dosti naam hai sukh dukh
ke afsane ka, dosti raaj hai sda muskurane ka yeh koi pal pal ki ristedari nahi dosti to farz hai umar bhar saath nibhane ka.
ke afsane ka, dosti raaj hai sda muskurane ka yeh koi pal pal ki ristedari nahi dosti to farz hai umar bhar saath nibhane ka.
nahi hoti zindagi hamesha pane ke liye nahi hoti yaad aksar aati hai apki par har yad jataane ke liye nahi hoti.
samajh lena ki paas rehkar hi koi rishta khas nahi hota aap dil ke pass itna ho ki durion ka bhi ehsaas nahi hota.
kisi ne dhadkan badal le aapke paas kuch bhi nahi tha badalne ko to aapne mandir me jakar chappal badal le. Very bad.
ka ek yahi kissa mashoor hai zindagi ka beete hue pal kabhi lautkar nahi aate. Yahi sbse bada kasoor hai zindagi ka.
pukara hai sada muskurao aapka har gum humara hai phool khilte rahe zindagi me apke kanto ke liye daman humara hai.
muskan hi kafi hai dil main bus arman hi kafi hain armaan hai ye ki aap sada khush raho hume yad rakhna, aapka ye ehsaan hi kafi hai.
Itne paise bacha ke kya tajmahal banaoge. Aur tajmahal bana bhi liya to hume pata hai use ko bhi aap kiraye pe hi chadhaoge.
ho raha hai. Aapke sms ke bina dil bor ho raha hai. Ap to aate nahi aap ke sms kya hamara rista kamzor ho raha hai.
apka dil dukhaya kasht pahuchaya taklif di pareshan kiya aur jo bhi kiya us ke liye aap se jo bane vo kar lo hum nahi sudhrenge.
awaj masum aankeh perfect personalaty khush mijaj andaz ye to hui mere baat or batao tum kainse ho.
Raat main diye jalte rahenge dua hai khuda se aap khush rahe hamesha baaki hum tou hamesha tang karte rahenge.
nahi jate sabhi log mehfil me bulaye nahi jate kuch pass rehkar bhi yaad nahi aate aur kuch dur rehkar bhi bhulaye nahi jate.
hai par zindagi bhar ka saath koi nahi nibhata agar rokar bhulaye jaati yaadain to haskar koi gum na chupata.
ka ek yahi kissa mashoor hai zindagi ka beete hue pal kabhi lautkar nahi aate yahi sabse bada kasoor hai zindagi ka.
lagi hai. Fizaon se bhi siskiyan aane lagi hain ye sochkar dil hai bahut khush ki yaad meri bhi kisiko satane lagi hai.
is dard ki gehrai se ye dil kuch baat kar raha hai zara samjho in fizaon ki chubhan ko aaj fir tumhain koi yaad kar raha hai.
Abhi Tum Ishq Mat Krna Tmhari Umar Hi Kya hay tumhain Malom hi kia ha K Jb Ye Ishq Hota Hai To koi Kitna Rota Hai Sitary Toot Jaty Hain Sahary Choot Jaty Hain Abhi Tum Ne Nahin Dekha K Jb Sathi Bicharty Hain Tu Kitna Dard Milta Hai K Har Fursat K Mousam Mein Hazaron Gham Ubharty Hain Hazaron Zakhm milty Hain, Suno Abhi Tum Ishq Mat Krna" tumhari umr hi kia ha.... By: farhan 03334923924
NASIR Koi Tu Hota! Main jis k Dil ki Kitab Banta, Main Jis ki Chahat ka Khawab Banta, Main Hijr k Mausam ki Lambi Raton Main Yaad Ban Kar Azab Banta, Koi tu Hota! Jo Meri Khawahish main Uth k Raton ko Khoob Rota, Dukhon ki Chadar Lapet Kar Hajom e Dunia Se Dor Hota! Main Roth Jata Manata Mujh Ko k Chahe Mera Kasur Hota. Koi To Hota! Me Jis K Itna Qareeb Hota.Na Pas koi Raqeeb Hota.Me Tanha Us Ka Habib Hota,Ye Silsila Bhi Ajeeb Hota.Koi Tu Hota..... By: FARHAN
