Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Tumhari dosti tumhari wafa hi

kafi hai, Tamam umar ye aasra hi kafi hai, Jahan milo mil ke muskura dena, Jene ke waste ye aasra hi kafi hai. 4 r

Chale aao hum tumhe yaad

karte hain, Yeh woh gunaah hai jo hum baar-baar karte hain, Jala ke dil me hasraton ke chirag, Aapke aane ka intezaar karte hain.

Na salaam yaad rakhna, Na

Na salaam yaad rakhna, Na paigaam yaad rakhna, Dil ki dili tammana hai, Bas hamara naam yaad rakhna 4 r

Woh mulakat kuch adhuri si

lagi, Pass ho kar bhi duri si lagi, Hauntho par hani ankhon mein nami si lagi, Pehli baar kisi ki dosti itni zaruri si lagi 4 r

Zindagi nahin humein doston se

pyaari, Doston pe haazir hai jaan hamari, Aankhon mein hamari aansoo hain to kya, Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari 4 r

Phool khiley ya na khiley

phool,phool hota hai, Dost mile ya na mile dost,dost hota hai.

dosti karo to dhoka mat

dena, dosto ko asuo ka tohfa mat dena, dil se roye koi tumhe yaad karke, aisa kisiko mauka mat dena . 4 r

Gar shouk hai dil lagane

ka, To kar khidmat dilwalon ki, Yeh wo doulat nahi jo milti, Amiron ke khajano main. 4 r

Teri baatein hi sunaane aaye, Dost

Teri baatein hi sunaane aaye, Dost bhi dil hi dukhaane aaye, Phool khilte hain to hum sochte hain, Tere aane ke zamaane aaye, Aisi kuchh chup si lagi hai jaise, Hum tujhe haal sunaane aaye, Ishq tanhaa hai sar-e-manzil-e-Gam, Kaun yeh bojh uthaane aaye, Ajnabi dost hamein dekh ke hum, Kuchh tujhe yaad dilaane aaye, Dil Dhadakataa hai safar ke hangaam, Kaash phir koi bulaane aaye, Ab to rone se bhi dil dukhtaa hai, Shaayad ab hosh Thikaane aaye, Kyaa kahin phir koi basti ujadi, Log kyoun jashn manaane aaye, So raha maut ke pahalu mein , Neend kis waqt na jaane aaye. 4 r

Udasiyon se apni nikal kar

to dekho, Zinda ho to,zinda reh kar to dekho. Apne liye bahut jee liye, aye aazad panchhi, Thodi der pinjre mein reh kar to dekho 4 r

Likhte raaha karo apne dil

ka haal, Hum sab jaante hain, Humari majburi ko samjho yaar, Hum tumhe dilo jaan se apna dost mante hain. 4 r

Mehfil na sahi,tanhai to milti

hai, Milna na sahi,judai to milti hai, Kaun kehta hai ki pyar mein kuchh nahi milta, Wafa na sahi,bewafai to milti hai 4 r

her lamhy ki kimat nahi

hoti, her waqt ka imtahan nahi hota, jany waly chaly jaty hai magar, her kisi ka dil bewafa nahi hota 4 r

Dunya Se Shekayat Kya Karty

Jub Toone Humeee Sumja He Nahi ..... GheeeRooo Ko Bhalaaa Kya Sumjaty Jub Aapno Ne Sumja He Nahi......

Sab dost bewafa ho gaye,

hum apne mobile se khafa ho gaye,ek sms to kar de zaalim,warna duniyawale samjhenge hum dono juda ho gaye........... Full Name: adilmehboob0321 4870654

Kal Phir Yehi Sama Hoga...... Hum

Kal Phir Yehi Sama Hoga...... Hum Mein Se Na Jaane Kaun Kaha Hoga...... Phir Aise Milenge Khwabon Mein..... Jaise Sukhe Gulab Milte Hai Kitaboon Mein 4 r Full Name: adilemhboob0321 4870654

Yado ka ye karawa hamesha

rahega...... Door jate hue bhi pyaar wahi rahega... Maf karna mil nahi paye apse..... Magar yakin rakhana in ankhon mein intezar wahi rahega 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

