If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
Tum bin suna lage aasman, dekho
Tum bin suna lage aasman,
dekho ye badal ro rahe hain jamin pe,
Tumhari kadmo ki ahat sun ke,
dekho ye rasten mood rahe hain dil pe,
Ane ki wadon pe tere ..
ye asoon bhi keh rahe kuchh chupke chupke se,
Aa sako to aajaoo ye dil keh rahe hain tumhare dil se.
4 r adilmehboob0321 4870654
yad bi rakhna,
Tum ko adat hai bhul jany ki,
Naksh ban kar ubrayn gay,
Harf Harf Tehreery,
Choom kar Teri ankhyn jab kitab kholain gi,
yeh samaj kar sach jana,Teri saari baton ko,
Phool Jesy lab bhala jhot kesy bolain gay.. ֧m +92 (0) 3454 566641
loota kuch unn ki inayat maar gaye,
Hamay raaz e mohabbat keh na sakay chhup rehne ki aadat maar gaye
Wo kon hain jin ko jeenay ka paigham deti hai mohabbat
Hamm ko to zamane main aae- be -dard mohabbat maar gaye
Dil ne bohat majboor kia milne ko bhi laakhon baar
Jee bhar ke inhain dekha na gaya haay aankhon ki sharafat
maar gayi,
Dono se shikayat hai ham ilzaam kis pe lagain
Kuch dil ne hamain barbaad kia or kuch hamain kismat maar gayi anu
ka seetara hoo ga
Aik din aya gay wo shakss hamara hoo ga
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
tum jahan mare liya seepiyan chunti hoo gi
wo kisee aur he doniya ka kenara hoo ga
From Sunnykmk
se
Tu her dam muskuraye
Gham ka lamha na kabhi
Teri zindagi main aaye
Itni Khushiyan milen tujh ko
Ke Tera daaman bhar jaye
Tu Zindagi main jis se Pyaar kare
RAB kare tu usse zaroor paaye.....
ShanZay+921-333-2111-283
nay ap ku bhula rkha hai
ap nhi janty dil mai kehein chupa rkha hai
daykh na lay koi ap ku meri in ankhon mai
is laiy palkon ku bhi jhuka rkha hai....SaaMer 03002711588
kiske hai.
Dekho mere dil me toofan kiske hai.
Tum kehte ho mere dil ke raste se koi nahi gujra,
To fir ye pairo ke nishan kiske hai....SaaMer 03002711588
adat nahi rahi,
har waqat muskarane ki adat nahi rahi,
yeh souh ke koi mananey aye ga humein,
aab hum ko rooyh jane ki adat nahi rahi. by farhadraza 03212126457
Dil ke kone mein hai naam tumhara, Her yaad mein hai chehra tumhara, Sms nahi to kia hua zindagi bharSaath nibhane ka wada hai humara. zuhaib 03217566867
tujhay pane se, Meri sans main sans hai bas tere hi aane se, kaise tuh chor jati hai mujhay bhari mehfil main tanha, kya dar lagta hai tujhe mere karib aane say zuhaib 03217566867
Apne dil ki suno,
jazbat se kam na lo...
Muje yad rakho beshak mera naam na lo...
Apka vehem hai k hum bhul gaye AAPKO,
Aisa soch k mere pyar ka imtihan na lo...SaaMer 03002711588
chain se rehne na diya,
Jab chali sard hawa maine tujhe yaad kiya,
Iska rona nahi kyo tumne kiya hai barbad,
Iska gam hai k bahut der se barbad kiya. SaaMer 03002711588
Din ko chain nahi,
raat ko aram nahi.
Jee na lage kahi,
E khuda kya yahi pyar hai ?
Arey Pagal..
yeh pyar nahi .....
Aajka 41 degree celcius temperature hai..SaaMer 03002711588
lagti hai
Ek pal ki judayi sadiyoun si lagti hai
Pehle nahin socha tha ab sochne laga hoon
Zindagi ke har lamhe mein teri zaroorat si lagti hai,..SaaMer 03002711588
yaad me doob jane ko
Dil chata hai to kisi ki mohbat pane ko
Dil chata hai us bachpan me jaha daadi ka pyar maa ka dular
Bachpan ke khel ladkpan ka pehla pyar aaj sap pane ko.., SaaMer 03002711588
iraadon se nahin.
Dosti insaan se hoti hai, pattaron se nahin.
Agar gila ho koi dil may to mita dena,
Giley apno se kiye jaatey hain, ghairon se nahin..SaaMer 03002711588
woh dost se hamara pyar bangaye,
Saath gujare hua kuch pal aaj yaadgar ban gaye,
Kar na sake unse izhaar hum is baat ka,
Aur dekhte hi dekhte woh kisi aur ke dildar ban gaye...SaaMer 03002711588
Bablu Chaudhary.
her sham kay bad rat ate hay. her bat kay bad app ke yad ate hay. chup reh kar bhe dekh liya hum nay khamosheyon say bhe app ke awaz ate hay.
03004872373,03334060159,03218864352,03454728815
tum hoti to waisa hota
Tum is baat pe itna hasti, tum uss baat pe itna khush hoti,
Tum is baat pe ye kehti,tum uss baat pe wo kahati
shukar hai tum nahi ho!!!
jayega
Magar humari tarah tumhe kaun chahega
Zaroor koyi chahat ki nazar se tumhe dekhega
Magar hamara dil kahan se layega. sanjurohit
(waah waah, waah waah)
Mohabbat ke gulshan main
tum woh phool ho
Jise log gulab kehte hain
Par tumhari bewafai main
Mujhe woh zaher mila
Jise log sharaab kehte hain sanjurohit
darta hai dil,
Na jane kyun tanhai mein bikhrta hai dil
Usko pane ka khyal koi badi baati nahi,
Bas usko kho dene ke khyal se darta hai dil. sanjurohit
k mujhko bata
tu aaj tak kyu khilta raha.
tune to di sabko khushbu tujko kya milta raha?
Phool ne muskurakar kaha abhi tu nadan hai,
jivan ke sachey pyar se abhi tu anjan hai,
Dene ke badle kuch lena vo to ek vyapar hai
Jo de kar bhi kuch na mange vo hi sacha pyar hai sanjurohit
kar raha hai.
Mann ko samjhaya toh Dil tadap raha hai.
Dil ko bataya toh ankhe roh padi.
Unhe chup karaya toh SAANSE bol padi.. "I MISS U". ... sanjurohit