bola, Main jalta hoon to tü kyon pighalti hai? Mombati boli, Jisko dil mein jaga di woh taklif main hoto ansoo to niklenge hi na.Rockerz(0345-8477659) By: Rockerz
hai zindagi,har waqt naya sadma deti hai zindagi,hum zindagi se shikwa kasie kare,ap jasie Dost b to zindagi deti hai.Rockerz(0345-8477659) By: Rockerz
imtihan, Meri khamoshi ko sada na day, Jo teray baghair na jee sakay, Usay jeene ki tuu dua na day, Tu aziz Dil-o-Nazar se hai, Tu qareeb Rag-o-Jan se hai, Mere jism-o-Jan ka ye fasla, Kaheen waqt aur barha na day, Tuje bhool k na bhula sakoon, Tuje chah k bi na pa sakoon, Meri hasratoon ko shumar kr, Meri chahton ka sila na day, Wo tarap jo Shula-e-Jan main thi, Mare tan badan se lipat gai, Jo bujha sake tu bujha ise, Na bujha sake tu hwa na de.. " ' ~DON~ ' " 0321-4288314 By: DON
Muhabat har jati hai Muhabat jeet hoti hai magar yeh haar jati hai kabhi bekar rasmon se kabhi dil soz lamhon se kabhi taqdeer walon se kabhi majboor qasmoon se kabhi yeh rog deti hai kisi ka chain banti hai kisi ko rol deti hai kabhi ley paar jati hai kabhiyeh maar jati hai Muhabat jeet hoti hai Magar yeh haar jati hai...! Ashfaq 0302-8990606 By: Ashfa
Thay Wohi Loge Mujh se Bicher Gay. Jo Mohabaton ki Asas Thay, wohi loge mujh se bicher gay, jinhen Manta Hi Nahi ye Dil Wohi Loge Meray Hain Hamsafar Jo meri talab meri aas thay Wohi Loge Mujh se Bicher Gay !!!0343-6306924 By: Zubair
*LOVE* woh mujhsey meri udaasiyon ki waja pochhti thi, kitni be dard thi raat ke sunatey ki waja pochhti thi, wo mujh se mere aansuon ki waja poochti thi... kitni zaalim thi baarish ke barsney ki waja pochhti thi, wo muujh se meri pasand ke baarey mein pochhti thi... kitni paghal thi khud apne hi baare mein pochhti thi, wo mujh sey meri wafa ki intha pochhhti thi... kitni bhooli thi sahil pe khari Sumandar ki gehraai pochhti thi. By: Jahan Zaib {tell:03457941711|
se Bichaary yaar ka , Is ko seene say lagha kar Rooh Pare , Apne Dil-Bar ki kushi k waste, Dil ka har Ghum Chupa kar Rooh Pare, Likh kar Iss ka Naam Dil k Work Par, Apni Hasti ko Mitta kar Rooh Pare, Jo Milley hain Zahkim Shani Piyar Mein, Wo Zamane ko Dikha Kar Rooh Pare!!!!! By: shani 0345-5260932
SAKTE HAI, BIN MILE AAPKA HAAL BATA SAKTE HAI, HAMARE RISHTE ME WOH BAAT HAI KI, AAPKE AANSU APNI ANKHO ME BAHA SAKTE HAI. By: BASANT PAREEK
kar sapnon ko, ham ne unhain janay ki ijazat da de, ham toot kar bikhar gay tukron main, aur unhain muskuranay ki ijazat da de! By: dr.mujahid
ke mujhe, karar pa na saka wo kahin bhula ke mujhe, judayan do asi keh umar bhar na milain, fareb do to zra silsilay barha ke mujhe!! By: dr.mujahid
Kabhi Yun Bhi To Ho. Darya Ka Sahil Ho. Pooray Chand ki Raat Ho. Or Tum Aao, Kabhi Yun Bhi To Ho. Paryon Ki Mehfil Ho. Koi Tumari Baat Ho. Or Tum Aao, Kabhi Yun Bhi To Ho. Suni Har Manzil Ho. Koi Na Mere Saath Ho. Or Tum Aao. Kabhi Yun Bhi To. Yeh Baadal Aisa Toot K Barsey Mere Dil Ki Tarha Milne Ko Tumara Dil Bhi Tarsay Tum Niklo Ghar Se, Kabhi Yun Bhi To Ho Tanhaai Ho Dil Ho Bunddain ho Baadal Ho Barsaat Ho. Or Tum Aao, By: Babar
