Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

"A" ki Biwi "B", "B&q uot; ki

"A" ki Biwi "B", "B" ki Bhabhi "C", "C" ki beti "V", "V" ka dada "G" "G" ki biwi "K", "K" ki beti "T", To batao 'A" or "T" ka kya rishta hua? Reply only in 2 Minutes...

kya meri nak tedi hai.

ankhen mendki jesi hai. surat se besharm lagta hoon, pagal hoon akal nahi mujhe... phir kise ne aisa kiyo kaha meri surat tumse milte hai.............?

aansu mein naa dhundhna hame,hum

tumhe aankhon mein mil jaayenge,tamanna ho agar milne ki to band aankhon se bhi nazar aaenge.

Akaash ke taaron mein khoya

hai jahan saara,Lagta hai pyara ek ek taara.Un taaron mein sabse pyara hai ek sitara,Jo is waqt padh raha hai SMS hamara....

Ishq Mohobbat to sabhi karte

hain,Gum-e-Judai se woh sabhi darte hain.Hum to na ishq karte hain,Na mohobbat karte hain bas apno ki ek smile ke liye SMS karte hain!!!.

SORRY.... SORRY.... SORRY.....SORRY....Dont get confused

,Arey Baba SORRY means: S-Some,O-One Is,R-Really,R-Rememberinhg Y-You.....Have A wonderful day...

Arz kiya hai: Bahaar aane se

Arz kiya hai: Bahaar aane se pehle fiza aa gayi, ki bahaar aane se pehle fize aa gayi, Aur phool khilne se pehle..... .... bakri kha gayi

Agar Hum Na hote to

Gazal kaun Kehta? Aapke Chehare ko kamal Kaun Kahata? Yeto Karishma hai Mohabbat Ka, Warna Patthar ki Divar ko Tajmahal kaun kahata?

Kaash ham SMS hote, Ek

Klik mein tumhare paas hote, Bhale tum Hame delete kar dete, par kuch pal ke liye ham tumhare ehsas to hote...!

ALLAH, aapko TATA ka status,

AMBANI ki daulat, VAJPAYEE ka dhiraj,LADEN ki himmat, BUSH ki taqat, aur BILLGATE ki income de, AMEEN

dil hi kya jo milnay

ki dua na karay app ko bhoola kay geon khuda na karay rahay ga mera pyarr zindagi bhar tak yeh aur baat hai zindagi wafa na karay By kamran

Aaj raat theek 12 baje

ke baad---------------------1 baje ga.By Latif shaw

ek macher ki makhi say

ho gai shadi.. pahli hi raat start ho gai barbadi... macher becharay ki kismat hi khoti thi.. makhi MOSPEL laga kay soti thi...By Sidra

Tum Bin Kahi Qarar Na

AaeY To MaiN Kya KaroO .!! Har Pal Teri Yaad SataeY To MaiN Kya KaroO ..!! Surat MaiN Apni BhOOl GayE Tujh Ko Dekh Kar ..!! Her AaineY MeiN Tu Nazar Aaye To MaiN Kya KaroO ..!!By Luqi

pal pal intahan leti hai

jindagi roj naye sadme bhi deti hai jindagi fir bhi hum jindagi se sikwa kare kaise aap jaise log bhi to deti hai jindagi.By Satya

donon jahan teri mohabbat mein

har ke woh ja raha hai koi shab gham guzar ke weeran hai mae-kada khum-o-sagar udas hain tum kiya gaye ke rooth gaye din bahar ke ik fursat gunah mili woh bhi char din dekhe hain hum ne hausle parwardigar ke dunya ne teri yaad se be-gana kerdiya tughe se bhi dil-fareb hain gham rozgar ke By Luqman shah