paas kuch bhi nahi tha badalne ko to aapne mandir me jakar chappal badal le. Very bad.
samajh lena ki paas rehkar hi koi rishta khas nahi hota aap dil ke pass itna ho ki durion ka bhi ehsaas nahi hota.
nahi hoti zindagi hamesha pane ke liye nahi hoti yaad aksar aati hai apki par har yad jataane ke liye nahi hoti.
ke afsane ka, dosti raaj hai sda muskurane ka yeh koi pal pal ki ristedari nahi dosti to farz hai umar bhar saath nibhane ka.
karne wala nahi par bewaqt hi yaad kar liya karo mana aapke aas pass sari duniya hai kabhi humari kami ka bhi ehsaas kar liya karo.
grows with a kiss and ends with a tear but friendship start with eyes grows with an understanding and ends with death.
hal me denge khuda bhi mange ye dil to use taal denge agr dil bhi kahe ki tum bewafa ho to ise bhi seene se nikal denge.
legi milayegi nazron se nazar ko nazar jhuka legi. Use meri kbr pr diya jalane ko mat kehna wo nadan hai dosto apna haath jala legi.
jaaye to bhul samjhkar bhul jaane bhulana sirf bhul ko bhulkar bhi hume mat bhul jana.
hai kabhi bahar mein bhi phool nahi khilte kisi ki laash par banta hai tajmahal kisi ki laash ko kafan nahi milte
maara ye kahani phir sahi, kisne toda dil hamara ye kahani phir sahi, Dil ke lautne ka sabab puchho na sab ke samne, naam aayega tumhara ye kahani phir sahi, Nafraton ke tair kha kar doston ke shaher mein hum ne kis kisko pukara ye kahani phir sahi, Kya batayein pyar ki baazi wafa ki raah mein, kaun jeeta kaun haara ye kahani phir sahi, Hum ko kiske gam ne maara ye kahani phir sahi, kisne toda dil hamara ye kahani phir sahi...
hai kahi muqaddar bhi na bhjula de pyaar hum isliye nahi karte kyunki darte hain koi phir se na rula de
unhe fursat hi nahi aye mere dil yun na toot jaya kar kyon taraste ho unke liye unki nazron me teri koi aukaat hi nahi, anjaane me labon pe aa gayi ye baat warna to hamein shikwon ki aadat hi nahi Umr guzar di teri chahat me is tarah, jaise badh ke tujhse koi ibaadat hi nahi, ab ban ke nadaan baithe hai wo yun, dil tod dena jaise koi baat hi nahi...
hota hai aankhen hansti hai magar dil rota hai maante hai jise hum manzil apni humsafar uska koi aur hota hai
hai, wo mujhse door bahut door jana chahta hai...
Bas kuch rasmein hai, jo wo nibha kar jana chahta hai, bas kuch wade hai jo wo tod kar jaana chahta hai
yaadein hai kuch gaye wakton ki baatein hai wo in sab baaton ko in yaadon ko mere zehen se mita kar jaana chahta hai,
eint jod kar pyar bhara ghar banaya tha mera wo use mujhse cheen kar kisi aur ke hawale kar ke jaana chahta hai,
rahe sirf mera bankar, wohi mera deewana mujhe chhod kar jana chahta hai, wo mujhse door bahut door jaana chahta hai wo mujhe bilkul bhool jana chahta hai...
sakte apni pehchaan unko bata nahi sakte zindagi ki raah mein bane the humsafar kyun wo ye pyaar nibha nahi sakte
tehreer me likhti hai, ek nayi takdeer meri takdeer me likhti hai, wo aisi hamdard ke apne pyar ke saare lafz mere haathonki lakeer me likhti hai, koi raaz chhupana shayad pasand nahi use, wo apna har khwab khuli tabeer me likhti hai, main uska ek man-chaha qaidi hoon isiliye naam mera wo zulfon ki zanjeer me likhti hai, bol uthe ek ek ta'assur us ke chehre se, Saari kahani wo apni tasveer me likhti hia, khoob chehekti hai wo khat ke pehle hisse mein, lekin dil ki sachhi baat aakhir mein likhti hai, jis khoobi se pehchana jaye koi shakhs, qudrat wo khoobi uske khoon-e-khameer me likhti hai...
kahte hai patjhad ko chaman ka majdhar kahte hai ajeeb chalan hai duniya ka yaaro ek dhokha hai jise hum sab pyaar kahte hai
is ho gayi hai, main udaas nahi, udaas rehne ki aadat is ho gayi hai, ye kaisa wakt aya hai ke subah bhi so gayi hai, kudrat se shayad roshni hi kho gayi hia, jane kyon wo mujhse ajnabi as ho gaya hai, lagta hai aisa ke phoolon se khushbu hi kho gayi hia, ye kaisi hawa mere jism ko chhu gayi hai, ukhdi ukhdi saans bhi be-rubt ho gayi hai, Kyon zindagi ki raat itni taweel ho gayi hai, mujhse shayad pyar ki bhool ho gayi hai, ab to duniya bahut khush ho gayi hai, saans to chal rahi hai lekin rooh saath chhod gayi hia...
hai zindagi Chechak sareekhe gaal-si, lagthi hai zindagi !! Aaye tho kaise raas, mujhko aaye zindagi Makhdi ke bhune jaal-si, lagthi hai zindagi !!
hai pyaasi aaj tak Sukhe ki ek misaal-si, lagthi hai zindagi !! Lapetne se laab nahi, jisko jara bhi Tar-tar shaal-si, lagthi hai zindagi !! Trahii ke alawa,na likha kuch bhi bhagya main Bhaad aur aakaal-si, lagthi hai zindagi !! Prashna main koyee bhi kabhi ker saka na hal Ruby jhateel sawaal-si, lagthi hai zindagi !!
tanhayi hai, meri aankhon mein kyon maut simat aayi hai, kehte hai log ishq ko ibadat yaaron, ibadat me phir kyon ruswayi hai, wo na aaya to dil ko lubhane ko mere, shab-e-hijar me uski yaad chali aayi hai, mehfil mein reh kar bhi tanha rehna, ye ada uski mohabbat ne sikhlayi hai, ye bhi uski mohabbat ki inayat hai yaaron, main tamasha bana aur duniya tamashayee hai, intezar me kisike na raat ko barbaad karna, doobte taaron ne mujhe baat ye samjhayi hai,
raha hia doston, jab bhi socha use aankh bhar aayi hai... Aao kutch kadam hum sath chale rahe adam mein gale mille kutch tum kaho kutch hum kahe hum sabke dil mein tum raho tumhare dil mein hum rahin aao kutch kadam hum sath chale YAJUVENDER SINGH RANA