Majnu ko Laila ka SMS nahi aaya (In Urdu)
Majnu ko Laila ka SMS nahi aaya usne 3 din se khana nahi khaya. Woh marne wala hai Laila ke pyar mein,Aur Laila baithi hai SMS free hone ke intezar mein ..........................
Fir wohi din higa,wohi rat hogi,(In Urdu)
Fir wohi din higa,wohi rat hogi, Lekin ab na jane fir mulakat hogi Magar karte rehna SMS, Kabhi to Dil se Dil ki baat hoghi.
Jaha raha hai mera SMS,(In Urdu)
Jaha raha hai mera SMS, na jane kya gul khilayega? pyar se padha jayega ya bina dekhe delete ho jayega, agar delete na hoga to ek reply jarur aayega...
MSG Na Karke Dil Tod Diya,(In Urdu)
MSG Na Karke Dil Tod Diya, Mobile Dafna Dena, Kafat Na Mile to Apna Rumal Uda Dena, Koi Puche Rog Kya tha, to Nazrein Jhuka Ke Kanjusi Bata dena.
Khayalo ko kisi aahat ki aas rahati hai, (In Urdu)
Khayalo ko kisi aahat ki aas rahati hai,
nighao ko kisi surat ki pyas hoti hai,
tere bin kisi cheez ki kami to nahi,
magar tere SMS bin tabiyat udas rahati hai...