If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
Yunhi Fasslon Ko Sajay Rakh. Yehi
Yunhi Fasslon Ko Sajay Rakh.
Yehi Intazar Rehne De.
Mere Zehen-o-Dil K Sakun Per.
Mera Ikhtiyar Rehne De.
Teri Chahto Ka jo Dard Hai.
Ye Sub Khushi Se Qabool Hai.
Meri Chashm-e-Num Ka Guma Na Kar.
'Muje Askh Baar Rehne De.
Teri Bebasi Baja Sahi.
Meri Khush Fehmi Bhi Galat Nahi.
Tujhe Har Qadem Per Khushi Mile.
Mujhe So-Gawaar Rehne De.
Meri Guftugu Me Jo Dard Hai.
Wohi Dard Mera Naseeb Hai.
Main bhula Chuka Hon Dard Ko.
Mujhe B-Qaraar Rehne De.
By: Babar
Kabhi Yun Bhi To Ho.
Darya Ka Sahil Ho.
Pooray Chand ki Raat Ho.
Or Tum Aao,
Kabhi Yun Bhi To Ho.
Paryon Ki Mehfil Ho.
Koi Tumari Baat Ho.
Or Tum Aao,
Kabhi Yun Bhi To Ho.
Suni Har Manzil Ho.
Koi Na Mere Saath Ho.
Or Tum Aao.
Kabhi Yun Bhi To.
Yeh Baadal Aisa Toot K Barsey
Mere Dil Ki Tarha Milne Ko
Tumara Dil Bhi Tarsay
Tum Niklo Ghar Se,
Kabhi Yun Bhi To Ho
Tanhaai Ho
Dil Ho
Bunddain ho
Baadal Ho
Barsaat Ho.
Or Tum Aao,
By: Babar
se Bichaary yaar ka ,
Is ko seene say lagha kar Rooh Pare ,
Apne Dil-Bar ki kushi k waste,
Dil ka har Ghum Chupa kar Rooh Pare,
Likh kar Iss ka Naam Dil k Work Par,
Apni Hasti ko Mitta kar Rooh Pare,
Jo Milley hain Zahkim Shani Piyar Mein,
Wo Zamane ko Dikha Kar Rooh Pare!!!!!
By: shani 0345-5260932
*LOVE*
woh mujhsey meri udaasiyon ki waja pochhti thi,
kitni be dard thi raat ke sunatey ki waja pochhti thi,
wo mujh se mere aansuon ki waja poochti thi...
kitni zaalim thi baarish ke barsney ki waja pochhti thi,
wo muujh se meri pasand ke baarey mein pochhti thi...
kitni paghal thi khud apne hi baare mein pochhti thi,
wo mujh sey meri wafa ki intha pochhhti thi...
kitni bhooli thi sahil pe khari Sumandar ki gehraai pochhti thi.
By: Jahan Zaib {tell:03457941711|
Thay Wohi Loge Mujh se Bicher Gay.
Jo Mohabaton ki Asas Thay, wohi loge mujh se bicher gay,
jinhen Manta Hi Nahi ye Dil Wohi Loge Meray Hain Hamsafar Jo meri talab meri aas thay Wohi Loge Mujh se Bicher Gay !!!0343-6306924
By: Zubair
Muhabat har jati hai
Muhabat jeet hoti hai
magar yeh haar jati hai
kabhi bekar rasmon se
kabhi dil soz lamhon se
kabhi taqdeer walon se
kabhi majboor qasmoon se
kabhi yeh rog deti hai
kisi ka chain banti hai
kisi ko rol deti hai
kabhi ley paar jati hai
kabhiyeh maar jati hai
Muhabat jeet hoti hai
Magar yeh haar jati hai...!
Ashfaq 0302-8990606
By: Ashfa
imtihan,
Meri khamoshi ko sada na day,
Jo teray baghair na jee sakay,
Usay jeene ki tuu dua na day,
Tu aziz Dil-o-Nazar se hai,
Tu qareeb Rag-o-Jan se hai,
Mere jism-o-Jan ka ye fasla,
Kaheen waqt aur barha na day,
Tuje bhool k na bhula sakoon,
Tuje chah k bi na pa sakoon,
Meri hasratoon ko shumar kr,
Meri chahton ka sila na day,
Wo tarap jo Shula-e-Jan main thi,
Mare tan badan se lipat gai,
Jo bujha sake tu bujha ise,
Na bujha sake tu hwa na de..
" ' ~DON~ ' "
0321-4288314
By: DON
hai zindagi,har waqt naya sadma deti hai zindagi,hum zindagi se shikwa kasie kare,ap jasie Dost b to zindagi deti hai.Rockerz(0345-8477659)
By: Rockerz
bola,
Main jalta hoon to tü kyon pighalti hai?
Mombati boli,
Jisko dil mein jaga di woh taklif main hoto ansoo to niklenge hi na.Rockerz(0345-8477659)
By: Rockerz
NASIR
Koi Tu Hota! Main jis k Dil ki Kitab Banta, Main Jis ki Chahat ka Khawab Banta, Main Hijr k Mausam ki Lambi Raton Main Yaad Ban Kar Azab Banta, Koi tu Hota! Jo Meri Khawahish main Uth k Raton ko Khoob Rota, Dukhon ki Chadar Lapet Kar Hajom e Dunia Se Dor Hota! Main Roth Jata Manata Mujh Ko k Chahe Mera Kasur Hota. Koi To Hota! Me Jis K Itna Qareeb Hota.Na Pas koi Raqeeb Hota.Me Tanha Us Ka Habib Hota,Ye Silsila Bhi Ajeeb Hota.Koi Tu Hota.....
By: FARHAN
Abhi Tum Ishq Mat Krna
Tmhari Umar Hi Kya hay
tumhain Malom hi kia ha
K Jb Ye Ishq Hota Hai
To koi Kitna Rota Hai
Sitary Toot Jaty Hain
Sahary Choot Jaty Hain
Abhi Tum Ne Nahin Dekha
K Jb Sathi Bicharty Hain
Tu Kitna Dard Milta Hai
K Har Fursat K Mousam Mein
Hazaron Gham Ubharty Hain
Hazaron Zakhm milty Hain,
Suno
Abhi Tum Ishq Mat Krna"
tumhari umr hi kia ha....
By: farhan 03334923924