Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Ae mere sms mere dost

ke paas jaana agar wo so rahi ho to shor mat machana jab wo jaag jaye to dhere se muskurana aur kehna "......... I miss you yaar"

Mosquito Song : Bheege hont tere, Pyasa

Mosquito Song : Bheege hont tere, Pyasa dunk mera, Lage amrit sa, mujhe koon tera, Kabhi mere saath, Koi raat gujaar, Tujhe subah tak me suja dunga yaar.....

Suraj pass ho na ho,

Roshni aaspas rehti hai, Chand paas ho na ho, Chandini aaspas rehti hai, Waise hi aap pas ho na ho, aapki Yaadein hamesha paas rehti hai!

FOOL se FOOL ne FOOLon

ki FOOLwari me, FOOL k sath wish kiya,'U r the most beautiFOOL,wonderFOOL & colorFOOL amongst all FOOLS........!!!!!!!

hahahahahahahahahahahahah ahahahahihihihihihi hihi hihihihihihihihihihihihih ihi hohohohohohohohohoho hohohoho

hahahahahahahahahahahahahahahahahihihihihihi hihihihihihihihihihihihihihihihi hohohohohohohohohohohohohohohohokuch nahi yaar bas aapki sakal yaad aa gayi

Dil me basa hai pyar

tera, Ankhon mein basi hai tasveer teri, jab bhi aati hai yaad teri, Hum dekhte hai TOM & JERRY.

Dil mein ek shor ho

raha hai, bina SMS dil bore ho raha hai,Kahin aisa tho nahin ke ek pyara sa dost, mujhse door ho raha hai.

UR MY SWEET SONA, I

DONT WANT U TO KHONA, I WANT A PLACE IN UR HEART KONA, OTHERWISE I WILL START RONA.!!

aap hamari gali mein aaye..thora

sharmaye thora ghabraye...thora sa muskaraye phir zor se chillaye.... AALU CHHOLAY MASALAY WALAY !!!!

Aap jaisa DOST hame kuch

khas lagte hai, maam mein har waqt hum ek aas rakhte hain, jaane kab aajaye SMS aapka, isliye MOBILE ko hamesha DIL ke paas rakhte hain!

Chorh diya hamara sath to

koi gam nahi. Bhul jayenge aap hume, bhulne wale hum nahi... Aapse mulakat na ho pai to koi baat nahi, aapki ek yaad mulakat se kum nahi By Tanveer Hussain

Log kahte hain ki hame

aadat hain muskurane ki, Vo kya jane, Ye bhi ek ada hain gam chhupane kiBy Tanveer Hussain

Chand se pyari chandni, chandni

se bhi pyari raat Rat se pyari zindgi, aur zindgi se bhi pyare aap....By Tanveer Hussain

tujhe dekhe bina teri tasveer

bana sakta hoon tujhe mile bina tere haal bata sakta hoon hai meri mohabbat main itna dum ke apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon By Tanveer Hussain

koi gila na koi shikwa

rahe aapse ye aarzoo hai ek silsila bana rahe aap se bas ek baat ki umeed hai aapse khafa na hona agar hum khafa rahain aap se By Tanveer Hussain

Dil main ajeeb sa shor

ho raha hai, bin sms dil bohat bor ho raha hai, kahen aesa tu nihin ke pyara sa dost hum se dur ho raha hai. By Mukhoji

"A" ki biwi "B", "B"

ki bhabhi "C", "C" ki beti "V", "V" ke dada"G","G" ki biwi "K", "K" ki beti "T", to batao "A" Aur "T" ka kya rishta hai....By Krish Chhadwa

"DIL BHI KYA CHEEZ HEY

HUM TO ROH MA UTAR JATAY" "TUMNA CHAHA HI NAHI CHAHANAY WALOON KI TARAH" By Libra 2

HO AGAR AHSAAS TO ZARA

KIJIYAIN MAHSOOS" "HAR BAAT KA IZHAR ZAROORI NAHI LAB SE"By AHMED'S UZMA

Yaado me na Dhundo Hame,

Dil me bas jayeenge, milne ki tamanna ho agar DIL me MOBILE ON karo, Hum to INBOX me hi mil jayenge By Suraj