Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Kabhi honsla bhi aazmaana chahiye,

bure waqt mein muskurana chahiye, jab 10 dino mein khujli na mite, to 11 ve din nahana chahiye

Jis din se juda vo

humse hue, is dil ne dharkna chor diya hai chaand ka mooh bhi utra utra, taaro ne chamkna chor diya

Kaun sa gham hai jo

yeh haal bana rakha hai, na to makeup hai, na baalon ko sajaa rakha hai, aur khama-kha cherti rehti hai yeh rukhsaaron ko, Tum ne zulfon ko bohut sar pe chara rakha hai

wen i go wrong ,

need ur hand 2 correct, wen emotions bust out, need ur hand 2 catch, wen i win, need ur hand 2 pat. in short "YA HATH MUJHE DE DE THAKUR"

Mushkil nahi hai Ishq ladana

,Us se bhi aasan nahi hai uska A Pyar pana ,phir bhi darte hai hum pyar karne se ,kyonki sabse mushkil hai usko bhulana

jab d@sti ki dastaan waqt

sunayega, humko bhi k@i shaks yaad ayega, tab bh@@l jayenge zindagi ke gam@n ko, jab aap ke saath guzra waqt yaad ayega...

Woh kahate hai hum se

ke aapka message churaya huwa hota hai, Woh kahate hai hum se ke aapka message churaya huwa hota hai, Yu to net par SMS ka khazana hota hai, Kuchch to kadar kar lo zalim, Aakhir selection to hamara hota hai

U may b out of

my NAZAR, but u not out of my DIL, u may b out of my reach but u not out of my SOCH. I may b KUCH BI NAHIN 2 u. But u'll always b SAB KUCH 2 me!!

Jab aap hanstay hain to

lagta hai k insaan kabhi bandar thaa! Aray aap to naaraaz hee ho gaey... jab aap naraz hotay hain to lagta hai k insaan aaj bhee bandar hai.! ha ha ha!

Wada karo par nibhana sikho, Chahat

Wada karo par nibhana sikho, Chahat dil me rakho par jatana sikho, u hi kisiko intejar na karvao, koi agar pyar se sms kar to reply dena sikho...

Kalam uthayi hai lafs nahi

milta, jisko dhoond rahein hain vo shaks nahi milta, Phirte hain vo zamaane ki talaash mein, bas humare liye unhe waqt nahi milta By kami4u

Dost ne dosti ke liye

dost ko bhula diya,Kya hua jo kisi aur ke liye aapne hame bhula diya, hum to wese bhi akele the, kya howa jo app ne hame ehsaas dila diya... By kami4u

Bewafa sanam se to cigarette

achi hai, Bewafa sanam se to cigarette achi hai, Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai By kami4u

ye jo kwasho ka prnd

he,ise mosmo se ghrz nhe,ye ure ga apne he moj me,ise ab de ya srab de,kbhe yu bhe ho tere rubro mye a ke ye keh skon,mere hsrton ko shmar kr mere khahisho ka hisab de.By Masood

yeh jo mere ankh se

lali nhe jate,tere yad se koe rat jo khale nhe jate,to jan bhe mange to hns kr tjhe de dien,tere koe bat jo tale nhe jate..By Masood

Hum aap ko itna yaad

kerte hain jitna aap hame yaad kerte hain.Firq sirf itna hai keh hum yaad kerke SMS kerte hain aap SMS perh ker yaad kerte hain By Masood

i miss u itna,u miss

me jitna,i miss u tabse,u miss me jabse,i miss u tab tak,u miss me jab tak,u miss me na janay kab tak,but i miss u murtey dam tak By Masood

Tum nahi aaye lekin,Tumhari yaad

chali aai hai.Kal tum hamare saath the, Aaj bas hum aur yeh tanhai hai.By mlasm

Dil mein tumhari tasveer,Aankhon mein

aasoono ke mele hai.,Tumhe kya battain,Tum bin kitne akele hain. By mlasm

HUM MAIN HI THI KOI

BAAT YAAD NA TUM KO AASAKE, TUM NE HUMAIN BHOLA DYA HUM NA TUMHAIN BHOLA SAKE...By mlasm

Sapno se dil lagane ki

aadat nahi rahi, har waqt muskurane ki aadat nahi rahi, ye soch ke ki koi manaane nahi aayega, ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi By mlasm