Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Sabse intelligent koun: TUM sabse smart

Sabse intelligent koun: TUM sabse smart koun: TUM sabse strong koun: TUM in sab me TUM se jyada koun: HUM Lekin duniya me sabse acche dost kaun: HUM TUM

Mere SMS ke charche jahan mein

Mere SMS ke charche jahan mein hone lage; log mere diwane hone lage, Khushnasib ho tum, jo tumhe SMS mila; jise nahi mila wo, mobile patak patak ke rone lage!

Ga saku apka nagma wo

saaz kaha se lau, suna Saku Kuch aapko, wo andaz kahase Lau, Yu to Chaand taroki tarif karna aasan hai,, Kar saku aapki tarif wo alfaz kahase lau...

Chandani ne Kaha ke tu

pyar kar... Shama ne kaha aankhen char kar... Gori ko cheda to boli muskarakar.. Abhi tu nadaan hai kuch intezar kar...!

Dil se Dil lagakar to

dekho, Hamari yaadon mein aansoo bahakar to dekho, SMS to kya call bhi karoonga, Ek baar mere mobile ka bill chukakar to dekho...

Unse Roj milne ko dil

chahta hai, kuch sunane aur sunune ko dil chahta hai, Tha kisi ke manane ka andaz aisa ke, first ruth jane ko dil chahta hai...

Is dil main yaadon ke

mele hain,Tum bin boht hum akele hain,Sub kush shor ker tum ko sms ker rahe hain,Dekho hum kitne wele hain.

Ugta hua suraj Dua de

apko. Khilta hua phool khushbu de apko, Hum to kuch dene ke kabil nahin, Denewala hazar khushia de apko By Jagdeep

Yaad mein teri aankhe bharta

hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi By Masood Ahmed

Wo Bewafa Hain To Kya,

Mat Kaho Bura Us Ko Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko

Hume Bhi Pyaar Karne Ka

Khayal Aaya,Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya, Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar,Kisi Ko Dhke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya By Masood Ahmed

TUM BIN JIYA JAE KAISSE

... TUM BIN RAHA JAE KAISSE... SADIYOON SE LANMBI HAIN RATAIN... SADIYOON SE LANMBE HAIN DIN .. AJAO AB LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAY AJA LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAYBy Masood Ahmed

shamma ro ro ke keh

rahie hai parwanno se keh mujhe romal la do meri nak bah rahie hai By Jawad

phool khiltay rahain zindagi ki

rah main hansi chamakti rahay aap ki nigah main kadam kadam pay milay khushion ki bahar aap ko Dil dayta hai yeh hi dua baar baar aap ko By Umer

Duaa se Qabal milay tughay

jo tu chahay K duaa ko khud taray haath ki zarorat hay.R.By Gurya

Koi khat nahi, koi khabar

nahi, aapko shayad rishte ki kadr nahi,hum to aapko yaad karte hai har sans ke sath, shayad aapko hamari sanson ki koi fikr nahi.By Baasha

tumein hum yaad rakhtay hain,Tumhari

yaad se dil ka nagar abaad raktay hain,Har lamha,har waqt tumhe saath raktay hain,suhani raat huti hai tumhari baat hoti hai,aur is se abaad ralktay hain By Haseeb Jalal

Allah(sw)ny ham ko 2 eyes

di hain,1 sy apni kharabian dykho or dosri sy dostoo ki achaian dykho.enjoy ur life By sajjad

Jin: kiya huqam hai aaqa...... Man:

Jin: kiya huqam hai aaqa...... Man: eik khubsurat larki peish karo..... Jin: aaqa main jin hoon koi 'dalla'nahi... Man: acha to phir dalla kahaan hai...? Jin: aaqa dalla is waqt mesg parh raha hai.... ha ha ha ha hooo ha ha By Manzar

Jeena terey piyar ne dobharr(mushkil)

kar diya... humein appney hi ghar se beghar kar diya...... balance bacha hi nahi jo tujh ko call kartey.... eik sms tha woh bhi teri nazarr kar diya... By Manzar

nasha hum karte haiN ilzaam sharaab

nasha hum karte haiN ilzaam sharaab ko diya jaata hai magar qasoor toh unka hai jinka chehra humein har jaam mein nazar aata hai. By masoodahmed