Khamosh palko se jab ansu

ate hai.... Aap kya jane ke aap kitne yaad ate hai.... Aaj bhi us mod pe khade hai....... Jaha aapne kaha tha thehro hum abhi ate hai 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

Dard ka ehsas janna hai

to pyar kar ke dekho Apni aankhon main kisi ko utar kar dekho Chot un ko lage gi aansoo tumhein aa jayein ge Ye ehsas janna ho to dil haar kar dekho 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

uss dil ko darya kehte

hain jiss main kholoos o mohabbat rehte hain hazaroon dukh per jayen phir bhir khushi khushi esay sehte hain.. 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

Toot Jae Sub Hi Rishte

Mugur Dil Say Dil Ka Rishta Apni Jaga Dil Ko Hai Tuj Say Na Milne Ka Yaqeen Phir Bhi Tuje Palene Ki Dua Apni Jaga 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

dil ki kitaab ka panna

le gaya koi..... ankhon se neend uda legaya koi...... kisi ki yaad me tadpaane ki aadath nahi thi mujhe..... apne yaadon se tadpanaa sikha gaya koi..... 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

Ek ajnabi se mujhe itna

pyaar kyon hai, Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai, Use pana nahi meri taqdeer mein shayad, Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai.! 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

Jitna tum ko chaaha tha

hum nay Utnaa kisi ko chaah na sakay Socha tha bhool jaaingay kabhi na kabhi Lekin najaanay kyoun bhulaa na sakay Honton nay to chupa liye armaan dil ke Lekin ankhon say chupa na sakay" 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

Beymaainay hotay hain woh lamhay

jub tum paas nahi hotay Lagtaa hai mujhay aisay ke zindagi tehr gayee ho jaisay Aasman bhi beyrounuq sa lagtaa hai mujhay ke Kisi nay chand taaron ki roshni chura lee ho jaisay" 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

"Koi kabhi un chehron ko

parhay Jo afsaanon ki tarha hotay hain Woh ankhein jin mein shokhion ki jagha Gehray gehray samandar hotay hain Woh hont jin hon nay hansi ki bajaye Chup ki chaadurain orhi hoti hain Woh dil jin mein hazar khuahishain nahi Tootay huway armaan chupay hotay hain" 4 r Full Name: adilmehboob0321 4870654

Roz subha khud say aik

waada kartay hain Tujhay iss dil say bhulanay ka irada kartay hain Apni he baat say mukkarr jatay hain maloom nahi kyoun Bheegti ankhon ko khuwab tornay keliye amaadah kartay hain 4 r Name: adilmehboob0321 4870654

Intezar bhi uss ka hudd

say ziada kiyaa Pyar bhi uss say bey panah kiyaa Khuwab bhi bohat dikhaye thay uss nay Lekin! beech safar mein he chor diyaa" 4 r

Agar app hum se khafa

hote tu hum app ko kise sms karta,Agar aje app hamare dost na hote tu aje me app se dosti kise nebata,Agar app hum se pyaar na karte tu me app ko apne dil ki baat kise sona deta . . I LOVE U 4 EVER 4 r

Ankho se tumhare dil mein

utar jayenge, dil mein utar kar dhadkan ban jayenge, palkon ko jhukakar chalna warna, zamane kotumhari aankho me hum nazar ayenge.. 4 r

GULAAB KO BHI KANWAL BANA

DETE, UN KI EK NAZAR PE GHAZAL BANA DETE, KAMBAKHAT MARTA NAHI HAI HUM PAR KOI WARNA, KARACHI MEIN BHI TAAJ MAHAL BANA DETAY.FROM SONU +923204186155

Jis ki qurbat mein karar

bohat hai, Usss ka milna dushwar bohat hai, Jo meray haathon ki lakiron mein nahin, Usss shaks se humain piyar bohat hai.

University k corridor may ajib

khel hota hai, class k bahanay dilon ka mail hota hai, notes ki jaga love sale hota hai, Is liay to PAPU har sal fail hota hai.

