jannat ka hai noor tumhara
, mere saagar ka hai tu kinara, tu mane ya na mane , mere aasmaan ka tu hi hai ek sitara,sanjurohit
If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
, mere saagar ka hai tu kinara, tu mane ya na mane , mere aasmaan ka tu hi hai ek sitara,sanjurohit
koi deewar, pyaar ja sakta hai sarhad ke paar, koi na rok payega hum dono ko , bas ek baar keh do mujhse hai pyaar,sanjurohit
se karna izhaar , kya tumhe nazar nahin aata meri aankhon main pyaar, kabhie to lutega tumhara bhi karar, us din ka karoonga main sada intzaar,sanjurohit
pal, koi to hoga samasya ka hal, kab aaogi mere paas, aaj nahin to shaayad kal,sanjurohit
Ae mere pyaar tujhe salaam, jindagi par likh diya tera naam, ab to hum dil de chuke, fikr nahin chahe jo ho anjaam,sanjurohit
jindagi main aayi kitni ladkiyaan, jaise hi chain ki kadiyan, par kya karon mera dil, sirf tujhi pe ad gaya,sanjurohit
pyaar, yaar ki yaari main hai pyaar, chaand ki chaandni main hai pyaar, premi ke intazaar main hai pyaar,sanjurohit
ap hamare humsafar, Phirbhi ek hi mulaqqat mein mahekne lagi raah guzar.sanjurohit
se gila, Ab karte te hai hum aapse shikwa. Chupane se bhi nahi chupti husn ki ada. Jaise badal mein nazar ati hai chandini, Naqab mein bhi nazar ati hai shabab ki muskan.sanjurohit
Yeh sitarain ke hain isharain, Yah phir apke aankhon ne kuch kaha. Yeh zameen chaman jaisi khil ne lagi, Yah phir apki muskurahat ka hain asar. Ab jo bhi ho, yeh dil karne laga humse jafa.sanjurohit
Aisi maherban hoti hai zindagi, Le ati hai hume sahil par Aur bara ne lagti hain tashnagi. manzil pah'kar bhi nazar mein hai ek nayi manzil. tashnagi=pyaas=thirst sanjurohit
ap hamare humsafar, phirbhi ek hi mulaqqat mein muskurane lagi raah guzar.sanjurohit
pc kiya hai chaaloo Apne dil ke hard disk pe aur kitani files daaloo sanjurohit
error to hatao Ai jaaneman apne dil ka password to batao sanjurohit
aap ki chahat dil main rakhate hai Warna aap jaise softwares to bazaar main bikte hai sanjurohit
na dain gay, Tumhare jaisa dost khonay na dain gay, Sharafat se rabtay mai rehna warna..... Buhat marain gay or ronay b na dain gay..! Full Name: Ahsan 0321-8666122
keh hum sirf ab ap ke khawabon mai aain gay, koi keh dai un se keh 1 bar wada tu karain, hum zindagi bhar ke liye so jain gay.... Full Name: Ahsan 0321-8666122
intiha kardo, Par itna b nahi keh us ko khuda kar do, Maat chaho kisi ko toot kar itna bhi, Keh apni hi wafaon se usay bewafa kar do...0321-8666122
itna guroor na kar, ek chand sa dost hum bhi rakhte hai, Jab taarif tere chand ki hoti hai, log misaal mere chand ki dete hai. Full Name: Naveed 03044740970
Se Kiya Maangta Hoon ? Tumhari Salam-ti Ki Hamesha Duaa Mangta Hoon ~*~ Agar Anjaane Main Ho Jaaye Koi Tumse khata Tou Do Mujhe Uski Saza Ye Maangta Hoon ~*~ Agar Lag Jaaye Koi Chot Tumko Ya Ho Jaaow Tum Pareshaan Tou Meray Haq Main Wo Saari Takleefein Maangta hoon ~*~ AiY KHUDA Meray Mehboob Ko Gham Se Door Rakhna Din Raat Tumhaaray Saaray Gham Maangta Hoon ~*~ Tum Ho Hamesha Kaamyaab Tumhaari Her Khwaahish Ho Poori Buss Ye Chaahta Hoon Aur Tumhari Khushi Maangta Hoon ~*~ Main Jaanta Hoon Ke Tum Mayri Nahin Ho Lekin Main Hamesha Khuda Se Tumhaara Saath Maangta Hoon
mein aao, Tum har raat mujhe yuunhi satao, Melody khao khud jaan jao........ sanjurohit
dikha nahi..... Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi sanjurohit
dikhtaa thaa...... Paas jake dekha to... suchmuch Patthhar hi thaa...... sanjurohit
raha hai Nonsense! yeh sab kya ho raha hai? sanjurohit
mein baith kar Ek hi botal hai, kahin khuda na mang le sanjurohit
kabootar Flutter Flutter, Flutter Flutter sanjurohit
baap ne muzhe pita Tan ki shakti, manki shakti, Bournvita sanjurohit