Yunhi Fasslon Ko Sajay Rakh. Yehi Intazar Rehne De. Mere Zehen-o-Dil K Sakun Per. Mera Ikhtiyar Rehne De. Teri Chahto Ka jo Dard Hai. Ye Sub Khushi Se Qabool Hai. Meri Chashm-e-Num Ka Guma Na Kar. 'Muje Askh Baar Rehne De. Teri Bebasi Baja Sahi. Meri Khush Fehmi Bhi Galat Nahi. Tujhe Har Qadem Per Khushi Mile. Mujhe So-Gawaar Rehne De. Meri Guftugu Me Jo Dard Hai. Wohi Dard Mera Naseeb Hai. Main bhula Chuka Hon Dard Ko. Mujhe B-Qaraar Rehne De. By: Babar
ajeeb hote hai,gm har moud pe kareeb hote hai, yeh gm hmesha aps ki na smjhi mai milte hai,kbhi anjane kbhi shararat mai milte hai, aur jo in gamu se samna karai who dil ke boht ameer hote hai. IMRAN AMIN DARA
mera ashq frishtoo jesa jub doono hain insaan to kuon mile hjaboo main ali
Khalal Parta Hay... Chand Pagal Hay Andharay Main Nikal Parta Hay... On Ki Yaad Aee Hay Sanson Zara Ahista Chalo... Dharkano Se Bhi Ibbadat Main Khalal Parta Hay S.Qureshi
dulhay ka gar gaya aur kaha ki hum nay suna hai ki aap ka bata ladkhiyou ka saath hota hai to ladhka kay baap nay kaha ki amir baap ka beta hai jata hoga .. & juwa b khelta hai ..ladhka baap bola amir baap ka beta klta hoga .tub ladhki ka baap bola ki aap ka ladhkay ma itni negtive cheezay hai aur positive kch b nahi ..too ladhkay ka baap baday gumand say positive czee b hai ki humara beta hiv posit rafi pharma (kmr university)
yaad karti hun,tumhare yaadon ko khawo mein sajati hun,kyun ki main tumhe jaan se bhi jyada chahti hun. sanam
salon baad na jane kya sama hoga., hum me se na jane kaun kahan hoga., fir milna hua to milenge yadon me., jaise sukhe gulab milte hain kitabo main.,. (Mahesh_Mann) Mahesh Vilas Kelkar
ho rahi thi, Wo mannat mangne gaya, Waha uski maa khai me gir gayi, Mulla bola Ya Khuda teri Khudai, Apni to mili nahin abba ki bhi Gawai. Mudasir Arain
reh gaya...Allah jane unse kiya rishta reh gaya.....1 chand chop gaya jane kaha?..1 sitara usey raat bhar dhoondta reh gaya ...meri ...aj.. ....omer....03459063840
dewana bana diya...roya na tha kabhi per tum ney rula diya...tumhein meri yaad kabhi b na ati hogi.....per mujhe teri yaad ney zamana bhula diya....meri ...aj.
tumhe soche kyun tum meri chahat ho koi tumhe chahe kyun tum mera aaina ho koi tume deke kyun tum meri dua ho koi tumhe mange kyun zaini 03224164331
can hate, Dosti is a passion we can never rate; Dosti can happen anytime early or late, Dosti is only Medicine, without Expiry date.
saman bohat hai kuch roz say dil apna pareshan bohat hai milte hain shab-e-rozsabhi log shansa ik tujh say mulaqat ka armaan bohat hai(03214290839)
yad kiya baghir Humien neend nahein ati un say bat kiya baghir Kasur un ka nahein kusar humara hay unhien cha b to un ki ejaazat k baghir
chupchup bikhar jata ager aik roz b apni tenhai say dar jata samnay manzil thi aur peechay us ki awaz Rukta to safar reah jata chalta to bichart jata.
Andhari ratt thi wo mere pass thi me uske upar tha womere nichhe thi fikar not wo meri cycel thi
salam bo lal lal hoth ko mera salam kitna lachak wale hai aapki catwalk tumhe to insaan hone chaiaga magar kya kare aapki billiki janam ko bhi mera salaam....
nam nahi hotha mana ke is ka koi anjam nahi hotha agar nibhane ki chahat ho dono taraf to tamam umar koi rishta nakam nahi hotha x x x x x x