Suraj ki kirne, taaron ki
bahaar. Chand ki chandni, apno ka pyaar. Har ghadi ho khushaal. ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar! "EID MUBARAK" nadia (+447792825063
If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
bahaar. Chand ki chandni, apno ka pyaar. Har ghadi ho khushaal. ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar! "EID MUBARAK" nadia (+447792825063
sharaarat sanam.. baaton mein hai bepanaah Mohabbat sanam... Na karo fikr lambi judaai ki mere sanam... Juda hokar bhul jaaye...Aisi nahi humaari Mohabbat Sanam *Gham-e-Yaad-Umer* 923214325463
lekin ye bhi Sach hai k Bewafaa se rahe In chiragon mai Tel hi kam tha kyon gilaa phir Hamein Hawa se rahe adilmehboob0321 4870654
howay para-ay. Manzil pay aa gaya hoon,Manzil nazar na aa-ay. Mian hushi ko dhoondta tha,Mujhay dard mil gaya hai. Mera jurm hai Mohabbat,teri berukhi saza hai. Mumkin nahin Dil ko teri yaad bhool jaa-ay. Mehfil to ajnabi thi,tum bhi howay para-ay.hasan
sitam bhi kam nahin hai. main shareekay zindagi hoon,tu sharikay gham nahin hai. Abh aisi zindagi say behtar hai mooot aa-ay Mehfil to ajnabi thi ,tum bhi howay para-ay. hasan
mujhay sandal kar doo. Main kay sadyoon se adhoora hoon,Mukaamil kar do. Na tumhain hoosh rahay aur na mujhay hoosh rahay. Iss qadar toot kay chahoo,Mujhay pagal kar doo. Tum hatheli ko meray piyar ki mehndi say rangoo. Apni ankhoon main meray naam ka kajil kar doo. Dhoop hi dhoop hoon main,Toot kay barsoo mujh per Isqadar barsoo meri rooh main jul thal kar doo. Tum chupaa loo mera Dil ooot main apni dil ki . Aur mujhay meri nigahoon say bhi aujhal kar doo. MASLAA HOON TU NIGAHAIN NA CHURAOO MUJH SAY. APNI CHAHAT SAY ,TAWAJOO SAY MUJHAY HAL KAR DOO. MUJH PAY CHHA JAOO KISI AAG KI SOORAT JANAAN . AUR MERI ZAAT KO SOOKHA HOWA JUNGLE KAR DOO.hasan (03338162003)(03456592721)
jaan say ,Teri yeh piyari Ankhain . Meri Ankhon ki thandak hain,Teri yeh Qatil Ankhain. Ho gaya hoon behoosh iss hoosh ki Dunya main Jabh say daikhe hain main nay ,Teri yeh Qatil Ankhain. Mian iss Hisaar say nikloon too kuchh aur soochun. Meray diloo dimaagh pay havi hain ,Teri yeh Qatil Ankhain. Mujh ko lay-jaatin hain ik ajeeb se dunya main . Jabh bhi daikhta hoon ,Teri yeh Qatil Ankhain. Shayed kay aa-jaay qarar meray pagal dil koo. wagarna mujhay jeenay nahin dain ge,Teri yeh Qatil Ankhain. Mujh ko piyare hain meri jaan say ,Teri yeh piyari Ankhain. shayed kay mil jain mujhay ,Teri yeh Qatil Ankhain.( Hassan)03338162003..03456592721
HAIN NA HAAL ACHHA HAI. KISS BAREHMAN NAY KAHA THA KAY YEH SAAL ACHA HAI. LAZATAIN QURBOO-O-JUDAEE KI HAIN APNI APNI. MUSTAQIL HIJAR HI ACHA NA WISAAL ACHA HAI. DOOSTI APNI JAGA,PER YEH HAQEEQAT HAI FARAZ. TERI GHAZLOON SAY KAHIN ,TERA GHAZAAL ACHHA HAI.hassan (03338162003)(03456592721)
HAWAA UDAASI KI. SABHI NAY OOORH RAKHI HAI,RADA UDASSI KI. LIBAASAY GHUM MAIN GHAM MAIN TU WOH AUR BAN GAYA QATIL. SAJI HAI KAISI ,KISI PER QABA UDAASI KI. KHIYAALAY YAAR KA BADAL AGAR KHILAA BHI KABHI. TOO DHOOP PHAIL GAYEE JA-BA-JA UDAASI KI. FARAZ NAY TUJHAY DAIKHA TOO KIS QADAR HUSH THA. PHIR USS KAY BAAD CHALI WOH HAWA UDAASI KI . (03338162003)(03456592721) Hassan