wahan Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan sanjurohit
chechak ke daag hote..... Chand to tu hai hi ..sitaare bhee saaath hote !!! sanjurohit
nazuk honthon ko choom lu Magar teri bahti hui naak ne iraada badal diya.... sanjurohit
jhil..... Vishwas nahin hota to 'Chapaak' sanjurohit
mein kuch gir gaya, dekho to..... Mashook: Darling, ek tinka dikh to raha hai... Kyon na use wahin rahne diya jaye... Main doobonga to sahara dega...... sanjurohit
Kuch aur arz kiye hain..... Jawaab teri shayari ka.... Denge hum shayari mein.... Naam tera likh baithe hain.... Apne dil ki diary mein.... sanjurohit
Rangeen Hein Chiten To Khoon Ke Hein, Zakham Sangeen Hein. Asman Roya Na Hawa Kuch keh Saki, Mere Aansuon Ki yeh Gawah Yeh Gili Zameen Hein. sanjurohit
Unse Puche Agar, Kab Naseeb Hoga Humme Pyaar Tera, To Jawab Aata Hein, Jab Intezaar Kar Chuke Ho Itni Der To ek Zamana Aur Sahi. Unse Kahe Agar, Tere Bin Mar Jayenge Hum, To Jawaab aata Hein, "Qatil" Naam Diya Hein Sabne, To Ek qatal Aur Sahi. Unse Kahen Agar, Dil Na Tod, Gum Hein Bhaari, To Jawab Aata hein, Tu To Gumoh Ka Badshah Hein, Ek Gum Aur Sahi. sanjurohit
RAAT KUT GAI. WAH WAH,SUBHA BALANCE DEKHA TO GAND PHAT GAI.......... ROxy
ho gaya mouse Duniya ki parwaah chhodo, ban jaao meri spouse! Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound, Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file not found! Ab aur kaho na tum, "but" ya "if" Tum ho meri zindagi ki animated gif Aisa bhi nahin hai ke, I don't likeyour face Par dil ke computer mein, nahin hai enough disk space Ghar se nikalti ho tum jab, pehen ke evening gown Too many requests se, ho jaata hai server down Tumhaare liye pyaar ki application, create main karoonga Tum usse debug karna, wait main karoonga Tumhaara intezaar karte karte, main so gaya Yeh dekho mera connection, time out ho gaya Kya chaal hai tumhaari, jaise chalti hai koi cat What is your ICQ number, aao karein chat Tum jabse meri zindagi mein, aayi ho banke female Yaad raha na ab kuch, na postman , na e-Mail Main tumhein pyaar kyun karoon, tum nahi ho Ash, Phir bhi tumhe dekh kar mera, system hota hai crash karan Gurgaon 9899708493
Hein Chaand Tu Is Tarah Itrakar Na Dekh, Humne Bhi Kayee Chand Dekhen Hein Tummhe To Daag Hein, Humne To BeDaag Dekhen Hein. sanjurohit
Letan Hoon, Chand Ghadiyaan Yuhi Jee Leta Hoon, Magar Jise Samjoo Dost Ka Haath Uss Hath Se Zeher Bhi Pee Leta Hoon. sanjurohit
Jatein Hein, Kabar khood Ke Dekhon Intezaar Mein Paaye Jatte Hein. sanjurohit
Accha Hoga, Mera Kal tere Aaj se Accha Hoga, Magar Tum Jab shaadi kar ke Javo gi Tab Doli Mein Se Ghoonghat Utha Kar Dekhna Mera Zanaza Tumhari Barat Se Accha Hoga sanjurohit
Ke Peeche, Ek Mein Nahin Tha Tere Zanaze Ke Peeche, Mein Hota Bhi Kaise Tere Zanaze Ke Peeche, Jo Mera Zanazaa Ja raha tha Tere Zanaze Ke Peeche. sanjurohit
Nasha Hota Hein... Sharab Mein Nasha Hota To Bottle Nahin Jhoomti. sanjurohit
wo mila hi nahi, Lakh koshish ki magar fasla mita hi nahi, Usko ko zamany ne majbor iss kadar ker diya ke wo, Mere kisi sada per therha hi nahi, Har ek se pocha sbab us ke na milny ka, Har ek ne btaya wo tere liye bana hi nahi, Main tamam tar koshish ke bavjood har gya, Aour wo usy mil gya jisny usy manga hi nahi, Itne shiddat se chaha isay aour wo kisi aour ki hogay, Shaid iss jahan main WAFA ka koe SILA nahi....! *Umer* 923214325463
Kijiye Dil Jub bhi Pukare Bula Lijiye Hum Dor Zyada Nahi Ap Se Bus Apni Ankhon Ko Palkon Se Mila Lijiye I MISS U..!! MuNi
barbad, kaise karen hum ye faryaad. Os ne sadyon ki judaye di humen, ab kaise karen zindagi ko abaad. Wo janta hain ke hum ose karte hain pyar, pher bhi kartha hain wo inkaar, is pyar ne rolaya humen itna, ke chahenge na kise ko is ke baad.
