Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Aakar Dekho To Mujhko Mein SQL

Aakar Dekho To Mujhko Mein SQL Prompt parr rehta Hoon, Tere Login Ki Chaah Mein Kitne Scott/Tiger Sehtaa Hoo

Tumse mila main kal to, mere

Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound, Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file not found!

Tumhaara intezaar karte karte, main so

Tumhaara intezaar karte karte, main so gaya Yeh dekho mera connection, time out ho gaya

Kab Se Boot kiye Baithaa

Hoon PC Apne Pyar Ka, Kaise Type Karoon Mein Lekin Password Izhaar Ka?

Dil ki Chaaron Drives Pe

Meine Jaana Tujhko Search Kiya, Yahoo!, Yahoo!, Google!, Google! Kitna Paisa Kharch Kiya.

Tere Chehre Pe Gussay Ka ScreenSaver

Tere Chehre Pe Gussay Ka ScreenSaver Jab Aata Hai, Mere Chehre Ka Display Tab Greyscale Ho Jata Hai

Jinke Links Ab Toot Chuke

Hai Shortcuts Woh Wipe Karo, Apani ankhiyon ke browser mei Mera Address Type Karo

Kudh hi ko haar ilzaam

de ker humne unhe kabhi ruswa na kiya, thi humari wafa kuch esi,unse hui jo khata kabhi sikwa na kiya, per kudha ko mang baithe hum kudha se yu duwaoo mai.... jo mila kya kehte kisi se,bus iss duwa ke baad humne koi dua na kiya....

jaane kyun wo saanso ki

dor tootne nahi deta bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta mujhse kehta hai, "main to mar jaunga tumhare bina" main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta........ ......

Humein hota hai pyaar, Aur yeh

Humein hota hai pyaar, Aur yeh dil bekaraar, Magar aisa kyun hota, Pata nahi mere yaar. Jab milte nahi, Baat karte nahi, To kyun aisa lagta hai, Maksad pura hua nahi. Kuch karte nahi hum, Bas sapne dekhte hain hum, Kyun aisa hota hai, Bata mere sanam. Yaad aati hai bahut, Jaan jaati hai bahut, Magar mil nahi hum paate, Yeh achcha nahi bahut. Humein hota hai pyaar, Aur yeh dil bekaraar, Magar aisa kyun hota, Pata nahi mere yaar.

Mein nay Tumhein Apni mohabbat kay

Mein nay Tumhein Apni mohabbat kay saher say, Wafawoon kee jageeroon say Or wadoon kee zanjeeroon say Azaad kia Khuda_Ra Yeh mat poochna ky Mein nay khud ko Tumhari qaid say azad kia ya nahin Yaqeen jano,,,,,,, Mein un qaidyoon meinsay hoon Jo khulay darwazay daikh ker bhee Farar nahin hotay,,,,,,,,,

Agarchey mujh ko gumaan bhi

ho.. Ke khwab mein, mein na dekh sakoon gi. Tera chehra. Teri banhein. Teri udaas aankhein.. Mere lubon ko talash kartey hoe tere lub. Qasam khuda ki.. Mein apni neendein.. Jala hi doongi.!!

Pyaar Koi Cheez Nahi, Jise

Mehnat Se Haasil Kiya Ja Sake Pyaar Koi Mukaddar Nahi, Jise Taqdeer Pe Chhoda Ja Sake Pyaar Ek Yaqeen Hai, Bharosa Hai... Lekin Yeh Itna Aasaan Nahi, Ki Kisi Pe Bhi Kiya Jaa Sake

tere sooch sa peecha chura

ka dekha hai tere yadd sa daman bacha k dheka hai tere dedar sa ankha chura ka dheka hai muje mere jan ki kasam ma na tuje lakh bar bhula ker dheka hai tuja bhol sakta to bhol jata ma na tera lia bhoat bar apna app ko bhula ker dheka tu nai to kuch b nai hai man na khuad ko bhoat bar azma ka dekha hai

tum jis khawab mein ankhain

kholo, us ka roop amar tum jis rang ka kapara pehno, wo mason ka rang tum jis phool ko hans k dekho, kabhi na murjhae tum jis harf per ungli rakh do woo roshon ho jae

kitaabon main mere fasaaney dhoondtey

hain, nadaan hain guzrey zamaney dhoondtey hain, jab woh" they....!!!talaash-e-zindagee bhee thee, ab to maut k thikaaney dhoondtey hain..!! kal khud hee apnee mehfil se nikala tha..!! aaj huye se deewaaney,dhoondtey hain..!! musafir be-khabr hain teri aankhon se, tere sheher main maikhaaney dhoondtey hain, tujhe kiya khabr aey sitam dhaaney waaley, hum to roney k bahaney dhoondtey hain..!! unkee ankhon ko yun dekho na!! naye teer hain..!!nishaaney dhoondtey hain

Aaj Aayi Un Ki Yaad

Tou Bechain Ho Gaye Hum Ashq Aankhon Say Behnay Lagay Aur Bohat Roye Hum Khuda Say Bas Ki Thi Itni Hee Ilteja K Yaad Na Aaye Unki Kabhi Khuda Nay Bhi Baat Na Maani Aur Bohat Roye Hum

Aye mohabbat tere anjaam pe

rona aaya, Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya.. Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi, Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya.. Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila, Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya... Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya.....

Doori Ho To Ehsas Hota

Hai, Dost ke Bina Jiwan kitna Udaas Hota Hai. Umar Ho Apki Sitaro Jitni Lambi, Aisa Dost kahan Har kisi ke Pas Hota Hai --- Full Name: SaaMer Mobile: (+92) 0300 2711588

Ek ajeeb si gaflat ho

gaee hay.... Hameen tum say ulfat ho gaee hay.... Tumhay maloom hay kehti hay dunyeah.... Mujhe tum say mohabat ho gaee hay.... --- Full Name: King_Of _heart Mobile: 03212774243

kehne ko to buhut kuch

hai,kuch apna sa kehna chahti hoon,jo tumare dil ko chu jaye,tumara man uchal jaye,haan !main wohi kehna chahti hoon jo tumari or meri zindagi badal day,janam HAPPY VALENTINE\"S DAY --- Full Name: kashaf Mobile: 03042397200

PAL PAL TARSEY JIS PAL

K LIAY.. WO PAL B TEHRA TU KUCH PAL K LIAY..SOHA THA ISEY ZINDAGI KA HASEEN PAL BANA LOON.. PAR YE PAL TEHRA B TU KUCH PAL K LIAY.MISS U ON VALENTINE'S DAY. --- Full Name: AZEEEEEEEEEE Mobile: 03025354732