Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

jaan tum se achi to

teri yaadein hain...jo hum se sharmate to nahin...miss you sweethart!!!

All Day All Night Mujhko My

All Day All Night Mujhko My Dear -----------, all day all night mujhko yaad sataye tumhari. Yun to socha tha maine rehne to brahmchari umar saari par jab se maine dehka tumko socha bekar hai vichar be rehne ka brahmachari kyunki all day all night mujhko yaad sataye tumhari. FROM VINID SAINI

boy 2 girl,darling mere kaan

me kuch garam sa kuch naram sa kuch namkeen sa kuch meetha sa kaho,,,,,,,, girl,,,,,,,,,,,,,HALWA PURI,,,

boy says to girl main

tum ko without tuch kiya kiss karoo ga ....girl says ye to ho hi nahi sakta....boy says to lag hai 20 20 rupay ki .... girl says ok....boy kissed girl titely....girl says tum ne to mujay tuch kiya hai .....boy say ye loo 20 rupay

Dil ki Halat batana nahi

aata … Kisi ko aisey Tarpana nahi aata …. Sunna chahte hain ek baar Aawaz aap ki … Magar baat karne ka Bahana nahi aata !!

DOSTI KARO TO AISE KARO KI

DOSTI KARO TO AISE KARO KI BHULA NA SAKE KOI DUSMANI KARO LEKIN USSE MAT KARO KI JISE PAGAL NA HO JAYE KOI

Lady Teacher to students:- "Sach"

or " Veham" mein kiya farq hai? Students:- aap jo hum ko parha rahi hain na ye "Sach" hai lakin---- hum parh rahay hain ye app ka "Veham" hai

Woh ankh bohaat piyari thi

jo humne usko mari thi -- Woh joti bohaat bhari thi jo usne humko mari thi Hum tu muft mein pit gaye Galib--- humein tu ankhoon ki bemaari thi

A boy on date with

girl in BMW car.. Boy:- jaan ji mein nay app se aik baat chhupai hai, "im already married" Girl:- OH My God tum nay tu mujhe dara he diya, "mein samiji ye BMW car tumhari nahin hai :)

Ye dost tere zindgi k

din kabhi kam na ho. Gam k badlo se teri aankhe nam na ho. zindi ki har khushi mile aapko chae us zindgi k saathi hum na ho.

Sawal Puchte hain wo humse k

Sawal Puchte hain wo humse k bata hume apni chahat ka naam , K tumhi batao k tum ko tumhara hum kya bataein naam .

khusi aapke liya gum hamare

liye,zindegi aapke liye maut mere liye,muskurat aapke liye ansu mere liye,subkuch aapke liye aur aap hamare liye.

Tum naam ki baat karte

ho, Log chehara tak bhool jate he, Tum Samundar ki baat karte ho, Log aankhon mein bhi doob jate hai

Aray saray bhai loge tayyar

ho jao, apun ka sms aa raha hai. Nazima

Dil ke darvaje par dastak

ho rahi hai,aaj phir ek yaad dil ko sata rahi hai,dil ki gehraiyon mein najar mar ke dekh ,aaj phir teri yaad dil ko sata rahi hai.

har sans se tera izhar

karte hain,Har khwab mein tera deedar karte hain,mohtaj hi to hain hum tere,jo har pal tere paas waqt hone ka intajar karte hain

Aankhon ke ishare woh samajh

nahin pate,hoton se hum kuchh keh nahin pate,apni bebasi hum kis tarah kahen ,koi hai jiske bina hum reh nahin pate.

Zindagi mein aapke apne kam

nahin,door reh kar bhoolne wale hum nahin,baat ya mulakat na ho aapse to kya hua,aapki yaad kisi mulakat se kam nahin.

Aapki dosti, apki vafa hi

kafi hai, Tmam umar ye asra hi kafi hai, Jab bhi waqt mile muskra kat SMS bhej do, Khushi k vaste yeh silsila hi kafi hai....

Itni raat gaye apun tere

ko RamDev Katha sunanekeliye sms to nahi karega! Bas yaad aarahithi aur Goodnight keheneka tha CHAL AB LUDAKZA

Maama you met my jaana Maamaa you

Maama you met my jaana Maamaa you are my rama and this is not a drama like the TV show khana khazana coz. you liked my jaana who is from a good gharana moreover he enjoys guitar bajana and coz. you said him ghar aana

Aye dost faramoush tera housh

kahain hai haddiyain to rahgaee tera gosh kahain hai.

