main sach kahon gee aur
Phir bhe haar jayon gee. woh jhoot bolay ga aur la-jawab kar day ga anna parast ah itna, k baat say phalay ...... woh uth k band, mere HER KITAAB kar day ga 03338162003 Hassan
If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
Phir bhe haar jayon gee. woh jhoot bolay ga aur la-jawab kar day ga anna parast ah itna, k baat say phalay ...... woh uth k band, mere HER KITAAB kar day ga 03338162003 Hassan
dor tootne nahi deta bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta mujhse kehta hai, "main to mar jaunga tumhare bina" main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta 03338162003 Hassan
main rehtay hian, hum say milnay ko log apna NASEEB kehtay hain, jin say bhi ki hum nay dosti duniyan walay usay "Khushnaseeb" kehtay hain
ke bicharne ke baad Hum to rahoon main hain ke kab milee ge us ke milne ki Aass 03216349711
waqt ke baad,log badal jaate hain 1 waqt ke baad,apni dosti bhi tutegi ek waqt ke baad, lekin woh waqt aayega maut ke baad
Ager tum Husn chahtay ho Meray chehray ko mat daikho K chehray bujh Bhe jatay hain Ager tum Husn chahtay ho meri Kamar ko mat daikho k kamar toot jati hay Ager talab hay HUSN ke Tou meray ander gehraee main jhanko Meray ander jo Insaan hay wo sab sai KHOOBSURAT hay.... : maheen
ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishq karne wale, Ankhein band karte hain didar ke liye. Azan mughal
lage, Aapki ek shaam chura lun agar bura naa lage, Aap chahe to bhula de humko, Par aapko bhulane mein shayad hame zamana lage.Husnain
isliye nahi karte kyon k hum unki han ya na se darte hain, agar haan kar di to khushi se mar jayenge, agar unhone naaa kardi to ro ro ke mar jayenge , baat ye nahi k hum apni maut se darte hain, Hamari maut pe beh na jaye unka ek ansoo bhi, hum un do ansuon ki kadar karte hain AqEeL MuGhAl
se darte hain, Pyar se nahin hum rusuvai se darte hain, Dil meih umang hai tujhse milne ki Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain AqEeL MuGhAl
Tery Wo Batein Likhoon, Ya Tery Wo yadein Likhoon, Ya Tu Ney Kiye Thy Jo Mujh Say Wo Wadey Likhoon AqEeL MuGhAl
murjha b jatay hain,ainoo ke aada met apnana,ainay faana b ho jatay hain,kisi ko toot ker met cahana loog baewafa bhe hotay hain.............(KOHAT)
pad pate hai balti jitna yaad rehta hai,mug jitna likh pate hai chulubhar marks ate hai aur usime dub jate hai. muskan
hai, Yeh toh dilon ki mulaakaat hai, Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai, Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !Fahad 0301-6656568
denge, Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge, Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge, Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !Fahad 0301-6656568
pyaari, Doston pe haazir hai jaan hamaari, Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya, Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari Fahad 0301-6656568
lagaa, Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga, Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost, Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !Fahad 0301-6656568
pyaari, Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari, Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari, Ab tumse kya chhupaana, Tum hi toh ho jaan hamaari ! Fahad 0301-6656568
