dil ki kahani kah dain ge...! samjhay na jise tum ankhon se...wo bat zubani kah dain gay...!phoolon ki tarha jab honton pe.ek shokh tabasum bikhray ga.dheeray se tumharay kaano mein..!ek baat purani keh dain gay..ezhar-e-wafa tum kia jano...IQrar-e-wafa tum kia jano...!hum zikar karain gay auron ka..aur apni kahani keh dain gay....!!!
hoon main?
Tum keh dena koi khas nahi...
Ek dost hai kaccha pakka sa,
Ek jhot hai adha sacha sa,
Jazbat ko dhanpy ik parda,
Bus ek bahana acha sa,
Jeevan ka aisa sathi hai,
Jo door na ho kr paas nahi,
Koi tum se pochay kon hoon main?
cool mind....03334263108
gehrayu k sathZenda hon apni zat ki tenhayun k sathRuka nhi tha usko bicherny k wakat b,Apni wafa pa naz tha sachayun k sath
0321-4288314
"'~{(DON)}~'"
hai wo aanko mein nahi rete
bohat se urf ese hai jo lafo mein nahi rehte
kitabo mein likeh jate hai duniya bhar ke afsane
magar jin mein aqeeqat ho wo kitabo mein nahi rete
Lamha lamha waqt guzar jayega,
Chand lamho mein daaman chod jayega.
Abhi waqt hai do baatein kar lo humse,
Kya pata kal kaun teri zindagi me aa jayega.
Hur Aik Sawal Ka Uss Ko Jawab Kia Deeta
Mein Lahkat Lahkat Baadan Ka Hissab Ki Deeta
Jo Aik Lufz Ki Khushboo Na Raak Sakaa Mehfooz
Mein Uss Kai Haat Mein Ouri Kitaab Kia Deeta
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
sab kuch diya,
par humne na isko mehsoos kiya.
Shukarguzaar hai hum rab ke,
jo bin maange tumare jaisa dost diya.
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
kisi ko yaad aana,
yeh bhi naseeb naseeb mein hota hai.
Dil unhi ko yaad karta hai
jo dil ke bahut kareeb hota hai...0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
ik Deep Jala Rakha H,
Tere lot Ahney ka Imkan saja Rakha H,
Saanss Tak be Nahe letay h Tujhey souchtey waqt,
Hum ne is kaam ko kal pe Uttah Rakha H,
Routh Jatey Ho to kuch or Haseen Laghtey Ho,
Hum Ne ye Souch k he Tum ko kafa Rakha H,
Tum Jisey Roota Howa chor Gay Thy ik Din,
Hum Ne is Shaam ko Seenay se Lagha Rakha H,
Chein Laney Nahe Deta ye kisse Tor Mujhey,
Tere Yadon Ne jo Tufan Uttah Rakha H,
Janey wale Ne kaha tha k wo Lot Aiye Ga Zaror,
Ik Isse as pe Darwaza kullah Rakha H,
Tere Janey se jo ik Tasveer ko Aankho Mein Basa Rakha H,
Mujh ko kal Sham se wo Yaad Ahne Lagha H,
Dil Ne Muddat se jo ik Shaaks Bola Rakha H,
Akhre Bar jo Mere Naam Ayia Tha Mere Naam Malik,
Mein Ne Is Kath ko Kalejay se Laga Rakha H,
( MLAIK ARSLAN ALI 0345-5260932)
SALAMAT RAKHNA,
OS KA PIYAR IS DIL MAIN TA-QIYAMAT RAKHNA,
HO GI IS K SATH ZAMANEY KI TALKH HAQEEQAT,
OS K LLIYE SOUCHO MEIN KABI NA EIDAWAT RAKHNA,
KUDH KO RAKHNA BAS SANBHAL KAR ISE KI KAHTER,
QIYEM SADA APNE JAZBAY KI NAZAKIT RAKHNA,
LOUT AYIE GAY KABE ULFET K DIN SOHANEY,
BAS TUM APNE JAZBO MEIN HARARAT RAKHNA,
CHUP REHNA SAMAJH KAR KHUDA KI RAZA ISEY,
DIL MAIN KABI BARPHA QIYAMAT NA RAKHNA,
TALQIYOU KO KHUD MEIN NA GULNEY DENA WAFA,
JUB MILLEY TO LEHJEY MEIN WOHE HALAWAT RAKHAN.....