Shuhagrat ke baad pati ne

apni patni se poocha ki kal raat tumhe kaisa laga, patni boli -5%sharm aai,5% dard hua, 10% maja aaya aur 80% purani yaaden taza ho gai..

muhabat jeet hoti hai marar yeh

muhabat jeet hoti hai marar yeh haar jati hai kabhi dil sooz lamhon say kabhi bay kaar rasmon say kabhi takder walaon say kabhi majboor kasmon say mohabat jeet hoti hai magar yeh haar jati hai kabhi yeh phool jaisi hai kabhi yeh dhool jaisi hai kabhi yeh cand jaisi hai kabhi yeh dhoop jaisi hai kabhi masroor karti hai kabhi yeh rog dayti hai kisi ka chain banti hai kisi ko rool dayti hai kabhi lay paar jati hai kabhi yeh maar jati hai han mohabat jeet hoti hai magar yeh haar jati hai (mohabat)

Tamam umar tuje zindgi ka

pyar mile Khuda kare khushi tujko bar bar mile rahian phool tari rahon main qadam qadam pay tujae mosme bahar mele

Kash tu Main .. Aur

Main tu hota.. Tu Mujhko dhoondti.. Main tujhko sochta Tu Mujhko chahti Main tujhko khojta kash tu Main.. Aur Main tu hota.. Sab khushiyan teri Aur Tera har Ghum Mera hota Kash tu Main.. Aur Main tu hota .. Meri har cheez per Haq sirf tera hota Tery har Zakham ka Main Marham hota Kash tu Main.. Aur Main tu hota.. Bus!!!!!!!!! Main Tera !! Aur tu sirf Mera he Naseeb hota.. Kaaaaaaaaashhhhhhhh Kuch aisa’ tou zroor hota _’’ (tnvir)

ghar se baher wo nikab

may nikli Sari gali un ki fikar may nikli Inkar karti the wo humari mohabat se Or humari hi tasver un ki kitab se nikli

Naya Ek Hukam Suna Dijiye Qanoon-E-Mohabbat

Naya Ek Hukam Suna Dijiye Qanoon-E-Mohabbat Laga Dijiye Jo Na Kary Mohabbat ...... Mohabbat Hi Uss Ko Saza Dijiye _’’ (tnvir) PH.0333 4357689

AASHIQ AASHIQ KAHETE HAIN, AB

YEH AASHQI NAHI, AASHIQ TO KHUD KHUDA HAI, JO MUHAMMED SE JUDA NAHI.

sms bhejne kooch nahin likhna hai.Timepass

sms bhejne kooch nahin likhna hai.Timepass kar raha hoon.bye

betaab tamannao ka ishaar na

kar, muskurakar dil ko bekarar na kar, channel badalkar F T.V. lagale, ESPN par sania ke jhukne ka intezaar na kar.............................

Khudgarz Kamina Matalbi Dokhaybaz Mokaparasat Herami Lanti Bayghairt Allah apko en sub logo

Khudgarz Kamina Matalbi Dokhaybaz Mokaparasat Herami Lanti Bayghairt Allah apko en sub logo se bachaya (Ameen)

Hum Nazuk Nazuk Dil Walay Bus

Hum Nazuk Nazuk Dil Walay Bus Aisay He To Hotay Hain, Kabhi Hanste Hain Kabhi Rotay Hain, Kabhi Din Main Khwab Pirotey Hain, Kabhi Mehfil Mehfil Phirtay Hain, Kabhi Zaat Main Tanha Hotay Hain, Kabhi Chup Ki Mohar Sajatay Hain, Kabhi Geet Labon Per Laitay Hain, Kabhi Sub Ka Dil Behlatay Hain, Kabhi Khud Main Tanha Hotay Hain, Kabhi Shab Bhar Jagtay Rehtay Hain, Kabhi Ro Ro Kar So Jatay Hain, Hum Nazuk Nazuk Dil Walay Bus Kuch Aisay He To Hotay Hain!!

may nay us say pocha

kiya dhoop main baarish ho sakti hai------woh hanstay hanstay ronay lagi or dhoop main baarish honay lagi. lovely sms from samad malik(0322-8832816)

bheer mein b tanha rahey tere

bheer mein b tanha rahey tere ghum ne ye haalat kar di kabhi khud liey kuch soch sakey itni b nahi fursat di.* k bin tere jina nahi na bin tere jina nahi......*

dil ke rishton ka koi

nam nahi hotha mana ke is ka koi anjam nahi hotha agar nibhane ki chahat ho dono taraf to tamam umar koi rishta nakam nahi hotha x x x x x x

aapki kali julfe ko mera

salam bo lal lal hoth ko mera salam kitna lachak wale hai aapki catwalk tumhe to insaan hone chaiaga magar kya kare aapki billiki janam ko bhi mera salaam....