laati hai, Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai, Dosti naadaan ho toh toot jaati hai, Par agar dosti apne jaisi ho.. .. Toh itihaas banaati hai !Fahad 0301-6656568
Pyaar Ise Kehte Hain Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain, pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain, Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro, Ek Dhoka hain Jise hum sab "PYAAR" kehte hain ! Fahad 0301-6656568
guzar jayega Door hone ke baad kaun kise yaad aayega Jee lo ye pal jab humsath hai kal ka kya pata, waqt kahan le jayega Fahad 0301-6656568
nahi ja sakta, Zeher Dushman se liya nahi ja sakta, Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki us ke bina jiya nahi ja sakta. Fahad 0301-6656568
te hain wo khud ko apshra samajh te hain najane wo aisha kyun sooch te hai hum to unko pairo ki juti samajh te hain.... (bhabani)
lagee dil kay taharnay mai bohut dair lagee tairee ankhon ki tarhan bohut gahra tha zakham bharnay mai bohut dair lagee Fahad 0301-6656568
NIBHA NA SAKO, MAT CHAHO USE JISE PAA NA SAKO, PYAAR KAHAN KABHI PURA HOTA HAI JAB PYAR KA PEHLA AKSHAR HI ADHURA HOTA HAI Fahad 0301-6656568
Magar Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah Fahad 0301-6656568
kar na ro saka ho ga magar yaqeen hai kay shub bhar na so saka ho ga laraztay haath shakasta see door sansoon ki woh khushq phool kahan tak pro saka ho ga Fahad 0301-6656568
Tha ..!! Agar Tamanna Thi Aazmane Ki ...!! Hum To BehOOsh YouN Hi hO Jaate ..!! Kya ZarOOrat Thi Muskurane Ki ...!!Fahad 0301-6656568
phir Main tere saath behta hoo Agar tu chaand hai to phir Main tere saath rehta hoo Agar tu paas hai to phir Main dil ki baat kehta hoo Agar tu door hai to phir Main tera hijr sehta hoo.Fahad 0301-6656568
Pyar Hum Nahi ..!! Kaise KaheN Ki Tere Talabgaar Hum Nahi ..!! Khud Ko Jala Ke Khak Kar Dala ..!! Mita Diya ..!! Lo Aab Tumhari Raah MeiN Dewaar Hum Nahi ..!! Fahad 0301-6656568
bayzaar ho gaye ab kay tum bhi marnay ko tayyar ho gaye kya hua jo uss nay bhi ki baywafai SAGIR itni si baat per tum gunahgaar ho gaye Fahad 0301-6656568
dhona nahi aata, milti hai khushi to use khona nahi aata, seh lete hain har gham muskura kar, aur log kehte hian hame rona nahi aata. Aman 03215134611
saaz kaha se lau, suna Saku Kuch aapko, wo andaz kahase Lau, Yu to Chaand taroki tarif karna aasan hai,, Kar saku aapki tarif wo alfaz kahase lau... Aman 03215134611
beghoy nahi.Wo sochtyhain hum roy nahi.Wo pochty hain k khwab main kiss ko dekha hai. or hum kehty hain k unki yaad main soy nahi. Aman 03215134611
sataya hoga......... tab tab mera khayal aaya hoga....... gam yeh nahin ke woh bhool gaye hame.......... gam yeh hai roh roh ke bhoolaaya hoga. Aman 03215134611
ham seh nahi saktay bhare mehfil me ham kuch keh nahi saktay hamary girtay aansoon ko pakhar kar to dekho wo bhe kehtay hain ham aap kay bina reh nahi saktay Fahad 0301-6656568
janaza nickla wo na nikly jin k liy janaza nikla jab unka ghar aya to dost mere seetian bajany lagy rakh k janaza mera saale usy panssany lagy tauseef
kertey Kabhi periyoun say dil lagaya nahi kertey Zulm kertey hain aksar yehi husan walay In ko chahat ka naghma sunaya nahi kertey Tor deytey hain dil ko sada hi situmger Or waja beywafee bhi bataya nahi kertey Mehektey rahay hain yeh dil kay chaman main Mager in pay haq bhi jataya nahi kertey Jalna hay ulfat ki rasmoon main lakin Perwanay shama ko bujhaya nahi kertey Mohabbat hay kya yeh "Sonu" say poocho kabhi raah-e-wafa ko bhulaya nahin kertey az03213025075
