Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Tum Kehti Ho Mujhay.... Phoolon

Tum Kehti Ho Mujhay.... Phoolon Say Pyaar hai....? Magar Jab Phool Khiltay Hain To Unhain Tehni Say Tor Dalti Ho.... Tum Kehti Ho Mujhay Baarishoon Say Pyaar Hai...? Magar Jab Baarish Hoti Hai To Chuppti Phirti Ho.... Tum Kehti Ho Mujhay Hawaoon Say Pyaar Hai....? Magar Jab Hawa Chalti Hai Tu Khirkiyan Band Kar Leti Ho... Phir Us Waqt.... Copyright www.lovelysms.com Main Khof Zada Sa Ho Jata Hoon Jab Tum..... Mujh Se Kehti Ho Mujhay Tum Say Pyar Hai...... [email protected] --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

Bus yunhi Hansi Hansi Main Loug Diloun

Bus yunhi Hansi Hansi Main Loug Diloun Se Khail Jatey Hain Koi Teekhi Baat Koi Chubhta Hua Lehja Koi Zeher Alood Jumla Koi Zoo Mani Si Baat Dil Main Zakham Laga Jati Hai Bus Yunhi Hansi Hansi Main Loug

Ye Jantey Huay Bhi Keh Jism

Ye Jantey Huay Bhi Keh Jism Ka Zakham Gehra Naheen Hota Bhar Hi Jata Hai Per Zaban Sey Lagaya Hua Zakham Dil Main Uter Jata Hai Phir Kitney Hi Talaafi Key Marham Lagao Madham Naheen Hota Bus Yunhi Hansi Hansi Main Loug Diloun Se Khail Jatey Hain.Copyright www.lovelysms.com Sonum.03204186155. --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

AASUON KO BAHOT SAMJHAYA, KE

AASUON KO BAHOT SAMJHAYA, KE TANHAIYON MAIN AAYA KARO, MEHFIL MAIN HUMARA MAZAK MAT URAYA KARO, IS PER AANSOO TARAP KER BOLE, Copyright www.lovelysms.com ITNE LOGO MAIN BHI AAPKO TANHA PAATE HAI, ISILIYE TUMHARA SAATH DENE CHALE AATE HAI.. Sonum.03204186155. --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

Tumhari yaad arahi hai, pal

pal roola rahi hai meri tanhie bhi aj bohat sata rahi hai rastay bhi hain ab sunay,der bhi hain veran khamoshi bhi aj tum ko khud hi pokar rahi hai tumhari har baat say mehsoos kuch un hota hai jasay kisi phool ki khushboo sara alam mehka rahi hai tumhari yaadoon kay saharay din raat ghuzartay hain jasay andehray main kahin roshni jagmaga rahi hai qadam qadam par muj ko ehsas yeh hota hai Copyright www.lovelysms.com jasay koi manzil khud mujay bola rahi hai "RUKH" ab to aksar mujay ghoman kuch un hota hai Hawa bhi jasay us say mil kar pegham wafa kay la rahi hai Sonum.03204186155. --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

Yahan sabko miley pyar ye

zaroori to nahi hai Ho qismat par ikhtiyar ye zaroori to nahi hai Dard Dil mein agar hoo tho rooh roti hai Aankhein roye zaar zaar ye zaroori to nahi hai Phoolon ki chubhan see joo daman howa chalni Ho usmey koi khar ye zaroori to nahi hai Jo harghari khatey hain sang marney ki kasmein Ho sang jeeney ko taiyaar ye zaroori to nahi hai Umeed mee jiski teri palkein howi pathhar Usey hoo tera intezar ye zaroori to nahi hai Yaqeen karke jis ko apni zindagi banown Usey tujhpar hoo aitbar ye zaroori to nahi hai Band ker rona khwab badnaseebi par apney Ziist see hoo sab bezar ye zaroori to nahi hai Sonum.03204186155. --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