to ye bhi likhna kay chand taaray, shahaab ankhien badal gaye hain wo zinda lamhay jo teri raahon mein tere anay kay muntazir thay wo thak kay raahon mien dhel gaye hain wo teri yaadien, khayal tere, wo ranj tere, milaal tere wo teri ankhein, sawal tere wo tum say mere tamaam rishtay bichar gaye hain, ujadh gaye hian udaasioon ka sabab jo likna to ye bhi likhna leraztay hoonton pe larhkharhti, dua kay soraj peghal gaye hain tamaam sapnay he jal gaye hain baad marnay ke tum meri kahani likna kese hoi bardaad meri jawani likhna ye bhi likhna kay mere hoont hansi ko tarsay kese bahta raha meri ankhoon say pani likna adilmehboob0321 4870654
Bhula Baithe Hai, Charag Khusiyon Ke Bujaye Baithe Hai, Hum To Marenge Aapki Bahome, Ye Maut Se Bhi Shart Laga Baithe Haiadilmehboob0321 4870654
tut gaye, Wo hamse mile bhi nahi aur ruth gaye, Hum gate rahe aur duniya soti rahi, Ek barish hi thi jo sath roti rahi"adilmehboob0321 4870654
ek fakir bhi hai, dosto aur dusmano ki bheed main hamara zameer bhi hai, kab tak rahuinga zinda ye to bas rab he jaane, aapki duaion aur bas hamari apni takdeer he hai adilmehboob0321 4870654
padta hai, Gham chupakar muskurana padta hai, kabhi unke hum bhi the dost, Aaj kal unhe yaad dilana padta hai...Osman +92 (0) 3454 566641
Zindagi mein sada muskuratey raho fasley kam karo dil milatey raho dard kaisa bhi ho gham na karo raat kali sahi aankh nam na karo Sitarey bano jagmagatey raho. Mehtab Khan +92-333-8569559
pyar Hasti hai dosti Rulata hai Pyar Milti hai dosti bicharta hai pyar Phir najane log kyon karte hain pyar Mehtab Khan +92-333-8569559
na kijiye.. dil ki baatein har kisi ko bataya na kijiye... log mutthi mein namak liye firte hain.. apne har jakhm dikhaya na kijiye! Osman +92 (0) 3454 566641
nahi ja sakta, Zeher Dushman se liya nahi ja sakta, Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki us ke bina jiya nahi ja sakta. Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega Door hone ke baad kaun kise yaad aayega Jee lo ye pal jab humsath hai kal ka kya pata, waqt kahan le jayega Osman +92 (0) 3454 566641
gujar jaaye yeh hawa ka woh jhoka hai .. Aur kuch nahi Pyar kahti hai duniya jise .. ek rangeen dhokha hai Aur kuch nahi Osman +92 (0) 3454 566641
fareb khana nahi .. Khush jo rahna ho zindagi me tumhe.. Dil kabhi kisi se lagana nahi! Osman +92 (0) 3454 566641
khuda se kum Humein itni mohabbat hai tumse sanam Ab chaahay parain ishq main jitnay sitam tumhain paana hai chaahey jitnay ho gham Labon nay na bola per is jahan ki kasam Agar hota jayaz, pujtey tum ko hum....Osman +92 (0) 3454 566641
hai ki kuch khoya nahi Kwaabmein aaoge tum ... es waste soyee nahi..!! Aap beeti per jahaa hasna tha, jee ber ker hassii Haan, Jahaa rona jaruri tha, wahaa royee nahi..!! Mausamon ne pichli fasloon ki nighhabhani na ki Esliye abke zameene-dil mein kuch boyee nahi..!! Waqt ke Haathon ne jitne dhaag they sab dho diye Dhaag jo tujhse mila hai, ek usse dhoyee nahi..!! Kaisii Mehfil hai, Yahaa Mai kis tarah se aa gayee.. Sab Ke sab Khamosh Baite Hai Koyee goyee nahi..!!Osman +92 (0) 3454 566641
rahoo tum Miley na koi ghum jahan bhi raho tum... Samundar ke terha dil hai gheera tumhara... Khushyoun say bhara rahey daman tumhara.. Tum joo kahooo woh har khwaish puri ho tumhari Khuda say bhi bus yahi duaa hai humari.... Toofa kia doon tumhey duaaoon ke siwa Ke Khuda humeshah rahey razi tum say sada . Samundar ke terha dil hai gheera tera Khushyoun say bhara rehey daman tera!Osman +92 (0) 3454 566641
