Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

H_M T_M No 1 is

complete without U nd FR_ENDSH_P will never b complete without I, So U & I have to be there for ever if u want HUM (,) and () Tum 2 b frndz

Na chaho kisiko itna ki

uski chahat tumhari majboori ban jaye. Chaho kisi ko itna ke tumhara pyar uski ZAROORAT ban jaye!

Kitne jaldi yeh mulakat guzar

jati hai, pyas bujhti nahi ki barsat guzar jati hai. Apni yaado se kehdo ki yu na aaya kare, neend aati nahi aur raat guzar jati hai.

tum achay ho ya mujh

ko achay lagtay ho.. chehray say udaasi door kero tum hanstay achay lagtay ho..

Sms to ekv bahana hai,irada

to aapka ek lamhe churana hai,aap chahe humse baat karo na karo ,phir bhi aapki yadoon mein hamara aana jana hai.

Aapko miss kiya ek heartbt

miss ho gayi, Phir miss kiya to yaad aaya ek kiss miss ho gayi, Socha ke ab miss na karu, To jana miss na kiya to samjho life miss ho gayi!

Hum aapke ghar zaroor aayenge,Har

pal aayenge,Har waqt aayenge,Har ghante aayenge,Din-raat aayenge,Aur ghanti bajakar bhaag jayenge....

Aap agar PAGAL ho to

SMS padte hi miss call kijiyega,MAHA PAGAL ho to SMS kijiyega,BEVKUF ho to call kijiyega....Aur agar teeno ho to chup rahiyega...

Mausam ki nazakat hai,Hasraton ne

pukara hai..Kaise kahe ki kitna miss karte hain Aap ko,Yeh SMS usi yaad ka ek ishara hai..

Kuch log thodi der karte

hain.... Kuch log 2-3 dafakarte hain, aur kuch saari raat karte rahate hain, tab jaakar hota hai.... unka... Mobile Charge...!

usse dekhnein ki jo lo

lagi usse dakh hi lain ga hum.Woh hazar aankh se door sahi woh hazarparda nasheen sahiBy haseeb jalal

saans tak nahin laita hain

hum tum ko soochtay waqt.Is kaam ko bhi hum ne kal per utha rakha hai.Rooth jate ho tu kuch aur haseen lagte ho.hum ne is liye tum ko khafa rakha haiBy haseeb jalal

jis samt bhi dakhoon lagta

hai k tum ho.aye jan-e-jahan yeh koi tum sa hai k tum ho.aye jan-e-faraz itni bhi toufiq kisse thi.humein gham-e-hasti bhi gawara hai k tum ho By haseeb jalal

karm karo ya sitm karo

hum gilla nahin karte.magar hum jaisa log dubara milla nahin karte.mila do hak mein hum ko magar itna khayal karna. hum jaisa log dubara milla nahin karteBy haseeb jalal

Duniya mein bahut gham mileinge

Sach mano achhe dost kam mileinge Jis mod par sab chhod jayenge saath tumhara usi mod par khadey ham milenge..By Tanveer Hussain

Lab khamosh hain aankhon se

baat hoti hai Aise hi mohabbat ki shuruwat hoti hai Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum Pata nahi kab din kab raat hoti hai By Tanveer Hussain

iss duniyaa ki bheed main

boohat say yaar milain gay hum kia hum say bhi achay hazaar milain gay inn achoo ki bheed main humay bhula na daina hum kahaan app ko baar baar milain gay By Tanveer Hussain