( MALIK ARSLAN ALI 0345-5260932)
Mera Basera Hota,
Na Zindagi Mein Nafraton ka Aandhera Hota,
Tere Ahgosh Mein sir Rakh kar Mein soo Jata Eh kash,
Phir Na Aankho ko Naseeb Sawera Hota,
Mein Apne Zindagi ka Har Lamha Tere Naam Likhta,
Jo Guzarta Tera wo har Pal Mera Hota,
Martey Jo is Jahan Mein to Tum Mere Hotey,
Mehshir Mein Jo Miltey tu Mein Tera Hota,
Hum Tujhey Hal Dil Tu Sanatey Bare Shouq Sy Humdum,
Itna Pahter Na Agar Dil Tera Hota....
(MALIK ARSLAN ALI 0345-5260932)
Dil k Ander Nahe Dekha,
Aap Ne Mere Gahmoo ka Samounder Nahe Dekha,
Kitne khoub Sourat H ye Duniya ye Dekha h Aap Ne,
JE JE k Marney Waloh ka Manzer Nahe Dekha,
SHeeSHAY ka Makaan Tu Ne Bana to Liya H Dost,
Laiken waqt k Hath ka Pahter Nahe Dekha,
Rishtow k Totney ka Dard Tum Kiya Janow,
Wo Lamha Tum Ne Kabe Jee Kar Nahe Dekha,
Bahtkey Roshni ki Talash Mein Nahjane Kaha Kaha,
Afsoos k Apne RooH k Ander Nahe Dekha,,,,,,
(Malik Arslan Ali 0345-5260932)
simat te paya
ek nai umang mein har baar meri aankhon ne kshitij mein sama rahe
sooraj ko nihara.........par phir subhe ki laalima mein palkon ko
bheega hua paya
shaamon-sehar bas tanhai..........aur har lamha isi soch mein beeta
is duniya ko main samajh nahi payi ya is bhari duniya mein koi
..............mujhe samajh nai paya?
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
ko tanha paya,
kabi koi shaks mere dil ke raaste pe chal na paya
kehne ko to mera jahan hai muqammil
phir kyon dil k kisi kone mein hamesha ek benaam dard ko ubharte paya?
aisa b nahi k ye zindagi dosti se mehroom hai
lekin ye b to sach hai k apni faili hui baahon ko maine khud mein hi
nai ab tak hai koi
ek lute ghar pe diya karta hai dastak koi
aas jo toot gai phir se bandhata q hai
yahi duniya hai to phir aisi ya duniya q hai..............0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Jo Khuda Sa Lagay
Wo Ajnabi Hai, Magar Mujh Ko Aashnaa Sa Lagay
Na Jaanay Kab Meri Duniya Main Muskuraye Gaa
Wo Aik Shakhs K KhuabOn Main Bhi Khafa Sa Lagay
Ajeeb Cheez Hai YaarOn, Ye ManzilOn Ki Havas
K Raahzan Bhi Musafir Ko, Rah-Numa Sa Lagay
Dil-e-Tabaah! Tera Mashvara Hai Kia, K Mujhay
Wo Phool Rang Sitaraa Bhi, Be-Wafa Saa Lagay
Hui Hai Jis Se Munavvar Har Aik Aankh Ki Jheel
Wo Chaand Aaj Bhi IMRAN Ko Kam Numa Sa Lagay .......0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
dene ke waade kiye
fir kyu dil todh ke dhokhe diye
sath thi mai jab toh kyu jaane ka socha
jab chodna hi tha toh kya yeh dard diya......
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Yaad Aa ker Wafa Ker Gai
Unse Milne Ki Tamanna SukOon Tabah Ker Gai
Aahat Hui Socha Asar Dua Ker gai
Darwaza Khula To Dekha Mazaq Hum Se hawa Ker gai ..................