humain tarpaya bohat Aaj na chahattay howay bhi woh yaad aaya bohat, Us kay baad to jaisay vehshatoon say dosti ho gaye Phir kyon aaj tanhaiyoon nay darraya bohat, Woh mera tha, mera hai, mera rahay ga Hum nay is khayal say khud ko behlaya bohat, Shamma kay jalnay per hum afsoos kerain kyoon Hum nay bhi manind shamma khud ko jallaya bohat, Hum nay jis kissi ko bhi humdard samjha Woh humaray dukh pay na janay kyon muskuraya bohat! Osman +92 (0) 3454 566641
sham teray naam kar doun Teri hi ankhon ka jam teray naam kar doun Main doob jaoun teri in jheel is gehri ankhon mein Phir apni barbadi ka ilzam teray naam kar doun Mein apni Rouh ko teray Wajood mai bhar doun Phir apni zaat apna har payam teray naam kar doun TU mujhay mohabbat ka aghaz day sanam Mein apnay pyaar ka anjam tere naam kar doun Mohabbaton key qaseeday likhoun teri sana mein Hazaron pyaar Kay paighaam tere naam kar doun Hou jis ka zikar mohabbat ki har kahani mein Eik aisa pyaar ka paigham tere naam kar dounOsman +92 (0) 3454 566641
aur akele hi jana hai Kaisa bhi ho bandhan ek din to toot jana hai Koi kitna bhi rahe pass ya kitna bhi rahe door Sukh dukh ka jalwa apne hi mann ka afasana hai!Osman +92 (0) 3454 566641
hamari yaad aati ho Aur tan badan mein ek siharan si daur jati ho Mere yaar mere dil ke malik, pass chale aana Agar sooni sooni raten tumhe bahut satati ho! Osman +92 (0) 3454 566641
rahta hai intzaar Kabhi kabhi baith jati hoon kar ke shringaar Tumhara bhi khana laga deti hoon aksar mez per Aur darwaze per daur kar jati hoon baar baar! Osman +92 (0) 3454 566641
choti bhi nahi Aankhen sookh gayi hai aur ab roti bhi nahi Zara zara si baton pe agar hum na jhagarte To shayed yeh zindgi tumse juda hoti bhi nahi! Osman +92 (0) 3454 566641
nahi aa sakte Kho diya hai jo use to nahi pa sakte Dhool si hi rah gayi hai baki hawa mein Kash tumhe zindgi me phir se bhoola sakte! Osman +92 (0) 3454 566641
aati hogi Dil ki dhadkan bhi shayed bhar jati hogi Kitna chaha tha humne ke saath saath rahe Yeh soch kar tumhari bhi aankh bhar aati hogiOsman +92 (0) 3454 566641
sy karo, ye mati k khilonay wafa nhi karty saima 0321-4169321
aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai, Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar Jhukake Sharmane ki Aadat hai...Osman +92 (0) 3454 566641
se pyar hota Na kisi ki yaad aati,na kisi ka intzaar hota Dil diya hai,use samhaal kar rakhna Sheese se bana hai patthar se door rakhna!Osman +92 (0) 3454 566641
Aankho main aansoo ki tarha Phoolon main khusboo ki tarha Aap mere dil main base ho Dil main dhadkan ki tarha!Osman +92 (0) 3454 566641
hain aapko Ye baat bhi to bata te rahe hain aapko Ab aap hi na samj paae to kya karen Hum to haal-ye-dil sunate rahe hain aapko!Osman +92 (0) 3454 566641
tum Meri aankho ke khowaab ho tum Haanth utha kar rub se jo sawal kiya tha Un sawalon ka jawab ho tum!Osman +92 (0) 3454 566641
Tu phool hai gulaab ka Main asiq tere sabaab ka Teri tasveer mere dil main hai Kya fayda tere nakaab ka!Osman +92 (0) 3454 566641
Woh aaye maiyat par meri, karne mohabbat ka izahar, mere bejaan jism ne kaha, mat ro, aaj bhi main tujhe karta hoon pyar!Osman +92 (0) 3454 566641
Tere pyaar mein mere sanam, hum khud se mulaquat kar bhete Chalte chalte bas yunhi achanak, hum zindagi se mulaquat kar bhete!Osman +92 (0) 3454 566641
pyar, ye mitti mein mila deti hain, Ye itni bedard hoti hain ke bina kafan ke jala deti hainOsman +92 (0) 3454 566641