Tanha raat hai aur tanha

safar bhi hai khamosh tum bhi hoo,khamosh hum bhi hain tumhain panay ki arzoo main.... aklay tum bhi hoo,akalay hum bhi hain neendoon kay safar par janay say.... la taloq tum bhi hoo,la taloq hum bhi hain is bhari duniya say........... be zar tum bhi hoo,be zar hum bhi hain un lafzoon ko samjnay ko......... be karar tum bhi hoo,be karar hum bhi hain mohbbat ka "RUKH" mornay main..... Copyright www.lovelysms.com ba kamal tum bhi hoo,ba kamal hum bhi hain [email protected] --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

mein chahti hon tum ko

iss qadar koi aur mil jaey tu dekhon naa mur kar tujh bin zindagi ka tasawar hi nehi hai tere sang ho zindagi aisa bi koi scene nehi hai mohabbat hai mujh ko sirf tum sey sanam sach keh rahi hon mein tumhari qasam jhot mein agar kahon tu, tu mar jaey a kash mujh ko shahrukh khan mil jaey

iss dunya mein, tum he

sab say haseen ho mein aur kahon jhot kitna, ke tum ko yaqeen ho bas tere he sang jo meri zindagi acha nehi ke mein kar lo khudhkoshi rooz khawab mein nazar aatay ho tum kio mujhey neend mein bi daratay ho tum ab tu tere bin jeena ho gaya hai mushkil haan ghar ke liye chahiye nokar(servant) mustakil dekho mujhey hai kitna pyar tum sey, ab tu haan karo Copyright www.lovelysms.com agar ab bi hai inkaar tu yeh letter agay pass karo [email protected] --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

NA JAANE KYUN DIL KI

YE KHWAHISH HA WO MERI HAR BAAT JAAN JAE BINA KUCH KHE [email protected] Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

LARKI KAHAN SAY LAOON MAIN

SHADI KAY WASTAY SHAYAD K IS MAIN MERAY MUKADDAR KA DOSH HAI SAMIMA, SUMERA, TASNEEM BH GAI...... IK SHAMA REH GAI HAI SO WO BE KHAMOSH HA Sonum.03204186155. Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

Jo...... Ho.... Gaya..... Wo.... Ho....

Jo...... Ho.... Gaya..... Wo.... Ho.... Gaya..... Jo..... Hona.... Hoga.... Wo.... Hoga.... Aur .....Jo Nahi... Hona... Hai Wo.... Nahi.... Hoga.... Kyunki... Jo... Hona.... Hai... Wo... To.. Hoga... Hi.... Hoga.... Ab... Dekhna.... Hai.... Ki.... Kya.... Hoga.....?... Aur.... Kya....Nahi.... Hoga.... Hone.... Ko.... To... Kuch..... Bhi..... Hoga.... Yahi.... Sochna.... Hai.... Ki... Kya... Hoga......? Aur..... Kya... Hoga.... Agar... Kuch..... Hoga.... To..... Theek... Hoga.... Aur.... Nahi.... Hoga.... To.... Bhi... Theek.... Hoga.... Theek... Hoga... To.... Kis... Kaaran.. Se.... Hoga.... Aur.... Kaaran... Hi....agar... Theek....Nahi... Hoga... To.... Kuch.. Copyright www.lovelysms.com Kaisey... Theek.... Hoga.....?... Ab.... Aap.... Batao.... Keh... Aagey..... Kya... Hoga?.... Kisi.... Aur.... Ko... Bhejiega,.... Acchha.... Time.... Pass....Hoga..... Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

Yeh Degree bhi lelo, Yeh

Naukri bhi lelo, Bhale mujhse lelo who US ka Visa, Magar mujhko lauta do college ka canteen, Who TeeKha Samosaa, Who thanda saaa paani, Who Teekha Samosa, Who thanda saaa paani Who College ki sabse - purani nishaanee, Who chai vaalaa jisko - saare kehte the...jaani, Who jaani ke hathon - ki 'cutting' chai meethi, Who chup-kese journal - mein Jo bheji thi chitthi, Who padhte hi chitthi - tha uska bhadakna,Copyright www.lovelysms.com Who chehre ki laali, who aankhon kaa gussaa Who teekha samosa, who thanda saaa paani..

Kadi dhoop mein - apni

room se nikalnaa, Who project ki Khatir - tha Dar Dar bhataknaa , Who lecture mein doston - ki proxy lagaanaa, Who sir ko chidana, aeroplane udaanaa, Who submission ki raton - ko jagna jagaanaa, Who vivas ke kisse, who pracs ki kahani.... Who teekha samosa, who thanda saaa paani.

