Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

sms SMS sMs SmS smS

sMS SMs SMs dekha dost maine tujhe kitne sare sms bheje hai..

Dunya main sirf teen(3) tarah

kay log he khush naseeb hotey hain 1) Woh jinhay sacha pyar milta hai 2) woh jinhay acha Yaar milta hai 3) Woh jinhay mera sms baar baar milta hai Only 4 u

Kabristhan ke cahaukidar ke kabar

pe baite hue kutte ki gale ke pat mein chupe hue virus ki sar ke baal ke andar ki bacteria ki kasam tusse!!! Great !!! ho!!!

Saaz k 7 awaz, Samander

k 7 sahil, Phool k 7 khushbo, Jism k 7 rooh, Shama k 7 parwany, Khushi k 7 gum or aap k 7 hum :-)

Taras gaye hain hum aapke

paas aane ke liye, Dil-O-Jaan mitadein tujse dosti nibhane ke liye, Hum Yeh SMS kar rahe hain, apni yaad dilane ke liye. -

college ki life main kai

yaar milte hai,usme kuch kamine tho kuch dildar milte hai, agar acche se padhai ki tho koi bante hai doctor tho koi engneer warna darzi ki dukan per baith kar salwar silte hai ...

zindagi hai to khwab hain,

khwab hain to manzilen hain, manzilen hai to raste hain, raste hain to muskilen hain, muskilen hain to MAIN HOON NAA.

DIL mein rahenge SMS bankar,

Dhadkano mein bajenge RINGTONE bankar, Kabhi apne DIL se juda mut Samajana, Hum tere saath chalenge NETWORK bankar..!! Jab tumhe bhi Tanhai mehsus ho to yaha chale aana.. Tumhare liye pagal khane se gaadi bhijwa rakhi hai....!!!

Aap ki yaad me sab

kuch bhulaye baithe hain,Chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain...Hum to marenge aap ki baahon mein,Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain...

Arz Hai: Unki yaad me

hum ne ro ro kar tub bhar diye! Aur vo itne bewafa nikle ki naha ke chal diye

U to hum hai bhramachari

par jaha dekhi nari vahi aakh mari... pati to hamari nahi to phir bhramachari...

Life ho to aisee, Monday

ko dosti, Tuesday ko pyaar, Wednesday ko shadi, Thursday ko baarat, Friday ko fighting, saturday ko Talak, Sunday ko rest, Monday ko next.By Lovelysms Team

Jise dil diya woh dilli

chali gayi, jise pyar kiya woh italy chali gayi, dil ne kaha khud kushi(sucide) kar le jalim, bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi !! By SP

ZINDAGI KI RAHOON MAY JANAY

KISAY KAUN MILA.. KISI KO HUM NA MILAY AUR KOHI HUMEIN NA MILA.By Frozen Tears

ISHQ KARNAY K B KUCH

AADAAB HOTAY HEIN.. JAGTI ANKHOON MAY B KUCH KHAWAB HOTAY HEIN.. HAR KOI ROO DAY YA ZARORI TU NAI.. KHUSHK ANKHOON MAY B SAYLAB HOTAY HEIN.By Frozen Tears

Husn wale khub wafaon ka

sila dete hain, Har mod par ek jakhm naya dete hain, Dost" is jahan mein koi apna nahi, Jab aag lagti hai to patte bhi hawa dete hain........By Meetu