Mera Dil Ek Kamra hai
Jo Bhade ka Nahi Dunga Kisi Ko Permanent, Temporary Nahi.....By VIBHUTI(INDIA) --- Full Name: Vibhu Mobile: 9960960867
Jo Bhade ka Nahi Dunga Kisi Ko Permanent, Temporary Nahi.....By VIBHUTI(INDIA) --- Full Name: Vibhu Mobile: 9960960867
tera har rang hamne dekha hi tera har dhang hamne dekha hi hathe khele hian teri zolfon se aankh waqif hi tere jalwon se ankharion ka bayan jante hian dharkano ki zoban jante hian chorion ki chanak se waqif hian chagalon ki dhanak se waqif hian olji olji laten sanwar ke aa dolhan ki tarha sharma ke aa andaze beyan jante hian tera har raaz jante hian to nahi to raat soni hi ishq ki kaaenat soni hi kher howe tari zindagani ki bhik de de hamin jawani ki so jaan se fida hian hamCopyright www.lovelysms.com ik modat ke ashina hian ham ajj kion hamse parda hi --- Full Name: sunny Mobile: 03344425215
ankhain chalak parin ansoo kis ki yaad kay itna kareeb thy (miss U mallik jee) anain
rahe hum unki rahhon mein palka bichate rahe unhone kabhi palat ke nahi dekha Copyright www.lovelysms.com or ek hum hai k jhpkne se bhi kartrate rahe --- Full Name: nayyar Mobile: 9837230635
pal ke liye, Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye, Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye, Jab dil me ho aap harpal ke liye --- Full Name: bilal Mobile: 03003133900
RAAS NAHI ATEE,MARNA CAHTE HAN MAGER MOUT PASS NAHI Copyright www.lovelysms.com ATEE,BOHOT UDAAS BANA CHUKI HAI YE ZINDAGI HUM KO, UN KI YADEEN BHI TO TARPANE SEY BAAZ NAHI ATEE. --- Full Name: umar Mobile: 03224302827
wo ZINDGI Jo har pal jalti rahay wo ROSHNI JO palpal khilti rahay wo MOHABAT JO kisi pal sath na choray wo DOSTI. --- Full Name: zee Mobile: 03336860967
gay..... jab haam nahi hongay..... bhari dunya ko tanhaa paao gay ...... jab haam nahi hongayyy........... --- Full Name: asif shah Mobile: 03003771049
baath hai,tumko miss karna adaat ki baath hai,aur tumko dur rehna kismat ki baath Copyright www.lovelysms.com hai....agar issise pyar kehte to..........KAISE YE PYAR HAI!!LOVE U JAAN. --- Full Name: awad Mobile: 0184958978
jo jeevan bhar saath nibhaye; Saathi to woh bhi hai jo jivan ke kuch palon mein bhi jeevan bhar ka saath de jaaye,,,, --- Full Name: spiderz-king Mobile: 03348057579
thi marhooma janab,soch ker dafnaien ye miyat hai ik B.com ki,ghusal ghar mein aur wo bhi modren khatoon ka,laash beauty parlour mein bhej dein madaam ki!!;) --- Full Name: saadia hassan(burbadi)
sham shak muj per,pochti hai muj se ye miss FAKHIRA kon hai?,banwaya jab mein ne apna ID card,poch dala batate kuin nehi ye ab NADRA kon hai??? --- Full Name: saadia hassan(burbadi)
zindgi, pyaar ki muhtaag hai meri zindgi. huns leta hu logo ko dekhane ke liye, werna dard ki kitaab hai meri zindgi. --- Full Name: zee(hell_boy) Mobile: (0321-4285192 ....0301-4285192)
rahi hai dharkan ki dharak ab keh rahi hai hai koi jis ke dil me hum rehtey hai ye hum nahi hamari chahat keh rahi hai
ka keh rahi hai par tarap ussey baraney ka keh rahi hai chaha ke rok loo jo kuch bhi ho raha hai Copyright www.lovelysms.com par nahi rukta ye hamari chahat keh rahi hai ***********************************
honey ka keh rahi hai mehboob se judayii ab khattam honey ka keh rahi hai ayega kissi din kissi lamhey samney mere yahi hai khuwish ye hamari chahat keh rahi hai ***********************************