Who dena Bimaari - ka

har time bahana, Who doosron ka assignment - ko apnaa banana, Who seminar ke din - pairon ka chat-patanaa, Who workshop mein din bhar - pasinaa bahanaa, Who slogans banana - aur Gym me rakhadna, Phir Exam ke din ko ?" tha bechain hona, Who teekha samosa, who thanda s AAA paani..

College ki thi - who

lambi is raatein, Who d oston se tapre pe - pyaari is Baatein; Who gathering ke din ka Jo ladnaa Jhagadnaa; Who kudiyon ka yuhin - hamesha akadnaa; Bhulaaye nahin bhool sakta hai koi --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

...Paier ko demak lag jay

ya adam zaad ko gham Ya phir gir jay hanstay bastay shehar p ataom bomb Ya phir dugnay hajam ki ho jis shaks ki begaam Charon hi ko amjad hum na bachtay dekha kaam

Niraly hain zamany say meray

mehboob ki baten Kahen bhi wo mohabbat k selabus may nahe milten May kehta hoon tere ankhen qilopetra sa milty hain Wo kehty hai mere ankhen to apas may nahe milteen

Kal parosan say bolay ya

dada Piyar kasay nibhaeen bachpan kaCopyright www.lovelysms.com Aao hum dono ek hojaen Tu bhi pachpan ki may bhi pachpan ka

Kitnay kankar hain daal may

begum Aik luqma bhi kha nahe sakty Bollen, din rat paan khaty ho Chaar kankar chaba anhe sakty

Aap karaen hum say bema

choor den sab andehon ko Is khidmat may sab say barh k roshan naam humaara hai Khase dolat mil jay ge aap k bivi bachon ko Aap tasale say mar jaeen baqi kaam humara hai --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

aa bhii jaao kii zindagii

kam hai tum nahii.n ho to har Khushii kam hai vaadaa kar ke ye kaun aayaa nahii.n shahar me.n aaj raushanii kam hai jaane kyaa ho gayaa hai mausam ko dhuup ziyaadaa hai chaa.Ndanii kam hai aa_iinaa dekh kar Khayaal aayaa aaj kal un kii dostii kam hai tere dam se hii mai.n mukammal huu.N bin tere terii 'Yamini' kam hai --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

Tu chandramukhi main surajmukhi, tu

Tu chandramukhi main surajmukhi, tu mujhse dukhi main tujhse dukhi. Chatt se chhalang laga de, phir tu bhi sukhi,mein bhi sukhi

AASHIQ KO PHANSWAYA KIS NE?

LAILA NE... ABBA SE PITWAYA KIS NE? LAILA NE..... BHOOK SE MAJNOO MAARA MAARA PHIRTA THA FAAQON SE MARWAYA KIS NE? LAILA NE..... MOUT KE KOONWAY KA JO MOTOR CYCLE THA MAJNOO SE CHALWAYA KIS NE? LAILA NE..... KEHTA THA MEIN GHORRI CHARRH KER AAON GA KHOTAY PE BITHWAYA KIS NE? LAILA NE..... ABBAY KI DHOTI KO, APNE LEHENGAY KO Copyright www.lovelysms.com PHOKAT MEIN DHULWAYA KIS NE? LAILA NE..... KEHTA THA KE NUMBER DAAR BANOON GA MEIN BAAWARCHI LAGWAYA KIS NE? LAILA NE..... ................................... --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

Teri LOVELY EYES Ne Mujpe

Teri LOVELY EYES Ne Mujpe Ek EFFECT Kiya Hai Ki Meene Sabko REJECT Karke Tujko SELECT Kiya Hai --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

Gungat Mein Tujhe Dekha To

Dewanna Hua, Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua, Masti Kamastaana Hua, Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua Sonum.03204186155. --- Full Name: Sonum Mobile: 03204186155

..Abh ke us ki ankhon

mien besabab udaasi thi abh ke us ke chehray per dukh tha...behawasi thi abh ke yun mila mujh se yun ghazal suni...jese mein bhi na_shanasa hoon wo bhi ajnabi jesse zard khaal o khad uss ke sogawar daman tha abh ke uss ke lahjay mein kitna khudra pan tha wo ke umer bhar jis ne shahr bhar ke loogon mien mujh ko hum sukhan jana khud se mehrban samjha mujh ko "Dilruba" likha abh ke sada kaghaz per surkh roshnai se us ne talkh lahjay mein mere naam se pehle! sirf "Bewafa" likha.Copyright www.lovelysms.com Sonum.03204186155.

