kaagaz pe humne zindagi likh
di, ashkon se seench kar apni har khushi likh di, dard jab humne ubhara lafzo me, zamane ne kaha wah kya gazal likh di,
If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
di, ashkon se seench kar apni har khushi likh di, dard jab humne ubhara lafzo me, zamane ne kaha wah kya gazal likh di,
kar denge, har khushi tujh par kurbaan kar denge, jis din hogi koi kami mere pyaar me, Zindagi ko Maut ke Naam kar denge. ..
sono acha nahien lagta kare jab tazkera koi kare jab tabsera koi tumari zaat ko khoje tumari baat ko soche muje acha nahien lagta sono acha nahien lagta tumare muskurahat par hazaro log marte ho tumari aik ahat par hazaro dil dhark te ho kisi ko tum pe uon marna muje acha nahien lagta
kuch kuch pagal hote hay apni jan se jane wale kuch kuch pagal hote hay hijar ke gehre zaham mile tu muj ko ye ihsas hoa pagal ko samjane wale kuch kuch pagal hote hay us ke eshq mien bheeg ke janam hum ko ye ihsas howa dil ki baat mien ane wale kuch kuch pagal hote hay
wale kya jane, Pyar ke rivazon ko zamana kya jane, Hoti hai kitni takleef ladki patane mein, Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.0345-6817874 Azan Mughal
hay meri ruh ka zakham ap kia such sakien ge meri tanhaie ko mien tu dam tur raha ta magar afsorda hayat khud chali aye meri hawsala afzai ko lazat-e-gham ke sewa tere negaho ke baghair kon samja hay meri gham ki gehrai ko
dil ki gali se .. khushboo ki tara muj pe bikhar jao kisi din mien apni har ek sans usi raat ko dedon sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
ko, log chehre tak bhul jate hai, Tum samandar ki baat karte ho, log aankho me dub jate hai.(Azan Mughal 0345-6817874)
hai, fizaon me naya rang chaya hai, aap hai ki khamosh bethe hai, ab to muskuraiye kyunki phir se mera SMS aaya hai..
to dekho Kabhi kisi ko apna bana k to dekho Milna chahenge sab log tumse Kabhi tum achi trah naha kar to dekho
Deewana Kisi Ka. AFSAANA Mera Ban Giya AFSAANA kisi KA
JAO GY MOHABAT KO AAPNI GOVARA NAI ZINDAGI BAR KA SAHARA BANO TUV BANO DHO GARI KA SAHARA SAHARA NAI
sharab ko diya jata hai Par isme kusoor sharab ka nahi Unka hai jinka chehra Hamein har jaam mein Nazar aata hai..SaaMer 03002711588
apne Rub se... Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se, Sab Hasratein Puri Ho Aapki, Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se!! Happy Eid From SaaMer 03002711588
Deep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko Aap hame yaad aate rahe, Jab tak zindagi hai, dua hai hamari 'Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe...' Happy EID MUBARAK SaaMer 03002711588
Ehsaas Aab tak hai, Aankhe Nam hai, Aur sanson mein Aag ab tak hain, Aur kyon na ho... Khayi Bhi to 'HARI Mirch' hai. SaaMer 03002711588
ho Meharbani, Karde maf hum logo ki sare Naformani, Eid Ka din aj aao milka kare yahi wada, Khuda ka hi raho mai hum chalange sada. Sare Musalman ko EID MUBARAK...SaaMer 03002711588
udas hain, Bas app say milnay ki ass hay, Chahay dost kitnay hi kion na hoon, Maray liye tu app hi sab se khas hain... Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend...SaaMer 03002711588
hain phool, Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool, Charo taraf phalao khushion ka geet, Eisi ummid k sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID..SaaMer 03002711588