bahar keh rahi hai dar to hai thora ye takdeer keh rahi hai par har dar se ab is pyar ko pana hai nahi jina us ke bina ye hamari chahat keh rahi hai ***********************************
ki tareef ka keh rahi hai pyar me heer apnay ranjha ki khuwish ka keh rahi hai mana ke hai in ki dastanien bhi bohat barii par hum inse agien hai ye hamari chahat keh rahi hai ***********************************
na karney ka keh rahi hai hum ko hamari yaar pyar karney ka keh rahi hai Copyright www.lovelysms.com par pyar to humhe bhi karna hai par izazat tu de ye hum nahi hamari chahat keh rahi hai ***********************************
pal ye ankh keh rahi hai sochtey raho us ko har pal ye soch keh rahi hai dil tu chahata hai lagalo galey se ussey Copyright www.lovelysms.com ye hum nahi hamari chahat keh rahi hai --- Full Name: M®. §mïlë Mobile: 0345-6890420
Zindagi hai to Khwaab Hai _Khwaab Hai To Manzilein Hai ____Manzilein Hai To Fasaley Hai __________Fasaley Hai To Rastey Hai _________Rastay Hai To Mushkilein Hai _____________Mushkilein Hai To Hausla Hai _________________Hausla Hai To Vishawas Hai ______________________Vishvas hai to Paisa hai ________________________Paisa hai to Shohrat hai __________________________Shohrat hai to Izzat Hai ______________________________Izzat hai to Ladki hai __________________________Ladki hai to Tension hai ______________________Tension hai to Concern hai __________________Concern hai to a Khayaal hai _________________Khayaal hai to Khwaab hai ______________Khawab hai to Growth hai __________Growth hai to Zindagi hai ______Zindagi hai to khwaab hai _Matlab duniya Gol Gol hai Bas ghumnewala chahiye --- Full Name: prasun kumar (bubbly) Mobile: 9849510051
aati he, na leney se meri jaan jatii he, Kese kehdoo K mne sirf saans se zinda hon, jab k sann se pehlay teri yaad aati hee.Amir#03007436713 --- Full Name: Amir S Mobile: 03007436713
jata he iss ka aytbaar mat karna, Woh juda ho K yaad aye kisi se itna pyear mat karna.Amir#03007436713 --- Full Name: Amir S Mobile: 03007436713
nahi hoti, Toot jata he dil jab baat nahi hotio,Copyright www.lovelysms.com Teri jaan ki kasam jab tu yaad na aye Aysi koi raat nai hoti.Amir#03007436713 --- Full Name: Amir S Mobile: 03007436713
bhi zeada, Smaart ho tom sab dosto mne zeada, Agar Ayse tom sochty ho to, STUPID ho tom had se zeada.Ch, Amir#03007436713 --- Full Name: Amir S Mobile: 03007436713
B aati hogi ya faqat meri tarha ashak bahatii hogi woh meri shkal mera naam tak bholanay wali kea apni tasweer se ankh milati hogi.Amir#03007436713 --- Full Name: Amir S Mobile: 03007436713
parchai sii lagti hee Kanoon mne gunjati shanai sii lagti he Ap karib hon to apna pan hee Warna seney mne sansay bhi parai sii lagtii hee.Amir#03007436713 --- Full Name: Amir S Mobile: 03007436713
nai jata to kea karo, Abhi batao ap yaad aye to kea karoon, Dil chata he apse milne ko,Copyright www.lovelysms.com par kismat wo pal hi na lay to kea karoon.Amir #03007436713 --- Full Name: Amir Mobile: 03007436713
k roay... Kabi maut ki hum dua ker k roay... ajeeb hai yeh namaz-e-mohabbet... Kabi kaza ker roay kabe adaa ker ka roay.. --- Full Name: Gohar Mobile: 03348057579