na karey Dua yey karo yey, "Khuda na karey"..... Humain aisey dil ki, zaroorat nahin Terey waastey jo, dua na karey..... Nahin, mera dilbar, to aisa nahin Jo wada karey aur, wafa na karey..... Yehi, yaar sachhayi ki pehchaan hai Sahey zakham leykeen, gila na karey.....Osman +92 (0) 3454 566641
na jaa saka Us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka, Zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera Ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka, Jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood Aankhon main aanso'on ko chupaya na jaa saka, Kuch log zindagi main aise bhi aaye hain Jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka, Bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho Hum se to haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka, Woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar Chehre ka rang us se chupaya na jaa saka, Tanhaiyon ki aag main hum jal gaye magar faasla ana ka mitaya na jaa saka!Osman +92 (0) 3454 566641
es alaam e madhoshi sey mugh sey uth ker us ki yaad k waar sahy nae jaaty Fahad 0301-6656568
khush hee rehna hai To dekho,dekh lo aa ker! Meri aankho ko dekho tum yeh kitni shokh lagtee hain Mere honto ko dekho tum hamaisha muskuratay hainFahad 0301-6656568
Dosti ki misaal kya doon, Misaal lijiye aankhon aur palkon ke rishtey ki.... Agar palak kuchh der na jhapke to aankhen ro deti hai, Agar aankhon ko dard ho Toh palken bhi tadap uthti hai.adilmehboob0321 4870654
se vo waqt layin hain, jab uski dosti ki yadain dohraye jaati hain, kurbaan ho gaya vo insaaniyat dosti aur raah per, uski yaad main aaj phir se aankhain bhar aye hain,adilmehboob0321 4870654
"Aankh milatay der lagta hai" "Ishq kahin na ho jaey" "Kab se sambhala dil ko main ne" "Dil yeh kahin na kho jaey" "Ishq buri hai cheez main ne mana" "Per nahi manay yeh dil deewana" "Chot milay chahat main main ne jana" "Hai barra mushkil dil ko samjhana" "Piyar main na doori na sahi jaey" "Be qarari reh reh ke terrpaey" "Yeh piyar kahan kab hota hai" "Jab hona ho tab hota hai" "Yeh koi na janey"Fahad 0301-6656568
lagti hai,aik pal ki judai mudat ce lagti hai,pehley nahi tha socha ab sochtay hain zindagi ke har lamhey mein teri zarorat ce lagti hai. bilal
Churaney Ki Ik Ada Aap Ki Dil Main Bas Janey Ki Ik Chehra Aap Ka Chand Sa Ik Zid Humari Chand Ko Paney Ki Miss Bakshi
bhil jate hain unke na hone se fiza apna naam thak bhool jate hain kya unka husn kya unki ankhen hum to sirf sochkar hi reh reh jate hain wo hote to manzar hi kya hota unke na hota hua hi wo hamare sanson ko mekate hain shiv
udaan baaki hai, Abhi to aapka imtihan baaki hai, Abhi tak to aapne zamin dekhi hai, Abhi to pura aasmaan baaki hai. Azan Mughal 0345-6817874
behtar hoga, Mera din tari rat se behtar hoga Yakein na aata ho to doli se jakhkar dakh lena mera jnaja tari barat se bahtar hoga. Kaya
jisna adura chora humko. hum wafa kaeta karta adhura hi mar gaya! kaya eya khabar hai unka.kajol
Kisi Kamzoor Lamhey Me, Agar Main Tum Say Ye Keh Doon, Mujhey Tum Say "MOHABAAT" Hai, Tum Ye Mat Samajh Lena, K....!! Main Ney SACH Kaha Ho Ga, Aisi Dil-Nasheen Baaton Ko, Aisi Dilbar Aadaon Me Kehna, Mujhey Bachpan Say Aata Hai, Meri Aankhein Mera Chehra, Mera Ye Bey Sakhta Lehja, Ye Sab Kuch JHOOT Kehta Hai Mager, Iss Jhoot Main Ek SACH Bhi Hai, K......!!!!! Mujhey Tum Say "MOHABBAT" Hai. (03338162003,,,03456592721) Hassan