tha daur !!! jaam me kya tha yeh kis ne kiya tha gaur !! jaam me lahoo tha mere armaano ka !!! aur sab keh rahe the ek aur,ek aur usman 03457722001
HI REHNE DO. ZINDAGI MERI UDAAS HI REHNE DO. SAAREY DARIYA MUBARAK HO TUMHEN. MERE HOTON PE PYAAS HI REHNE DO usman 03457722001
phoolo ki kaliya kacchi ho hamari ya dosti sachi ho rab bass ek dua hai mera dost ki har subha acchi ho.......... (0345-3533646) nomi
raha hai... kyun ka uska ghada nahi mil raha hai B.B.C khabron se pata chala hai ka woh "SMS" parh raha hai... (0345-3533646) nomi
sachchi, hum tum ek hi dal ke panchhi, Dosti hamari hogi n kachchi, tere photo se to meri negative achchhi,ha... ha...chandan kumar patel Mo. no.:9839974499
samnay khula samnder hay barh kar thaam lo mujay, doob rahain hain maray naseeb. 0322-8984020 sam
**phir wohi zindagani hay humari***** ***phir ousi befawa per martay hain hum**** Sam
Tujhko dekha bhi nahi, aur teri Deed karli. chand tu nazar nahi Aaya, phir bhi humne Eid karli. Attaullah Soomar
bahir nikla to royat-e-hilal waloon nay mujhay daikh lia.................... so Aap sab ko eid mubarak Tahseen 0333-4595876
chain se rehne na diya, Jab chali sard hawa maine tujhe yaad kiya, Iska rona nahi kyo tumne kiya hai barbad, Iska gam hai k bahut der se barbad kiya. SaaMer 03002711588
ho raha hai Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai . SaaMer 03002711588
not death itself But it's when something dies within you while U still alive bcoz u live 2 fell the hurt, Love is very important in life and it almost died within me But u came and rescued it. SaaMer 03002711588
ga main ye jahan chor kar Ke shayad mera marna hi kuch kaam aaye ga Shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar Jis pal tere paas meri maut ka paigam aaye ga,..SaaMer 03002711588
chahray hi nazar aatye hain Mujh ko maloom na tha khawab bhi mit jatay hain Jany kis hal main hum hain kay humain daik kay sub Ek pil kay liay ruktay hain guzar jaty hain,..SaaMer 03002711588
Suba jab bhi nikaar dekna Sham jab bhi bahar dekna Raat ko tanhai me Tare jab b her baar dekna Pyar ko sada abaad rakna Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakna wiki ( 03002113126)
bahaar. Chand ki chandni, apno ka pyaar. Har ghadi ho khushaal. ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar!wiki ( 03002113126)
Phool bina.....Khushboo bekaar Chand bina.....Chandni bekaar Pyar bina.....Zindagi bekaar Mere SMS bina.....Tumhara MOBILE bekaar ! ֧m +92 (0) 3454 566641
ka rishta nibhate ho tum, Na jane kaise dil ko lubhate ho tum, Yea kya jadu h tumhari dosti ka, Jo dil ko itna yaad aate ho tum ! ֧m +92 (0) 3454 566641
na raha, Koi bhi izhaar ke qabil na reha, Is dil main bas gayi dosti aapki, Ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha.֧m +92 (0) 3454 566641
KESE, HAM KO BHALAPAO GE KESE, HAM TO BASTE HAIN APKI SANSSO ME, APNI SANSO KO ROK PAO GE KESE, I Miss YOU.֧m +92 (0) 3454 566641
aaya hai, Jo chaha nahi wo anjaam aaya hai, Kya dost ne bhula di dosti meri, Aaj na dua na koi paigam aaya hai.֧m +92 (0) 3454 566641
rehnay walay hum na thay... kissi pe mar mitnay walay hum na thay... par adat ban gayi hai aap ko yaad karnay ki... warna kissi ko yaad karnay walay hum na thay... ֧m +92 (0) 3454 566641
HAI, MUSKARA K GHUM BULANA ZINDAGI HAI, JIT KAR TUM KHUSH HOWAY TO KIYA HOWA, HAR KAR KHUSHIYA MANNA ZINDAGI HAI.֧m +92 (0) 3454 566641