Andhari ratt thi wo mere pass

Andhari ratt thi wo mere pass thi me uske upar tha womere nichhe thi fikar not wo meri cycel thi

maein zindigi k rasat pay

chupchup bikhar jata ager aik roz b apni tenhai say dar jata samnay manzil thi aur peechay us ki awaz Rukta to safar reah jata chalta to bichart jata.

Woh so jata Aksar humien

yad kiya baghir Humien neend nahein ati un say bat kiya baghir Kasur un ka nahein kusar humara hay unhien cha b to un ki ejaazat k baghir

jeene kay liye dard ka

saman bohat hai kuch roz say dil apna pareshan bohat hai milte hain shab-e-rozsabhi log shansa ik tujh say mulaqat ka armaan bohat hai(03214290839)

Dosti is something that no1

can hate, Dosti is a passion we can never rate; Dosti can happen anytime early or late, Dosti is only Medicine, without Expiry date.

tum meri soch ho koi

tumhe soche kyun tum meri chahat ho koi tumhe chahe kyun tum mera aaina ho koi tume deke kyun tum meri dua ho koi tumhe mange kyun zaini 03224164331

Payam aey hain us yar-e-bewafa

ke mujhe, karar pa na saka wo kahin bhula ke mujhe, judayan do asi keh umar bhar na milain, fareb do to zra silsilay barha ke mujhe!!

Palkon ki nami main chupa

kar sapnon ko, ham ne unhain janay ki ijazat da de, ham toot kar bikhar gay tukron main, aur unhain muskuranay ki ijazat da de!

dil e arzoo ney humein

dewana bana diya...roya na tha kabhi per tum ney rula diya...tumhein meri yaad kabhi b na ati hogi.....per mujhe teri yaad ney zamana bhula diya....meri ...aj.

sirf yaadon ka 1 silsila

reh gaya...Allah jane unse kiya rishta reh gaya.....1 chand chop gaya jane kaha?..1 sitara usey raat bhar dhoondta reh gaya ...meri ...aj.. ....omer....03459063840

1 mulla ki shadi nahi

ho rahi thi, Wo mannat mangne gaya, Waha uski maa khai me gir gayi, Mulla bola Ya Khuda teri Khudai, Apni to mili nahin abba ki bhi Gawai. Mudasir Arain

salon baad na jane kya sama

salon baad na jane kya sama hoga., hum me se na jane kaun kahan hoga., fir milna hua to milenge yadon me., jaise sukhe gulab milte hain kitabo main.,. (Mahesh_Mann) Mahesh Vilas Kelkar

Main har ek pal tumhe

yaad karti hun,tumhare yaadon ko khawo mein sajati hun,kyun ki main tumhe jaan se bhi jyada chahti hun. sanam

ek bar ladki ka baap

dulhay ka gar gaya aur kaha ki hum nay suna hai ki aap ka bata ladkhiyou ka saath hota hai to ladhka kay baap nay kaha ki amir baap ka beta hai jata hoga .. & juwa b khelta hai ..ladhka baap bola amir baap ka beta klta hoga .tub ladhki ka baap bola ki aap ka ladhkay ma itni negtive cheezay hai aur positive kch b nahi ..too ladhkay ka baap baday gumand say positive czee b hai ki humara beta hiv posit rafi pharma (kmr university)

Roz Taron Ki Nimaish Main

Khalal Parta Hay... Chand Pagal Hay Andharay Main Nikal Parta Hay... On Ki Yaad Aee Hay Sanson Zara Ahista Chalo... Dharkano Se Bhi Ibbadat Main Khalal Parta Hay S.Qureshi

na to khuda hain na

mera ashq frishtoo jesa jub doono hain insaan to kuon mile hjaboo main ali

Dil ke rishte bi kitne

ajeeb hote hai,gm har moud pe kareeb hote hai, yeh gm hmesha aps ki na smjhi mai milte hai,kbhi anjane kbhi shararat mai milte hai, aur jo in gamu se samna karai who dil ke boht ameer hote hai. IMRAN AMIN DARA