hota hai. Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai. DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi, Ise bas nibhana mushkil hota hai.. dani 03214342632
main rona hi chor diya Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya Sab beeti hui baatein bhula di hum ne Ab Dil main maazi basana chor diya Kaanton se bhar dete hain log daaman Hum ne Aangan main Phool khilana hi chor diya Kabhi na maangen ge kisi se bheek Mohabbat ki Is hi liye hum ne Pyaar karna hi chor diya(Shah G)marra (imran) *
UDHAR MANGAY, AFTAB TUM SAY NOOR UDHAR MANGAY,RAB KARAY TUM DOSTI AISI NIBHAO,K DUNIYA MUJH SAY TERI DOSTI UDHAR MANGAY. Ali Imran (Banker)03004313004
Lamha Lamha Waqt Guzar Jayega, Chand Lamhon Mein Exams Aa Jayega, Abhi Bhi Waqt Hai Do Line Padh Lo, Warna Pass Kya MUNNA BHAI Karwayega? GG
TASVIR LAGA RAKHI HAI TERE EHSAS SE HER SHAM BASA RAKHI HAI YE NA SAMAJ K DOOR HO K TUM KO BHULA DIYA HUM NE TERI YAD SE HER SHAM SAJA RAKHI HAI MEHTAB KHAN +92-333-8569559
kiyon nahi parhta wo aik hi shakhs tha kiya zamane ma ? saru
bhi haal hona hai K ashk rokna tum sa mahaal hona haai Har aik lab per hain mere wafaa k afsanay Teray sitam ho abhi la-zawaal honaa hai Fahad 0301-6656568
kaho to sna'ain tum ko bohat sa hum jaagtay rahain hain chalo zara sa jagain tum ko tum hi to ho jo roshni si ban ker aankhon me aa basay ho jo apni aankhain hi keh diya hay to phir bhala kiyon rula'ain tum ko Fahad 0301-6656568
tha tum nay Ik talouq to tha tum sey mera Izhar-e-wafa to kar diya hota tum nay Bohat jaldi janey main ki tum nay Fahad 0301-6656568
INKAR NA KER PAYE ZAMANAY K DER SAY IKRAR NA KR PAYE NA THE JIN K BINA ZINDAGI MUNASIB CHOR DIYA UNHO NAY OR HUM SAWAL NA KR PAYE Fahad 0301-6656568
aseer hoon, mein khusboo-on ki hoon dewani mein luti tu moasm-e-bahar mein, mujhay khizan say koi gila nahi. Fahad 0301-6656568
ker main gum ko chupata houn Youn dikhate hai jaise mujhko samajhte he nahi hain Wo paas aake goya bas choo ker nikalte hain Mere honthon se unke honth chipakte he nahi hain Fahad 0301-6656568
Gaya Koi Merey Khawabon Ko Mehka Gaya Koi , Hum Tu Anjanay Raston Pay Chal Rahay Thay Achanak Hi Pyaar Ka Matlab Seekha Gaya Koi!!! Fahad 0301-6656568
to lot aana kisi ki aankho'n me ratjago'n k azab aayain to lot aana abi naye wadiyo'n,nayay manzaro'n me reh lo magar mairi jaa'n ye saray eik aik ker k jab tum ko chor jayain to lot aana Fahad 0301-6656568
hein samander ki musafat mein phir es k baad dekhein gay kinara kon kerta hai ghataein kon lata hai meri ankhon k mausm mein phir es k baad barish ka nazara kon kerta haiFahad 0301-6656568
hain dewanay kaha Kho deya hum nay dil wahsi khuda janay kaha khud kahani kahtay kahtay ab tu ur jate hai nend nend ajate the jin say ab wo afsanay kahaFahad 0301-6656568
k roye kabhi maut ki duwa ker k rooye ajeeb silsila hai namaz e muhabat qaza ker k roye adda ker k roye Fahad 0301-6656568
dilkush pekar mara bhagwan hai ya tum say kaha kis nay hai sirf is leya is buut say akedad hai mujhay tarashay janay main bhut dard saha hai is nay Fahad 0301-6656568
thi wo baat moonh sey nikal gai jo lafz tugh sey kehny thay wo dil k gooshy mein reh gaye khawab khawab thi zindagi ,khawab khwab thi her khushi mery khawab mitti k ghar thay jo pehli barsih mein beh gaiyeFahad 0301-6656568