jai ga kinara,,, Is SMS se poch lena Aap k bina kiya haal hai humara??? Hum aap ko itna yaad kerte hain jitna aap hame yaad kerte hain.Farq sirf itna hai keh hum yaad ker k SMS kerte hain aap SMS perh ker yaad kerte hain ֧m +92 (0) 3454 566641
tumharay romantic sms read kar k main emotional jaoon ga my foot ֧m +92 (0) 3454 566641
hasaiya to hota qasoor kia tha is dil ka bataia to hota mili saza us khata ke jo ke na hum nay kaash hum nay tum say dil lagaiya na hota Behzad Khan Sherwani
say dartay hain duniya say nahi hum khuda say dartay hain youn to bohat kuch khoya hay hum nay najanay kiyon tujhay khonay say dartay hain Behzad Khan Sherwani
palat jati hay yaad aati hay dil main simat jaati hay lehar aur yaad main farq sirf itna hai k lehar be waqat aati hay yaad her waqat aati hay Behzad Khan Sherwani
chor do chupke chupke yun nazar milana chor do kisi din bohat pito gay un say TUM in MASJDOON say jootian churana chor do Behzad Khan Sherwani
ho, khwab mein atey ho SMS ki tarah, Dil mein bas jatay ho Ring Tone ki tarah; Mohabbat aapki hai Network ki tarah, hum ko bhool na jaana Balance ki tarah Ammar Hanjra
barbad na kar day Tanhaye ki lamhoo main kabhi SMS bhi kia kar... JUNAID (MKD)
iraadon se nahin. Dosti insaan se hoti hai, pattaron se nahin. Agar gila ho koi dil may to mita dena, Giley apno se kiye jaatey hain, ghairon se nahin..SaaMer 03002711588
mere liye" pakistan k dist.haripur ki tehseel khanpur ki colony sobar city k rihaishi uncle Saeed k ghar k bathroom mein lagi toonti k neechay rakhay lotay ki qeemat se bhi zyada qeemti ho". nasir shah
wo, Fir bhi dil k haaho fareb khate hai, Roz khete hai ki bhool jaaenge usko, Roz isi baa ko bhool jaate hai. SaaMer 03002711588
sikha diya, Tadpe na the itna tune tadpa diya, udas rehne lage hain ab, Roi nathe the kabhi tune roola diya SaaMer 03002711588
chamakte rahe. Hum raat bhar unki chamak me khoye rahe. Jaante hai kabhi na paa sakenge unhe. Phir bhi har dua me unhi ko mangte rahe.. SaaMer 03002711588
TUM NIBHA NA SAKO, MAT CHAHO USE JISE TUM PA NA SAKO, PYAR KAHAN KISI KA POORA HOTA HAI, ISKA TO PEHLA SHABD HI ADHOORA HOTA HAI HARISH KEWLANI
aik kashti ki tahra ye zendagi bhi kia zendagi hai ik azaab-e-musalsal ki tahra seemi jatoi
hoye ajj itna tu batta ja kon thay hum kaha thay hum hamey woh sab pata batta ja seemi jatoi
qahkahy achay lagty hain...pal do pal ka he sahi yeh rishty achay lagty hain...rang jagaty jumlon se ha jasy osko B... khati methi batain krty chehray achay lagty hain... Hum dono mastano mein bas ek khawahish milti julti hai... mujh ko shahzadi osko shahzaday achay lagty hain... sunny 03336155724
Tha, Yaadon Sey Rishta Aaj Bhi Hai Dil Kal Bhi Apna Dukhta Tha, Dil Afsurdaa Sa Aaj Bhi Hai Tum Door Huvey Majboori Mein, Hum Toot Gaye Is Doori Mein Kabhi Waqt Miley Tu Lout Aana, Ye Dil Ka DarWaza khula Aaj Bhi Hai usman from fsd 1st year 0345-7722001
kisi se payar hota.Na kisi ki yaad aati na kisi ka intezar hota.Babu G.(0300 7697271) Babu G
AAS LAGAYE BATHA HOON--- ANDHERE RASTE MAIN IK SHAMA JALAYE BATHA HOON ---- MAIN TO MOOT KI ARZOO MAIN A SANAM --- ZINDAGI SE MOUN CHUPAE BATHA HOON. ASIM
eik lamha souch kar, kaghaz laiya aur ishq ka bimar likh diya, kurban kiona jaon aisey "Tabib/Hakeem" per, nuskay main jis nay sharbat-e-Dedar likh diya. Faizan 0321-3764966
