Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Mere dil,jigar,kidney,liver ho tum, Waqt bewaqt

Mere dil,jigar,kidney,liver ho tum, Waqt bewaqt aaye wo fever ho tum, Doob kar jisme mar jayen wo river ho tum, Mere jeevan main ab tu forever ho tum.Mukhoji

khabi kisi ko itna pyar

naa karo k phir nafrat naa ker sako khabi kisi ko apne itnay kareeb naa hone do k phir apne saay dur naa kersako.....dreamgirl

hum muskuratay hai tuu log

khetay hai inhay aadat hai muskurany ki per wo naa samj yeh nahee jantay kaay yeh adaa hai ghum chupanay ki...dreamgirl

namo kaa ek hajoom saa

mere pass hai magar dil ek naam sun k dharakta hai tarasti hai nighae tera deedar kerny ko dil majboor kerta hai tuj saay pyar kernay ko.... dreamgirl

mein chaon sapno mein bas

sath tumhara inn haton mein mere bas hath tumhara ho pyar itna hai tum saay kaay dil manta nahee kaay koi mere baad tumhara ho... dreamgirl

mat puch mujh se mere

sabar kii wasatain kahan tak hai sata kar dekh le zalim teri takat jahan tak hai sitamgar tujh se umeed kiran hogi jinhain hogi hamain tu dekhna yah hai kay tu zalim kahan tak hai momi

Har Kali Ap Se Khushbo

Udhar Mange, Aftap Ap Se Noor Udhar Mange, Rab kare Ap Dosti Aisee Nibhain Ke Log Muj Se Ap Ki Dosti Udhar Mange. Mukhoji

"Ansoon Ko Hum Nay Bohut

Samjhaya K Tanhai Mein Aya Karo Mahfil Mein Aa Kar Yon Hamara Mazaaq Mat Uraya Karo, Is Par Ansoo Tarap Kar Bolay Itnay Logon Mein jab Ap Ko Tanha Patay Hain Is Liye Hum Chalay Atay Hain, Rabi

Ankhoon say es leya mary

lale nahee jati, yadoon say koe rat khale nahe jate, tum jan bhe mango to hans kay day deen gay, koe bat tumhare to tale nahe jate...Ajaz Ahmed

abre bahar ny, phool ka

chahara,apny binafshy hath main lakr,aise chooma,phool k sary dukh,khushboo ban kar bah nikly hain mehnazvenjhar

Agar main mar jau to

mere jism ko jala dena,magar usmaise mere dil nikal lena.muje parva nahi dil jalne ki,muje parva hai usme rehne wale ek " DOST" ki By Nil

wafa ka naam na liya

kro,wafa dil ko dukhati hai,wafa ka naam latay hi,humin ek bewjaa ki yaad aate hai mehnazvenjhar

Suno Gaur se PEPSI walo, Buri

Suno Gaur se PEPSI walo, Buri nazar na COKE pe dalo, Chahe jitna DEW pila lo, Sabse age honga NIMBU PANI. Humne Piya hai tum bhi piyo....lucky

Raston pe na bheth k

howa tang keregi Bichere howe logon ki sada tang keregi Mat toot k chaho use aagaz-e-safer main Bicherega jab woh tu ik ik ada tang keregi Toota Dil

Ek chotasa dil milna chahtahe

tere dilse, us dilme hai chota chota bohot sare sapne. Tere dila siba uska sapne adhura hai, ab baas tere dilka intezer hai. : Nayel

chaman main kali khilti hai,

usa koi tor data hai , mohobat hum kar tain hain maza koi oor lata hai.Baadshah

( )

(_____) {o o} __( @ )__ |/ # \| \~~~~~~~~~/ BAAAAAAAASsssssssssss! KhAtAm khush hoogaee tare tasveer bana bana kar thak gaye hum to well k c lagee dass sal k bad poore hoee aap ke tasveeeeeer ha he ho hu ha he ho hu ha he ho hu ha he ho huFajoo.

Na Tu chhat per aati

na mera tera diwana hota, na tu pathar marti na mai kana hota.......Sweet Boy

talash karokoi tumhin miljay ga.. magar

talash karokoi tumhin miljay ga.. magar humare tarha tumhin kon chahy ga.. zaroor koi chahat ki nazar sy tumhin dakhy ga.. magar aankhin humare kahan sy lay ga..Mehnaz venjhar

bolti hay dosti chup rheta

hay piyar hasti hay dosti rulata hay piyar milti hay dosti juda karta hay piyar phir kion loog dosti chor kar kate hain piyar sanam

muhabat ibadat hai ies main

taan ka kurb na maang ........jisy chu liya jaey usey pocha nahin kerty....jiya

aati hai yaad teri pyara

hai naam tera mughe ko bhulanay wale tughe ko salam mera.........bukhari

chaand sifarish jo karta hamari

deta woh tumko bata sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata zidd hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa teri adaa bhi hain jhonke wali chhu ke gujar jaane de teri lachak hain ke jaise daali dil mein utar jaane de aaja baahon mein karke bahana hona hain tujhmein fanaa hain jo iraaden bata doon tumko sharma hi jaaogi tum dhadakanen jo suna doon tumko ghabraa hi jaaogi tum hamko aata nahi hain chhupana hona hain tujhmein fanaa umar

Aao Ab koi Dost Aisa

Banaya jaye jise Palkon pe Sajaya jaye Rahe uska mera rishta kuch is tarhen ka ,ki vo rahe Bhukha toh humse Bhi kuch khaya na jaye mehnaz venjhar

Dosti ki tadap ko dikhaya

nahi jata, dil mein lagi aag ko bhujaya nahi jaata, Kitni bhi doori hoe dosti me, aap jaise dost koe bhualaya nahi jaata.mehnaz venjhar

Khawabon me aanewale tera shukriya,Dil

ko behlanewale tera shukriya.. Kaun karta hai is zamane me kisi se dosti itni,hume dost kehnewale tera shukriya mehnaz venjhar

Mohabbat aik bar ho jaeey

to"bhola pan"hai dosri bar ho jaye to"apnapan" hai tesri bar ho jaye to"diwanapan"hai yeh jo bar bar ho jaye to"kamina pan"haiHamid mehmood

pyar tu humne kar liya ab

pyar tu humne kar liya ab jan tumarre zimay mai hai har dekh or udase bhool gaye ab khushi tumare zimay mai hai en ankhoon main hai khawb sajay ab tabheer tumare zimay main hain wo hain zindaghe ke khwaesh sanam ye zindage jiske zimay main hain.mehnazvenjhar

usko chaha tu izhaar na

karna aya kat gaye omer hume pyatr na karna aya usne mange bhe agar humse tu judahe mangy Or hum the ke inkar na karna aya.mehnazvenjhar

Zindan_e_Ishaq Mein Jo Griftaar Ho

Gya Kisi Kaam ka Na Raha Bekaar Ho Gya Jiss rooz keh usey Mehboob ka Deedar Ho Gya Us din se Shroo Dobara Intazar Ho Gyamehnazvenjhar