Hai Akalay Har Raha Sunsaan Hoti Hai,Sachi Dosti Ka Hona Ha Zarori,Q K Dosti Say Har Mushkil Aasan Hoti Hai. kaife(0321-4279906)
dekha hai. aaj us shakc ko badalte hoe dekhaa hai. yakeen na aye to pooch lo falak say. shaam say pehle soraj ko dhalte dekha hai. ZAIBO (0333-6572912/0321-7602322)
KE LIYE ,DOST EK AAYENA HE ARMANO KE LIYE ! DOST EK MAHFIL HE ANJAANO KE LIYE , DOST EK KHUYAIS HE MERE LIYE!! AAP JESE DOST PAANE KE LIYE , MENE KAYEE BAAR APNE DIL SE KAHA ! YE DIL UNHE YAAD KARNA CHHOD DE , PAR DIL NE HAR BAAR KAHA ! VO TO MERI HAR SANS ME VASA HE , KYA SANS LENA CHHOD DE ! Full Name: Deepu 09847774000
baath huwi, Dil se dil ki pehchan huwi, Wakt aya jaan deneki tho hum tayyar thee, par wo befawa hamari jaan leke kisi aur ke saath bhag chali... Full Name: Deepu 09847774000
hi sehna,Kisi ke dil ko lag jaye vo bat na kehna, Milte hai hum jaise log bahut kam,IsliyeKABHI ALVIDA NA KEHNA. adilmehboob0321 4870654
MIL TO JAAO KABHI AATE JAATE HUE WOH BHI SHAED PASHEMAN THA MERI TaRAH MUD KE DEKHA TO THA US NE JAATE HUE AADMI KI BAHUT SI HAIN MAJBOORIAN YEH KAHAA US NE MUJHKO SUNAATE HUE APNE VAADE PE JIN KO BAHUT NAAZ THA UN KO DEKHA BAHAANE BANAATE HUE AI RISHI HUM BHI MANZIL PE AA HI GAYE DAGMAGAATE HUE LADKHDAATE HUE 4 r Full Name: zaib jaan
pati pati gulaab kaisay hoo Har kali mehway khawab kaisay hoo jis nay daikhy houn lakhoun haseen chehray uss ki neeat kharab kaisay hoo Full Name: adilmehboob0321 4870654
USKI BAATEIN VO BHOLI SI SOORAT VO PYARI SI BAATEIN JAVAANI KE DIN BHI VO KYA DIN THE YAARO VO APNI MAHABBAT, VO DUNYA KI BAATEIN MAHABBAT HAI KYA AAP BHI JAAN LENGE SUNA KEEJIYE GHAUR SE DIL KI BAATEIN MAHABBAT, LAGAN, DOSTI, DIL RUBAAYEE HAIN DUNYA MEIN DOCHAAR HI ACHHI BAATEIN RISHI AB KAHAAN HAI VO GUZRA ZAMAANA NA PEHLA SA DIL HAI NA PEHLI SI BAATEIN Full Name: adilmehboob0321 4870654
hichkiya ? na jane koun fariyad karta hai ? ALLAH hamesha salaamat rakhe usko, JO hume apne dil se YAAD karta hai 4 r Full Name: afshi
Hamayun Baber ka beta hai!!!!! Baber hamayun kay baap ka........hai?? Fill the blanks. Its a Challenge.....?