.0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Tou
Main Khud e Ulajhne Lagta Huun
Phir Jane Kia Kia Kehta Huun
Phir Yaad tumhaari aati hai
Ye Saans Meri Ruk Jaati hai
Ek Shola Mann Main Bharakta Hai
Wo Dard Seher Tak Rehta Hai
Phir Weham Ye Mujh e Kehta Hai
"Koi Mere Dil main Rehta HaI"
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Jo Mujhe Dekh Dekh Ker Jiya Kare
Jo Meri Khushi Main ho KhusH Sada
Mere Gham Main mera Dukh Saha Kare
Jo UthAy Kabhi Haath wo, Mere Liye Hi Dua Kare
Main bhi To Ek Kitaab Huun
Mujhee Chupke Chupke Parha Kre
Khuda Se Mujh Ko Wo Maang Le
Ho Dua Poori Khuda Kare
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Na RasTa SuJhaYI deta HaI
Na ManzIl DikhayI DeRi HaI
Na LafZ ZuBaAn pE AaTe Hain
Na dhArKan suNayi DeTi haI
Ek AjEeB Si KAifIyaT Ne Aa'n GHeRa HaI MujHe
K har Surat MaIn TerI Surat DiKhaI DeTi HaI ........ 0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
or tmhe soche Q
tum meri chahat ho koi or tmhe chahe Q
tum meri nazar ka aaina ho koi or tmhe dekhe Q
tum meri dua ho koi or tmhe mange Q ! !
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
mai waqt toh laghta hai
naye pariendo ko udne main waqt toh lagta hai
jism ki baat nahi thi unke dil tak jana tha
lambi dori tayen karne mein waqt toh laght hai
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Meri Khamosh Mohabbat Ka
Itna To Sila Diya Hota,
Kabhi Ek Nazar Chahat Se
Dekh Hee Liya Hota
Hum Bhi Tujhe Ishq-0-Mohabbat
Se Aashna Karte,
Bas Ek Baar Apne Dil Mein
Aane To Diya Hota.
Kiya Jata Tumhara Bas
Hamein He Dil Se Khushi Milti,
Apni Zindagi Ki Kitaab Mein
Naam Hamara Bhi Likh Liya Hota.
Dekh Lete Zara Ghor Se Shayad,
Tumhare Haath Ki Lakiron Mein
Hamari Kismat Ka Bhi Diya Hota.
Meri Khamosh Mohabbat Ka
Itna To Sila Diya Hota,
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
BHULAYA NA JAA SAKA............
Palkon pe aanso'on ko sajaya na jaa saka
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood
aankhon main aanso'on ko chupaya na jaa saka
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho
hum se to haal-e-gum bhi sunaya na jaa saka
woh muskura raha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us se chupaya na jaa saka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka
?????------¦?¦------?????
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
rakhta tha
saath reh ker bhi ikhtlaf rakhta yha
main kyun na daad doon us k fun ki
mere her sawal ka jawab rakhta tha
wo tu roshniyon ka basi tha magar
meri andhar nagri ka bra khyal rakhta tha
MOhabbat tu thi ose kisi aur se shayed
hum se tu yun hi hansi mazak rakhta tha
ussse dekhta,
aankhen kholta hoon tu usse dekhna chahta hoon,
apni har saans main usse paa ta hoon,
log kehte hain yeh sacha pyaar nahin,
tu phir kyon uske liye main pal pal marta hoon?
