Love Sms in Hindi

Na Jane Itni Mohobbat Kahan

Se Aa Gayi Uss Ajnabee Ke Liye; Ke Mera Dil Bhi Uski Khatir, Aksar Mujhse Hi Ruth Jaaya Karta Hai!

Inn Baadlon Ka Mizaaj Bhi

Mere Mehboob Jaisa Hai; Kabhi Toot Ke Barasta Hai, Kabhi Be-rukhi Se Guzar Jat Hai!

Kói hain jiska ess dil

ko intjààr hàin, Khyàló mein bàs usi kà khayàl hàin, Khushyaan main saàri us pàr lutà du, Chàhàt me uski mai khud kó mità du, Kàb àyega vo jiskà es dil ko intjààr H

Naraj kyu ho batao to

sahi, haal-e-dil kabhi sunao to sahi. Khud se itna begana na kar do, mai aapka apna hu, ye kabhi jatao to sahi.

Ham to pukarte rahenge Sada

apko, Apki marji aap aye ya na aye. Man chuke hai apko apna, Aapki marji apnaye ya na apnaye............................... heart touching hindi love sms

Ankhe Pyar Me Dil Ki

Zubaan Hoti Hai. Chaahat To Sada Bezubaan Hoti Hai. Pyar Me Dard Bhi Mile To Kya Ghabraana. Qki Suna Hai Dard Se Chaahat Aur Jawaan Hoti Hai.!

Hm apni aisi yad de

jayenge, Yado ki saugat de jayenga, Sb kehte h ki hm kisi se pyar nhi krte, Pr sans rukne se pehle iska jawab de jayenge...

Koi milta hi nahi hame

humara ban kar, Aap mile bhi to ek kinara ban kar, Kai khawab hai kanch ki tarah toote, 1 yakin hi hai sath sahara ban kar.

Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi

Hai Yeh Duniya Khoobsoorat Ho Gayi Hai Khuda Se Roz Tumko Mangta Hoon Meri Chahat Ibadat Ho Gayi Hai..