Daag ansuon se dhoye hain, Jab

Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyonkar na uge yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain. --- Full Name: Fahad Mobile: 0301-6656568

Pyaar sab ne rabb nu

vakh-vakh ditta, kise nu lakh te kise nu kakh ditta, Sahnu tuhade jeha yaar ditta, lakh ton v sava-lakh ditta. --- Full Name: *Fahad* Mobile: 0301-6656568

Apni Surat ka kabhi to

didaar de, Tadap raha hu kabhi to apna pyaar de, Apni awaaz nahi sunani to mat suna, Kam se kam ek Missed call he maar de --- Full Name: Fahad Mobile: 0301-6656568

Agar Jo Dil Ki Sunu

Gay Tu Haar Jaow Gay, Hum Jaisa Pyar Phir Kahan Paow Gay, Jan Daine Ki Baat Tu Har Koi Karta Hai, Zindagi Bananay Wala Kahan Se Laow Gay,,, --- Full Name: Kashan Mobile: 0321-8666122

Roz-e-mehshar sawal hoon gay: husun wale

Roz-e-mehshar sawal hoon gay: husun wale kharab hoon gay: bewafa shumar hoon gay" pehli saf main janab hoon gay: Copyright www.lovelysms.com --- Full Name: usama

Hum Husn Ke Parwanay Hian

Jalnay Se Nahi Darte, Anjame Mohabbat Ki Parwah Nahi Karte, Ak Baar Hi Dete Hain Apna Dil Haseeno Ko, Ak Bar Hi Marte Hain So Bar Bar Nahi Marte, Jis Roz Se Is Husn Ka Dedar Kia Hai, Bus Pyar Kia Pyar Kia Pyar Kia Hai,,,,,, --- Full Name: Kashan Mobile: 0321-8666122

Sms Hal Pal Karon Tu

Shararat Hogi, Agar Na Karon Tu Pareeshani Hogi, Kabhi Kabhi Kron Tu Pareeshani Hogi, Par Dil Se Karon Tu Ap Ko Khushi Hogi, Full Name: Kashan Mobile: 0321-8666122

Sochta hon karon kiya main

is dil ka us pal Jab tum yad aao to dil yah sataee Yah zalim zamana jo hail hai ham main Mohabat main pagal dilon ko rolaee Samjhaon dil ko sabar kar dewanay Magar yah dewana samajhnay na paee Karon lakh koshish main apni taraf say Dedar-E-Sanam bin raha hi na jaee Poet: Irfan Sunpal --- Full Name: Irfan Sunpal Mobile: 0322-6100395 / 0300-7300331

God ne tujhe bheja to

bheja, lekin behja to aisa bheja ki behje main bheja hi nahi bheja, ye mujhe kise ne bheja, isliye Maine tujhe bheja Copyright www.lovelysms.com --- Full Name: r Mobile: +919915165293

"ALLAH BACHAI, MUGHRUR BIWI SE,PURANE

TV SE,DUBAI K SHIEKH SE,NAI KI SHAVE SE,AURAT KI BEWAFAI SE,PURANI MITHAI SE, HARAM KI KAMAI SE AUR"APP KI JUDAI SE" --- Full Name: IFTY KHAN Mobile: 0346-9300345

Dil mein basa tha pyaar

tera, Wo dil to kabhi ka tod dia, Badnaam na hone deinge tujhe, Tera naam bhi lena chod dia.....! --- Full Name: Waqar Mobile: 03454347097 or 03344051123

Hame maut per bhi hai

yaqeen, Pyaar per bhi hai aetbaar hai, Dekhte hain pehle kaun aata hai,Copyright www.lovelysms.com Hamein to dono ka intezar hai..........! --- Full Name: Waqar Mobile: 03454347097 or 03344051123

Socha tha us bewakuf ko

bhul jaayeinge, Dekh ker bhi andekha ker jaayeinge,Per ,Jaise hi wo saamne aaye wo hasi chehra, Socha is baar dekh lein agli baar bhul jaayeinge............! --- Full Name: Waqar Mobile: 03454347097 or 03344051123

kehte hain pyaar me nind

ud jati hai chain kho jata hai na bhook lagti na pyaas lagti par sach ye hai ki pyaar me hi insaan jeeta hai --- Full Name: SaaMer Mobile: 03002711588