Muhabbat Kuch Nahi Hoti
Hijar Ka Khauf Be Matlub,Vasal k Khuwab Be Mani
Koi Soorat Nigahon Mein Kahan Din Raat Rehti Hay
Usay Kioo Khamoshee Kahiye k Jis Mein Baat Rehti Hay
Yeh Aansoo Be Zuban Aansoo Bhala Kya Bol Saktay Hain
Kahan Dil Mein Kisi Ki Yaad Se Toofan Uthtey Hain
Kahan Palkon k Saaye Mein Nami Din Raat Rehti Hay
Kahan Hoti Hain Vo Aankhein Jahan Barsaat Rehti Hay
Mujhay Aksar Vo Kehti Thi Muhabbat Kuch Nahi Hoti
Magar Jab Aaj Barson Baad Main Ne Uss Ko Dekha Hay
k Uss Ki Jheel Aankhon Mein Hijar Ka Khauf Rehta Hay
Vasal k Khuwab Rehty Hain Vohan Barsaat Rehti Hay
Yun Lagta Hay Kayii Raaton Se Vo Soyi Nahi Shayed
Yun Lagta Hay Kisi Ki Yaad Ab Din Raat Rehti Hay
Aur Uss Ki Narm Palkon k Haseen Saaye b Geely Hain
Aur Uss Ki Khamoshi Aisi k Jis Mein Baat Rehti Hay
Mujhay Ab Vo Nahi Kehti Muhabbat Kuch Nahi Hoti
k her deewar per ab wo kisi ka naam likhti he
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
KAL HALKI HALKI BARISH THI
kal sard hawa ka ruqs b tha
kal phool b nikhray nikhray thy
kal un mai ap ka aks b tha
kal badal kaalay gahray thy
kal chand py lakhoon pehrey thy
kuch tukry ap ki yadoon k
bari dair sy dil ma thehray thy
kal yadain ulghi ulghi theen
aur kal tak yah na sulgi theen
KAL YAAD BHT TUM AAY THY
KAL YAAD BHT TUM AAY THY ..0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Ki taMaNNa LeKaR...
KuCh taMaNNaye JINa $iKha detI HaIN...
HuM Ki$ taMaNNA Ke $ahaRE JIYe;
Yeh ZINdaGI RoJ Ek taMaNNA Bada detI HaIN.. !!
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
nhi ma b nhi
dono insan hai KHUDA wo b nhi ma b nhi
muslahut ny kr dia dono ma paida ihtilaf
warna fitrat ka bura wo b nhi ma b nhi
muhtalif simton ma dono ka safar jari rha
eik pal k liy ruka wo b nhi ma b nhi
chahtay dono bht eik dosary hai magar
ya hakikat ha manta WO B NHI MA B NHI
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
gayi
na chhana bhi ek kamori ban gayi
kaise bhul jaye unhee..
jo toh dil ki har dhakan ban gayee hai.......
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
ki hai,
Jese ye Zindagi Usi ki hai...
Wo kahin Aas-Paas hai Mere,
Ho Na Ho,Ye hansi "Usi" ki hai...
Ab to Ye khwab b nahi Mere,
Ab to ye Neend b "Usi" ki hai...
Ya to koi Kami nahi Mujh main,
Ya phir Mujh main kami "Usi" ki hai...
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
karen HUM?
Bicherna Hai to JHAGRA kyoon karen HUM?
Khamoshi se Ada ho RASM-E-DOORI...
Koi Hungama barpa kyoon karen HUM?
Ye Kaafi hai k HUM (HUM'tum ) Dushman nahi hain...
Wfadaari ka DA'wa kyoon karen HUM?
Wafa,Ekhlaas,Qurbani,Muhabbat...
Ab in Lafzoon ka peecha kyoon karen HUM?
Hamari he Tamanna kyoon karo tum?
tumhari he Tamanna kyoon karen HUM?
Kia tha Ahad jab Lamhon main HUM ne...
To saari Umr Efaa kyoon karen HUM?
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
mile hi nahin
Lakh koshish ki magar yeh faasla mita hi nahin
Is zamane ne majboor hi is qadar kia tha
K meri kisi sada par woh thehre hi nahin !~!
Khuda se jholi phela kar manga tha !~!
ussay Khuda ne meri dua ko shayad suna hi nahin !~!
Hur aik se sabab poocha terey na milney ka !~!
Hur aik ne kaha woh tere liye bane hi nahin !~!
Main apni tamam koshishoon k bawajood tujhey har gaya ~!
Aur tu ussay mil gaye jis ne tujhey kabhi manga hi nahin !~! ...0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Hoon Main,
Apna Tarruf Aapse Karwaoon Kaise..
Kuch Simti Hui Chhoti Si Duniya Hai Meri,
Iss Dil Ki Gehraiyon Mein Aapko Le Jaoon Kaise..