Kuch Kuch pagal Hotay Hain, Apni Jaan Say Janay Walay, Kuch Kuch Pagal Hotay Hain, Hijr Kay gehray Zakhm Milay TO Mujhko Yeh Ehsaas Hua, Pagal Ko Samjhanay walay, Kuch Kuch Pagal Hotay Hain. Fahad 0301-6656568
hoon or ya kehta hoon mery lahoo mein bohat zeher hai raqabat ka hazar us ney chaha mein bikher jayon per mein ney sabar kia... sabar bhi qayamat ka Fahad 0301-6656568
HONTOON SAY KHUSHBU JATI NAHI K MIAN NAY ISM_E_MUHAMMAD KO LIKHA BUHAT AUR CHUMA BUHAT Fahad 0301-6656568
BHAY ADA KAR DIA KAROO SULAGTAY HUWAY JAZBOON KEE MADAD KAR DIA KAROO JAB LOG MATLAB NIKAL KAR MOON PHAIR LAIN TU TUM BHEE NAFRATOON KEE HAAD KAR DIA KAROO Fahad 0301-6656568
Tera Rishta is tarah nibhayenge, Tum roz khafa hona hum roz manayenge, Par maan jaana manane se, Warna hum yeh bheegi palke le ke kaha jayenge. sanjurohit
woh Kasam nahi, Apko bhul jaye woh Hum nahi, Tum hume bhul jao is baat me dum nahi, kyonki Tum hume bhul jao itne bhi bure hum nahi. sanjurohit
kinara dekh kar, waise hi laut jata hai zamana mera gum dekh kar, tum kandha na dena mere janaze ko.. kahi uth na jau main tumhara sahaara dekhkar......sanjurohit
se chale jayenge, mat sochna ke Aapko bhul jayenge, bas ek bar Asman ki taraf dekhna, Mere sms aapko sitaro par likhe nazar ayenge. ...sanjurohit
hui, Mere Ghar mitti ka tha, Mere hi Ghar barish hui, Uski bhi Zid thi bijiliyan girane ki, aur Hamari bhi Zid thi wahin ashiyana banane ki...sanjurohit
jaan na paaye, Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye, Khud hi kar li bewafai humne, taaki unpar koi ilzaam na aaye.sanjurohit
hoga, To khud bhi zaroor aazmaya hoga Hum hain kaun aur tum ho kya, Is ISHQ ne to khuda ko bhi rulaya hoga ...sanjurohit
si ban gayi Jo na chaaha tha vo takdeer si ban gayi humne to chalaayi thi ret pe ungli gaur se dekha to unki tasveer si ban gayi ...sanjurohit
hai, Jine ke liye Arman jaruri hai, Zindagi me chahe kitne bhi ho Gham,sanjurohit Aapke Chehre par Muskaan jaruri hai.
tumne aakar meri kabar pe, jarasha mushkura Diya... bijli kadak ke gir padi, sara kafan jala Diay....sanjurohit
denge, juda hona chaha bhi to hone nahi denge, chandani raton main ayegi meri yaad, yaad ke vo pal apko sone nahi denge sanjurohit
mein aati hai, Yaadein wo nahin jo Tanhai mein aati hai, Yaadein to woh hai jo Bheed mein bhi Tanha kar jaati hai sanjurohit
khwaab, Sajaaye hein kadamon mein tere Samhaal ke rakhna kadam, Kaheen kuchal na jaayen khwaab ye mere. sanjurohit
Jaagi hui aankon se sapne dekhen hein tere Jutaai hai daulat jo barson ki is mehnat se, Yehi nacheez khwaab hein mere.sanjurohit
jindgi main, badi joshh ke sath ! Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shhor ke sath ! Aab hum pyar karenge badi soch ke sath ! Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath ! sanjurohit
khayal aata hai Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai .. Ke kyon mere dil mein khayal aata hai ye Kabhi Kabhi ?? sanjurohit
Aapne mere man se khela Aapne mere tan se khela Aapne mere dhan se khela Well played! well played! well played!! sanjurohit
Tum aa gaye ho, Noor aa gaya hai Chalo teeno movie chalen.... sanjurohit
hua chhaliye, Iodex maliye kaam pe chaliye sanjurohit
lage hai Are Bewafa, mujhe kyon infinite loop me dal rahe hai?? sanjurohit