Saj k sath aawaj Samunder

Saj k sath aawaj Samunder k sath sahil, phul k sath khusbu, jism k sath rooh, shmma k sath parwana, khusi k sath gum aur aap k sath hamesa rahenge hum.... --- Full Name: SaaMer Mobile: 03002711588

Humne Chaand se pooha teri

Chaandni ka raaz kya hai? Chaand ne aapki taraf Ishara kar ke kaha, Inhi say pucho jisay dekh kar mein chamakta hoon --- Full Name: SaaMer Mobile: 03002711588

Ek Swal Aapke Liye, \"HUM

Ek Swal Aapke Liye, \"HUM AAPKE HAI KON\", Aapka javab bhi Film ka naam se hona chaihe, Ye Sub ko bhejo aur dekho kya kya Naam Tumhare Milte hai. --- Full Name: SaaMer Mobile: 03002711588

Din Mein Chain Nahi, Rat

Mein Neend Nahi, Jee Na Lage Kahin, Bhukh, Pyas lage Nahi, He Bhagwan kya ye Pyar hai? Bhagwan: Nahi beat yeah Temp ki allamat hain.. --- Full Name: SaaMer Mobile: 03002711588

"hu- ha chig-chang khou-khou yu

"hu- ha chig-chang khou-khou yu kapala-hu kapala khe kha khuu khe-phichoo" 'ab apki shapath puri ho gayi' theek hai ab aap puri tarah se aadi wasi ban gaye hai Copyright www.lovelysms.com 'BADHAI HO' --- Full Name: SaaMer Mobile: 03002711588

palbhar me toot jaye wo

kasam nahi,dosto ko bhool jaye wo hum nahi, hum tumhe bhul jaye is baat me dum nahi,aur tum Hume bhul jaao itne bure hum nahi. --- Full Name: Sayalisalih Mobile: 91-9895137022

AB TO LOGON NAY MUHABAT

KAY PAYMANAY BNA RAKHAY HAIN,MAIN NHIN PORA UTRTA TO KYA KARON. --- Full Name: GHANI{as usual ALONE} Mobile: 03017244688

HAR SAGAR KE DO KINARE

HOTE HAIN, KUCH LOG JAAN SE BHI PYARE HOTE HAI YE ZARURI NAHI HAR KOI PASS HO, KYONKI ZINDGI KI HAR SOOBHA ME YAADON KE BHI SAHAARE HOTE HAIN...!GOOD MORNING! --- Full Name: YASI Mobile: 03212058130

Chori Chori Yeh Aan Jana

Chhor Do Chupke Chupke Yon Nazar Milana Chhor Do Kisi Din Bohut Pito Gi Unse Tum Yeh Masjidoon se Jootey Chhorana chhor Do --- Full Name: Sadia

kabhi aati hai khamoshi se

raat mein barsat mein veerane anjane mein kis waja se kis liye kiski khatir kis k liye kia batane ye kia hai ek ehsas ek pyas,phir bhi achi lagti hai anjani si beganise pehchani si khubsurat si tumhari"YAAD" --- Full Name: ZULFI Mobile: 03339859329

Socha naheen accha bura Dekha

Socha naheen accha bura Dekha suna kuch bhee naheen Manga khuda say raat din... Teray siwa..... Kuch bhee naheen! Dekha tujhey chaha tujhey Socha tujhey pooja tujhey Meri wafa meri khata.... Teri khata kuch bhee naheen! Jis par hamari aankh nay Moti bichaye raat bhar Bheja wohee kaghaz usay Ham nay likha...... Kuch bhee naheen Ek shaam kee dehleez per Baithay rahay woh dair tak Aankhon say kee batain bohat Copyright www.lovelysms.com Munh say kaha.....kuch bhee naheen! Do chaar din kee baat hay Dil khak mein mil jaeyey ga Jab Aag per kaghaz rakha Baqi bacha ..... Kuch bhee naheen --- Full Name: KABIR Mobile: 03212326745