Aasman Ki Uchaiyon Tak Mere Khwab Bikhre Hain,
Apne Armaano Ki Hadd Main Dikhaoon Kaise..
Muskurana Meri Aadat Hai Aansuon Ko Chhupa Kar,
Par Har Gham Ko Apni Hassi Se Behlaoon Kaise..
Dosti Hi Meri Chahat Hai Aur Dost Meri Zindagi,
Ishq Se Apni Berukhi Ka Sabab Bataoon Kaise..
Hokar Meri Sarhadon Mein Shamil
Aap Hi Jaan Lo Mujhe,
Kisi Aur Tarha Aapko ShaiL Se Milwaoon Kaise
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
gaya,kehi chandni batak gai,
mai chirag vo b buja hua , meri rat kaisy chamak gai,
meri dastan ka arooj tha ,teri nam palkon ki chayon mai,
mery sath tha tujy jagna , teri ankh kesy chapak gai,
bala hum mily b to kya mily, wohi doorian wohi fasily,
na kabi hamary kadam bhary, na kabi tumhari jijak gai,
tery hath sy mery hont tak wohi intezar ki piyas hai,
mery nam ki jo sharab thi kahi rasty ma chalak gai,
tujy bhool jany ki koshishain kabi kamyab na ho sakin,
teri yad shah-e-gulab hai , jo hawa chali to lachak gai, 0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
hawa jo guzre kabhi
Samajh lena humko yaad teri aaye abhi
Humne socha kaise tumko pata chale
Boli hawa," Mein dila ke ehsaas aaye abhi "
Saath tere chalti rahegi yun yeh fiza
Jaise meri dhadkan dil mein samaye abhi
Dekh ke dewaane tumko hum ho gaye
Nazaron pe meri awaargi hai chaaye abhi
Lag rahi hoon khush mein aaj kyun itna
Lagta hai Uss ne Kismat meri banaye abhi
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
ishq tumhe ho jaaye ga
Deewaaron se sir takrao ge jab ishq tumhe ho jaaye ga
Har baat gawarah kar lo ge, mannat bhi utaara karoge
Taweezein bhi bandhwao ge jab ishq tumhe ho jaaye ga
Tanhai ke jhoole khulenge har baat puraani bhoolenge
Aayine se tum ghabrao ge jab ishq tumhe ho jaaye ga
Jab suraj bhi kho jaaye ga aur chand kahin so jaaye ga
tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhe ho jaaye ga
Bechaini bhar jaaye gi aur yaad kisi ki aaye gi
tumhe meri Ghazal yaad aaye gi Jab Ishq tumhe Ho Jaaye Ga......0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
rakha per dhadakta sirf tere liye ye dil,
Tera toh naam hai mere iss dil, awaas teri bhi yahan hai iss dil,
Aaaja mere tuh iss dil, ki mil jayen phir yeh do dil,
Tujhko phir na karne dun mein shikwa ki humdono hain ek dil !! 0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Hawa Jab Teez Chalti Hai
tumhari Yaad Aati Hai..
Kabhi Chanda Ko Main Dekhon
Kabhi Tarey Main Gintta Hoon
Kabhi Chandni Muskurati Hai
Aur Ziker tumhara Hota Hai....
Zamana Hai Bohat Zalim
Kahin Yeh Cheen Na Lay tum Ko
Isi Liyey Main Buss Khamosh Hota Hoon
Aur Ziker tumhara Hota Hai
0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588
Kabhi jo maazi main jhankoge
tumhain hum yaad aayenge
Kisi lamhe kuch jo sochoge
tumhain hum yaad aayenge
Kabhi yun hi akele main
beet-e- dino ko soch ker
Koi geet jo gungunaoge
tumhain hum yaad aayenge
Sab doston ki mehfil main
Kisi shokh si baat per
zer-e-lab jo muskuraoge
tumhain hum yaad aayenge
Zindagi ke kisi morr per
Apne Dil ki baat ko
Kisi se keh na paoge ..0300 2711 588
(~ Tµm ßîñ ~)
SaaMer +92 300 2711 588