hui, Bejaan dil ki aaj dhadkan mehsus hui, Jaane kyun aaj aisa laga, Shayad aapki kami mehsus hui...SaaMer 03002711588
bas main hai kahan bhatakte rahe ham unki talash main yahan vahan khoya kuch to hai hamne..... kyun maan lag nahi rahi hai kahan?? manzil ko dhund rahe the hum hiran ki tarah yahan vahan woh pass hi to hain... fir hum kya talash te rahe kahan kahan. 4 r adilmehboob0321 4870654
Judai apki rulate rehegi, Yaad appki ate rahegi, Pal pal jaan jati rahegi, Jab tak jism mein hai jaan, Meri har sans yari nibhatr rahegi 4 r adilmehboob0321 4870654
hai.. Mujhe tu tumhari yaad kyun ati hai.. Kya pata app ke dil me hamra payar na ho.. Mager in aankoo ko tumhari intezar kyun hai.... 4 r adilmehboob0321 4870654
aur wo ishq sikha ker chaly gy. humay intazar kerna na aya aur wo intazar kerwaty chaly gy. 4 r adilmehboob0321 4870654
ab,aa b jao. ansoo'n b khusk hai tumhary begair ab,aa b jao. bahaar b khiizaa'n lagti hai tumhary begair ab,aa b jao. din guzarta nahi,raatein katati nahi tumhary begair ab,aa b jao. zindagi,zindagi nahi rahi tumhary begair ab,aa b jao. darkhan naraz hai dil sy tumhary begair ab,aa b jao nahi raha jata tumhary begair ab,aa b jao. adilmehboob0321 4870654
Zindgi mein hamesha HStE raho Hsn zindagi ki ZRuRT hai Zindagi jeyo to is Andaz mein ki tumhe dekhkar sabko lage Zindagi kitni KHBSRT hai.. Sunny Siraj Dayo
itna aasman me tare ho jitna yakin nahi aata to call karke dekhlo baat karenge aapke mobile me balance ho jitna Sunny Siraj Dayo
ki, wo khushiyan apke kadmo mein ho. Khuda apko wo hakikat mein de, jo socha apne sapno mein ho. Sunny Siraj Dayo
nahi aaya majnu ne teen din khana nahi khaya vo marne wala tha laila ke pyar me or laila baithi thi sms free hone ke intazar me Sunny Siraj Dayo
naam hoga aap k har kadam pe duniya ka salam hoga mushkilo ka saamna himmat se karna dekhna ek din waqt bhi aap ka gulam hoga Sunny Siraj Dayo
khoye honge khuli aakhon se aap bhi kabhi sooye honge mana hasna aadat hai aapki par haste haste aap bhi kabhi roye honge Sunny Siraj Dayo
karo, Khushiyon ko save karo. Dushman ko hide karo, Dost ko enter karo, Phir dekho Zindagi ka Computer kabhi hang na hoga Fahad 0345-7207234
aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai, Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai. tasnim
tumare boyfriend ne tumhe kitana romantic msg bheja hai... hamesha socho-use kisne bheja hoga??? naina
prarthana hai.. !ki wo aap jaisa dost har kisi ko de.. !aakhir ye saza main akele kyu bhugtu.... naina
say pyara to nahi, Parwane ka shamma k bin guzara to nahi, Merey dil nay suni hai ek meethi si awaaz, Kahin aap nay hamain pukara to nahi. Fahad 0345-7207234
hi condition, Usme nahi hai kisi ko permission, Sirf tujhe hai Dost Admission, Wo bhi bina donation , Just maintain good and long Relation Rishu
asu bhi bahana mat tum, mere tasbir tho dur ke bat hain , mere yaado ko bhi bhula dena tum. ager tumhe koi puche ke kaun tha wo ? tho bata dena eak dhund-lese tasbir, bhuli bhikri yaad aur sumundar ke kenare Ret ka banaya hua dil tha kisi ka. ROMI
SINCE 1925 , PEPSI JAISI BHI NAHIN , KE YE DIL MAANGE MORE... YE HOGI L.I.C. JAISI , JINDAGI KE SAATH BHI , JINDAGI KE BAAD BHI....shantu
nahin ,kisi aur ko hum apna kehtay nahin.. Ik aap hi too ho jo zindagi main ruk say gay ho,warna ruknay kay liyay hum kisi ko kehtay nahin..(03338162003) Hassan