Haalaat mere kuch aisey they

ke jinse nikalna mushkil thaa gairon ki shikayat kya kariye, apnon ko samajhna mushkil thaa afsos ke hum hain sahraa mein gulshan mein pahunchna mushkil thaa dauran-e-safar kuch aisey girey ke gir ke sambhalna mushkil thaa duniya ki hadhon ko chookar hum ik baar wahan phir pahunche hain chand roz huye jis dar se humein kis darja nikalna mushkil thaa har waqt naseehat detey hain , har baar karam farmaaye hain humdard humein kuch aise miley ke dard ka mitnaa mushkil thaa dariya-e-lahuu mein doob ke hum paani ke liye kuch aise jaley aankhon se tapaktaa thaa lekin hothon pe pahunchna mushkil thaa --- Full Name: KABIR Mobile: 03212326745

MAST LIFE Kone Kevay? RAYMOND

no suit hoy. MERCEDES car hoy. DHIRUBHAI na Banglani bajuma BANGLOW hoy ane TINABEN AMBANI aavine puche "THODO KHAND MALSE?" --- Full Name: Darshan

DILL KI LAGI KIA HAI

KABHI DILL LAGA K DAIKH KABHI RO K DAIKH KABHI HANSA K DAIKH PERWANA JAL RAHA HAI TO JAL RAHA HAI KIUN YEH RAAZ JAN NA HAI TO KHUD KO JALA K DIKAH --- Full Name: RABI, Mobile: 03224186228

Sookh Jaate Hain Lub, Lufz

Milte Nahi Hota Nahi Humse Ishq Bayaan Unhe Kaise Bataoon Dil Ki Lagi Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan 4 r55 --- Full Name: adilmehboob Mobile: 0321 4870654

Apne Aagaaz Se Aaaj tak

Zindagi Teri Hi Yaad Main Gum Rahi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas HaiCopyright www.lovelysms.com Jaise Chaahat Meri Kam Rahi 4 r53 --- Full Name: adilmehboob Mobile: 0321 4870654

Ek sawal...14FEB VALENTINES DAY ko

log AISA KYA KARTE HAI KI THEEK 9 MAHINAY BAAD 14 NOV KO "CHILDREN DAY" MANANA PADTA HAI. --- Full Name: Zohaib Mobile: 03453124030

jab in per mosebat aty

hai,to hamy yaad kerty hian ghery,bethy,leetay,aur jab hum in ki mosebat door kerty hian,too bool jaty hian jassy in per kabi aye he nahi(surah Youns:ayat:9 Full Name: zaheer (Gujrat) Mobile: 03456887875

Nahin Shaam e Safar Aisa

Nahin Hai Musafir Lout Kar Aya Nahin Hai Hum Itnay Dukh Main Bhi Bikhray Nahin Hain Humara Haal Tum Sa Nahin Hai Main Aaisay Shehar Main Tanha Khara Hoon Jahan Tanhai Bhi Tanha Nahin Hai Mere Jaisa Tha Na Abad Koi,, Mera Jaisa Koi Ujra Nahin HaiCopyright www.lovelysms.com Tumharay Naam Ka Aansoo Kabhi Humari Aankh Main Thehra Nahin Hai --- Full Name: max Mobile: +923217234553

7+3=11 kaise aya socho.................aur socho

..... batado...galti say --- Full Name: mani Mobile: 03333361120

bhool kar bhe na kabhi

bhool paayengay chaha hai tumhein aur buhat chahyengay yhe ulfat kee raahein hain ay hum dam chor kar essy bhala hum kahan jayengay palkon pay totay chand khowab suhaanay ummed ke neendon se inhen hum milayngay insaan hain jeenay ki tamnna hai hum ko tamnnaon kay deep bas hum jalayeingay aao meree zindagee main bahar ban kay phoolon saa bahon main tumko sajayengay.......meri jan love u hamesha.omer 4 ..aj.. Full Name: omer jan Mobile: 03459063840

Zarurat he nahi Alfaaz ki,

Dosti to cheez hai bas Ehsaas ki, Paas hote to Manzar he kya Hota, Door Se hi Khabar Hai Hume Apki Har saans Ki,,00971508070973 --- Full Name: Aamir Mobile: 00971508070973

karam karo ya sitam karo

ham ya gila nahi kartay yaqeenan khizan main phool khilay nahi dartay laakh thukrao hamain lakin ya yaad rahay ham jaisay log Copyright www.lovelysms.com dobara milay nahi kartay --- Full Name: faja Mobile: 03217159487