neend nahi aati are koi hamse bhi pyar kar lo hame neend bahut aati haisanjurohit
raha ta to tumko deka Kal jab rasthe pe ja raha ta to tumko deka aur socha tum garse mat niklo, tum ghar se mat niklo, Agar Nikal gayi to ye bedard zamana kahegi Who let the dogs out...who who who sanjurohit
mehbooba kabar par roti hai tab mehsoos hota hai ke mout kitni haseen hoti hai sanjurohit
kya fyaada Kabr pe aanso nikalke kya fyaada Zab tak Asim hai to aapke rone ka Kya fyaada sanjurohit
Socha naheen accha bura Dekha suna kuch bhee naheen Manga khuda say raat din... Teray siwa..... Kuch bhee naheen! sanjurohit
Dekha tujhey chaha tujhey Socha tujhey pooja tujhey Meri wafa meri khata.... Teri khata kuch bhee naheen! sanjurohit
Moti bichaye raat bhar Bheja wohee kaghaz usay Ham nay likha...... Kuch bhee naheen sanjurohit
Baithay rahay woh dair tak Aankhon say kee batain bohat Munh say kaha.....kuch bhee naheen! sanjurohit
hay Dil khak mein mil jaeyey ga Jab Aag per kaghaz rakha Baqi bacha ..... Kuch bhee naheen sanjurohit
Mulaqat Bohot Hay Main Nay Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bohot Hay Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shoq Say Jana Aisay Main Kahan Jao Gay Bersaath Bohot Hay Wo Keh Nay Lagay Jana Mera Bohot Zarori Hay Nhi Chahti Dil Toron Tera Per Majboree Hay Ger Hoi Ho Koi Khata To Maaf Ker Dena Main Nay Kaha Hojao Chup Itni Kahi Baat Bohot Hay Samajh Gaya Hon Sab Aur Kuch Kaho Zarori Nhi Bas Aaj Ki Raat Ruk Jao, Jana Itna Bhi Zarori Nhi Phir KAbhi Na Aaonga Tumhari Zindagi Mein Lot Ke Sari Zindagi Tanhayee Ke Liye Aaj Ki Raat Bohot Hay sanjurohit
do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do. Dil machalta hai aur saans rukti hai, Ab toh seene mein aaj mujhe utar aane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do. Shokh nazron ko sharm aati hai, Thartharaate hue labon ko chain paane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do. Raat tanha hai aur sard mausam hai, Shola-e-ehsaas ko ab aur bhadak jaane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do. Behke hain hum fizaa jo behki hai, Dil ko dil rooh ko rooh mein sama jaane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do. Bikhre gesu hain bikhra kaajal hai, Haule haule is shab ko tum guzar jaane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do. Abhi aur bhi armaan dil me baaki hai, Yuhin baahon mein is raat ko kat jaane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do. Mujhe baahon mein bikhar jaane do Apni mushkabaar saason se mehek jaane do. sanjurohit
par, laakh rupaye ki bat thi, do rupaye main ho gayee (wah wah) sanjurohit
Maine tujhe dekha Dekhta raha, Dekhta hi gaya........ Phir mujhe chashma lag gaya sanjurohit
lut chuki hain dil ke saath Ye bataya dooston ne ishq furmane ke baad; Is liye kamre ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main "Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad" sanjurohit
Taj Mahal kya cheez hai main to usse bhi bada mahal banaoonga, aree Mumtaz to marke dafan hui thi, main to tujhe zinda hi dafna dunga. sanjurohit
KAASH TERE CHEHRE PE CHICKENPOX KE DAAG HOTE CHAND TO TUM HO HI SITARE BHI SAATH HOTE sanjurohit
Jise samjha Leher Pepsi Woh nikla Jeher Pepsi Jise samjha Coca Cola Woh nikla Dhoka Cola Ab piyo Wine and ! Whisky Life hoga No More Risky sanjurohit
Khidki khuli zulfein bikhri Dilne kaha dildar nikla Par haire meri footi kismat Nahaya hua sardar nikla sanjurohit
rahe the, Taqdeer humari kharab nikli Tajmahal hum bhi bana sakte the, Mumtaz humari bewafa nikli sanjurohit
itna asar ho jaaye Hum unhe yaad karen Aur unhe khabar ho jaaye sanjurohit
neend ud jaati hai Koi humse bhi ishq kare Khambhaqat neend bahut aati hai sanjurohit
Aansu ko ankhon ki Dehliz pe laya na karo. Apne dil ki halat Kisiko bataya na karo. Log mutthi bhar namak liye Ghoom rahe hain Apne zakhm kisiko Dikhaya na karo. sanjurohit
dekho, Zara dil ki duniya saja kar to dekho, Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna, Zara humse nazaren milake to dekho. sanjurohit
Log ishq karte hain, Bade shor ke saath. Humne bhi kiya, Bade zor ke saath. Magar ab karenge, Thoda gaur ke saath. Kyonki kal usko dekha, Kisi aur ke saath. sanjurohit