Beshak kuch waqt ka intazar

mila hum ko,,, Par sab se best yar mila hum ko.... na rahi tamana kisi jannat ki ay dost-- Apki dosti se woh pyar mila "HUM KO"

Lamhe ye sunhere kal sath

ho na ho, Kal me aaj jaisi baat ho na ho, Yaadon ke hasin lamhe dil me rehenge, Tamaam umar chahe mulaqat ho na ho.

Rait pe likhna to adat

hai hamari, Isiliye toh sagar se dushmani haihamari, chahe wo lakh bar apka nam mitaye, Apko bhulana taqdir nahi hamari.

Jab koi khayal dilse takarata

hai, dil na chahkar bhi khamosh reh jata hai, koi sab kuch kehkar pyar jatata hai, toh koi kuch na kehkar bhi pyar nibhata hai.

Kyun kisi ki khamoshi mujhe

khamosh kar jaati hai, kyun uski udaasi muje udaas kar jaati hai, kya rishta hai uska mera jo mujhe uski yaad har pal aa jaati hai.

Aansu aa jate hain aankhon

mein, par labon pe hasi lani padti hai, yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaro, jisse karte ho usi se chupani padti hai. Full Name: ֧m +92 (0) 3454 566641

Panchi keh rahe hai ki

hum chaman chod denge, Aur sitare keh rahe hai ki hum gagan chod denge, Agar tere ishq mein main mar bhi jau ay sanam, Tum dilse pukaar lena hum kafann chod denge. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Mohabbat ko mohabbat ka ishara

yaad rehata hai, Har pyar ko apna pyar yaad rehta hai, Wo pal jo yaar ki bahon me guzarta hai, Maut tak vo nazara yaad rehta hai. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Tumhari yaadon ki mehek in

hawaon mein hai, Pyar hi pyar hi bikhra in fizao mein hai, Aisa na ho ki duriya dard ban jaye, Ab to aapke msg ka intezaar niaghon mein hai. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Ae khuda dua ye meri

khali na jaye, K mere dost ki palkon main kabhi aansu na aaye, Aansu nikle to khushi ke niklyn, Gum ke aansu mere hisse me aa jayn, Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Leke hum dusro ki hasi

kya kare, Jo apni nahi wo khushi kya kare, Tanha jine se behatar hai mar jaye hum, Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya karyn. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Aap to manzil ko mushkil

samajte he hum aap ko manzil samajte hain, Bara fark he apke or hamare nazariye me... Aap hume sapna or hum aap ko apna samajte hai. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Bolti hai dosti chup rehta

hai pyar, Hasati hai dosti rulaata hai pyar, Milati hai dosti judaa karta hai pyar, Phir bhi kyun dosti chodkar log karte hain pyar. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Mana aaj unhe hamara koi

khayal nahi, Jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi, Pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi, Kya hamse milne ko wo bekarar nahi? Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Kaise kehde ki unse milne

ki chahat nahi, Bekarar dil ko ab bhi rahat nahi, Bhula dete unhe bhi magar kya kare dost, Kisi ko bhulane ki is dil ko aadat nahi. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Sehmi si nigaho mein khwab

hum jaga denge, Sooni in raho pe phool hum khila denge, Humare sang muskura ke to dekhiye, Hum aapke har gum bhula denge. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Hont keh nahi sakte jo

fasana dil ka, Shayad nazron se vo baat ho jaye, Is ummid se karte hain intezar raat ka, K shayad sapne me mulakat ho jaye. Full Name: 3217112177

ya dil pyar ke qabil

na raha,Koi bhi izhar ke qabil na reha,is dil main bas gayi dosti aapki ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha Full Name: waleed{3213041236}

Na zuban se na nighaoon

se na dimaag se na rango se na greetng se na gift se aap ko MISS karta hoon direct DIL se

jo pal pal chalti rahay

wo zindagi jo pal pal jalti rahay who roshne jo pal pal khilte rahay who muhabat jo pal pal saath na choray who DOSTI

chalo tum aisa kero! Chand se

chalo tum aisa kero! Chand se thori matti lo Phir us se do butt bnao, aik tum jesa aik muj jesa, Phir kuch ese kero! Un buttun ko tor do, phir se woh matti goondh lo, phir se do butt bnao, Tum me kuch kuch main rehjaon, Mujh main kuch kuch tum reh jao.