zarorat thi pass aakar dur janey ki kya zarorat thi Hum to usi raah per kar rahay the tumhara intezar tumhe apna rasta badalnay ki kya zarorat thi Main ne to bas younhi keh dia tha itna dil per laganay ki kya zarorat thi Nahi mohabbat thi hum se,to keh dia hota youn kisi ko saath laker jalanay ki kya zarorat thi Kabhi azmaya to hota humay tum ne ayy naaznin apna dewana bana ker youn chod deney ki kya zarorat thi(03338162003) Hassan
izhaar nahi karta, iska ye matlab nahi ki main tujhse pyar nahi karta, chahta hu tujhe aaj bhi, par teri soch mein apna waqt barbaad nahi karta... kahi tamasha na ban jaye ye mohabbat meri, isiliye apne dard ka izhaar nahi karta... jo kuch hai ussi main khush hu tere liye khuda se takraar nahi karta, par kuch toh baat hai zalim teri fitrt mein warna tujhe chahne ki khata baar baar na karta.(03338162003) Hassan
Ankho me ansu hain, Pir bi labo pe muskan hai. .Jeena jab har haal me hai, To haske jeene me kya nuksan hai. Fahad 0345-7207234
hai, yun hi humne wafa nibhai hai, jo na ek lamha bhi humein de paye, uski khatir humne saari umar gavai hai... Fahad 0345-7207234
APP KO BHULA RAKHA HA,APP NAHIN JANTE DIL MAIN BASA RAKHA HA,DEIKH NA LE KOI AP KO HAMRY ANKHO MAIN IS LIYE PALKO KO JHUKA RAKHA HAI. RANA IMRAN YAQOOB.03013935404
suni yoon hi mohabbat parwaan hui, lab to chup rahe magar nazron se mohabbat bayaan hui ! ֧m +92 (0) 3454 566641
yaad kerne ki, lamhe to apne aap mil jate hain, wakt hona chahiye kisi ke saath guzarne ke lia, bahane to apne app bun jate hain. avi
raha na pari rahi na to raha na to main raha rahi so bey khabar he chali semtey gheb say ek hawa ek chaman zahoor ka jal gaya magar ek shakh nehaly gham jisey dil kahein soo hari rahe ---farhan03332766159
ki, waqt ke faisle par tumko bhi afsos ho jaye, kal kya pata tum laut ke aao, aur hum khamosh ho jaye!! nabs
kyun hume.. nazrein churakar satate ho kyun hume.. ab ye doori na seh sakenge hum, aur door jaakar darate ho kyun hume nabs
nahin kerte.jaam dosron se chean ker hum pia nahin kerte.Un ko mohabat he tu a ker ezhar kerin.Pechaa hum bi kisi ka kia nahia kerte......... Bilal Mirza
guzarne ki bat ha, Jab tak rahy ge saans tab tak raho gay yaad, Yeh saans tot jai to aur bat ha. By JaneMaan (03338126881)
mangti hoon tuj say apni jaan mangti hoon to so jai ga cell of kar kay is liay ek good night kiss mangti hoon. BY JaneMaan (03338126881)
rabba, Dukhi howe na kade naseeb uss nu, lakhdooriya hoon sade vich pawaen, rakhe dil day sada kareeb us nu.
bure waqt mein muskurana chahiye, jab 10 dino mein khujli na mite, to 11 ve din nahana chahiye yasir ali
hue,na jane kaise hum aapke zindagi k khabil hue,karzdaar rahenge hum us pal k,jab aap hamari choti si duniya mein shamil hue...
duriya na ho, Wo apnapan hi kya jisme larai na ho, wo dil hi kya jisme dard na ho, aur wo cell hi kya jisme hamara SMS na ho... How r u? Fahad 0345-7207234
hai, Humne kaha dard kabul hai, sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge, humne kaha teri dosti ke sath marna kabul hai... Fahad 0345-7207234
dil se nahi, Dil me zarur ho par milte nahi, bus yehi gila hai tumse dost, tum milte zarur ho par dil se nahi.. Fahad 0345-7207234
gham hain hum tumharey tu hain ye kya gham hain Fahad 0345-7207234
aapka dedar manga.. jese andhere raat ne chand ko manga.. rooth gaya khuda bhi hum se jab hum ne apni her dua main app ka sath manga. 03216178145 chouhan