farishtey jaisa ho Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to Muskra key manayee, woh aisa ho Jo baat karey to woh nibha bhi sakey Iradon mein woh apney chatanon jaisa ho Dukhon mein hansney ka hunar janta ho Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho Umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho Jo khwab deney ko qadir ho meri aankhon ko Copyright www.lovelysms.com Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisa ho --- Full Name: Mïñd Rëädë® Mobile: 0345-6890420
main kal ja raha tha ke meri chappal toot gai ab chappal to moochi seeta hai seeta to darzi bhi hai darzi to kapray seeta hai kapray to rangeen hotay hain rangeen to lota bhi hota hai lota to bathroom main hota hai bathroom main to nal bhi hota hai nal to lohay ka hota hai lohay ki to istiri (Iron) bi hoti hai istri to garam hoti hai garam to Custard bhi hota hai custard to peela hota hai peela to chooza bhi hota hai chooza to anday main se nikalta hai anda to sufaid hota hai sufaid to doodh bhi hota hai doodh to bhains daity hai bhains to kaali hoti hai kaala to bangali bhi hota hai bangali to paan khata hai paan to laal hota hai laal to gulab main bhi hota hai gulaab main to kantay hotay hain kantain to machli main bh i hotay hain machli to achchi hoti hai achcha to Bander bhi hota hai bander to! bander hota haiCopyright www.lovelysms.com padhne walay bunder jaisay hi hotay hain jo padh kar apna time barbad karte hain.. well.. --- Full Name: *******PRASUN********* Mobile: 9849510051
hai ankho ki batte kuch aur hoti hai khuda ne jab bhi pucha dosti ka matalab hamari ungali aap ki or hoti hai --- Full Name: prasun(bubbly) Mobile: 9849510051
jo wo muskura dea, Us ke hansi nay aj to mujh ko rola de a, Lehjay say uth rahe the dard ke dastan, Cehra bata raha tha sab kuch Luta dea, Awaz main tehraoo tha, ankhoo main nami the, Aur Kah raha tha main nay sab kuch Bhoollaa dea...!! --- Full Name: COoLL MaN Mobile: 0321-5027219
Laghta Hai Humay Aadat Hai Muskurania Kee Magar Wo Nadan Itna Bhi Na Samjhtia Yeh IK Aada Hai Ghum Chupania Kee Full Name: Fahad Mobile: 0301-6656568
rona aaya, Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya.. Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi, Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..Copyright www.lovelysms.com Full Name: Fahad Mobile: 0301-6656568
ho tum, Buddhe ka Chyawanprash ho tum, Idiot stupid bakwas ho tum, Par jo bhi ho yar, Dost Jhakaas ho tum... --- Full Name: BOND Mobile: 0301-6612312
k liye Dost 1 ayina hay armano liye Dost 1 mahfil hai anjano k liye Dost 1 kwahish hai aap jaise dost paane k liye.
Dil, D se Dard, D se Dillagi, D se Dewangi per D se itna bhi Dur na ho jana ki S se SMS our C se call bhi na kar sako. Full Name: ESHA Mobile: 9415753753
Din se Roshan Hai Raat Se andhari Hai Khao To Haram Hai Peo To Halal Hai Aurat Sari Zindagi Mein Usay 1 Bar use Kerti Hai Aur Mard Din Mein 3 Bar Use Kerta Hai Quran Mein 5 dafa us ka ziker hai Meeeem Sy Shuro Hota Hai Aur 5 Haroof Ka Lafaz Hai Full Name: Naseem Mobile: 0322-4023224,0321-4576351
Na Paey KHUDA Karey , Tujh Ko Tera Naseeb Rulaey KHUDA Karey. Thu Jis Cheez Ko Chuo Le Apna Samaj Kar, Who Bhi Pattar Ka Ban Jaey KHUDA Kare --- Full Name: Faakhir Mobile: 0321-7986113
aata hai lekin dil ghabrata hai kyunke balance jata hai lekin asal maza tab aaata haiCopyright www.lovelysms.com jab kanjoos logon se sms ka jawab aata hai --- Full Name: wafa Mobile: 03047112200