Gum ke is andhere jeevan

me, kisi deepak se roshni nahi milti, ji bharke DOSTI karle DOST, ye zindagi bar bar nahimilti...!!! Garib jaan ke na yu daga dena? tumhine dard diya hai tumhi dawa dena, beach bhawar me dilbar chod ne dena, najuk hai dil bechara thod na dena. Dil se dil juda nahi hote wohi kisi per fida nahi hote pyaar se bada to dosti ka rishta hai kyunkidost kabhi bewafa nahi hotein. Ek chingari angar se kam nahi hoti, sadgi kisi singaar se kamnahi hoti, apni apni soch ka fark hai,varna dosti kisi pyaar se kam nahi hoti.

HAR LAFZ KITABOON MAIN UTARA

NHN JATA HAR NAAM SARE AAM PUKARA NHN JATA HOTI HAIN MUHABAT MAIN KAE RAAZ KI BATAIN YUNHEE TO ES KHAIL MAIN HARA NHN JATA Full Name: ZAIBO (0333-6572912/0321-7602322)

TERI ULFAT KO KABHI NAKAM

NA HONE DAIN GE TERI DOSTI KO KABHI BADNAM NA HONE DAINGE MERE ZINDAGE MAIN SORAJ NIKLE NA NIKLE TERE ZINDAGE MAIN SHAAM NA HONE DAINGE

Zindagi hai nadan isiliye chup

hoon, Dard hi dard subah shaam isiliye chup hoon, Keh du zamane se dastan apni, Usme aayega tera naam isiliye chup hoon. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Dosti gazal hai gane ke

liye, Dosti nagma hai sunane ke liye, Ye wo jazba hai jo sabko nahi milta, Kyonki aap jaisa chahiye nibhane ke liye. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Aap ka ashiyana dil mein

basaya hai, Apki yado ko sine se lagaya hai, Pata nahi yaad apki hi kyo aati hai, Dost to hamne auro ko bhi banaya hai. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Bathmeez Chaddar ki KAMEEZ, Lohe ka PAIJAMA, Bandar

Bathmeez Chaddar ki KAMEEZ, Lohe ka PAIJAMA, Bandar tera MAMA, Billi teri MAUSI, Kutte mera YAAR, Aam ka AACHAR Miss u mere YAAR!!! Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Tum kya jano kya hai

tanhai is tute hue patte se Pucho kya hai judai, Yu bewafa ka ilzam na de zalim, Is waqt se puch kis waqt teri yaad na aayi. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Nighahe nighago se milakar to

dekho, Naye logo se rishta banakar to dekho, Hasrate dil me dabane se kya faida, Apne hoton ko hilakar to dekho, Asmaan simat jayega tumhare agosh me, Chahat ki bahen Phailakar to dekho. Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641

Khuda se thoda rahem kharid

lete, Aap ke zakhmo ka marham kharid lete, Agar kahin kabhi bikti khushiyan meri, To saari bechkar aapka har gam kharid lete. Full Name: M~sajid 03214422806

Tamam umar Tuje Zindagi ka Pyar mile.. Khuda Kare Khushi Tumko Bar

Tamam umar Tuje Zindagi ka Pyar mile.. Khuda Kare Khushi Tumko Bar Bar Mile.. Meri dua ha Rahen Phool Main Qadam Qadam pe Tuje Mosm-e-Bahar Mile.. Full Name: M~SAJID 03214422806

Manzilon ki her sada aap

k nam Wafaon ki her ada ap k nam Meri chahat ki her haya ap k nam Mere labon se nikalne wali her dua ap ka nam Full Name: M~SAJID 03214422806

Do u know what is

ishq Yes i know..! The Answer is "PEPSI" It means P.:-PYAR E.:-EHSAS P.:-PAGALPAN S.:-SABAR I.:-IMTIHAN So u Can Have it in just Rs.9 Enjoy IT.