say nazrain larana* udher mobile k peechhey larki ko daikh k muskarana* ye BHAINGI nazer ka na ho shakhsana* kahin pay nigahain kahin pay nishana --- Full Name: Big B-Zafar Mobile: +923007783455
ki tut gaye, wo humse mile b nahi thay k ruth gaye, main jagta raha puri raat, puri dunia roti rahi, wo barsat hee thi jo mere sath puri raat roti rahi. from Badal Sharma --- Full Name: Maxi Mobile: 9818254942
gham hay\line\magar wo apna hai kya yeh kam hai\ chahay na hoo baat na hoo mulakat yad vo karey hamein kya yeh kam hai. --- Full Name: umar Mobile: 03344468236
ha Kissi ko apna dheka ha Yadon mai uss ki khoya hon Bra ghafil ho ka soya hon Her pal bas mujhse kheta ha Is dil mai koi rhata ha Jis roz usko khoonga Uss roz kasam sa ro'onga Yaad to tab bhi aegi Ankhon ko nam kar jae Pr rone sa kiya hota hai Kuch kehne se kia hota hai Jo likha hai apni qismat men Hr surat wohi to hota hai --- Full Name: adilmehboob Mobile: 0321 4870654
Valobasi, Ai Mon chai sudu tomar kacha Aasi, Ai Mon chai tumar mukher akto Hasi, Ai Mon chai sudu thakte tumar Pasapasi --- Full Name: soochu Mobile: 9830429816
ko aitbaar ho jata hai, Ajnabi koi shaks yaar ho jata hai, Khubiyno se nahi hoti mohabbat sada, Copyright www.lovelysms.com Khamiyon se bhi aksar pyaar ho jata hai 4 r7 --- Full Name: adilmehboob Mobile: 0321 4870654
hain hum Pal pal dil ko behlate hain hum.. Tu dur hain humse to kya hua Har saans me teri aahat paate hain hum --- Full Name: adilmehboob Mobile: 0321 4870654
zakhmoun ko see loon Bebasi ke har lamhe ko ek ghoont mein pee loon Pal bhar muskura ke to dekho Shayad isi bahane do ghari aur jee loon --- Full Name: adilmehboob Mobile: 0321 4870654
Yaad De Do Bhoole Se Hi Sahi Kabhi Humein Aawaz De Do Yahan Mout Ka Kise Gham Hai Pal Bhar Ka Tum Agar Saath De Do --- Full Name: adilmehboob Mobile: 0321 4870654
gay Jab angan khalee pao gay Jab sahil say takrati lehron main Apni tanhae main kho jao gay Jab raat kay tanha daman main Tum chaand ko adha pao gay Jab khud say batain kartay kartay Tum door kahin kho jao gay Jab dil ki baat chupanay ko Ham say nazar tum churao gay "Main tum say mohabat karti hoon" Har baar yay sunna chaho gay Copyright www.lovelysms.com In sab lamhon main jaan lena kay Tum tum nahi "hum" ban jao gay --- Full Name: adilmehboob Mobile: 0321 4870654
hai, Dost to har kisi ka hota hai, Dosti bohi hota hai jo mitane se nahin mitati, Bujhane se nahin bujhati, Esi dosti wohi kar sakte hai, Jinme dosti nibha ne ki daam hoti hai --- Full Name: adilmehboob Mobile: 0321 4870654
hai, Humne kaha Dard kabool hai, Subne kaha is Dard ke saath Jee na Paogay, Humne kaha teri Dosti ki saath Marna kabool hai. --- Full Name: friend4u Mobile: 0321-3882498
hota khybear gate ka nazara na hota fashion ny agar larkion ko bigara na hota to karachi ka koe larka awara na hota --- Full Name: abdul Mobile: 0345-2080368
tanhayee mee'basayia hay apko dil ki geehrayia mee'na doondnaa hamee doonyia ki beer meee; milenge apko ko app ki parchayuu meee --- Full Name: mohammad arafat afridi Mobile: 03049065315
tu kyu aajtak kilta raha, tune to de sabko khusbu tuzko kya milta raha,phool muskurakar bola,abhi tu nadan hai,jivan ke sache pyaar se abhi tu anjan hai,kuch dene ke badale kuch lena,ye to ek vyapar hai,to de kar bhi kuch na mange wahi to sacha pyaar hai Copyright www.lovelysms.com --- Full Name: raj Mobile: 9860268867