Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Chand lamhoon ki zindagi hy,

Nafratoon sy jeya nahi karty, Lagta hy kah dushmanoon sy guzarish karni patry gi, Koun kah dost to yaad keya nahi karty,kk - 03452285543

Duaoon ki bheetr main aik

dua hamari bhi sun ly, kah ay dost tu apni manzil ko paye, Agar teri manzil main andheera aa jaye, To rooshni ky ley khuda ham ko jalaye,kk - 03452285543

Aapki aisi baatein hume pagaal

banati hai hum hosh main aayen kaise ye koi jadu jagati hai na rehta hai dil kabu main na hi saans kabu aati hai teri aankhon main dekh ke humhe haya aati hai adilmehboob0321 4870654

Mahek zindagi se kam nahi

hoti ,mahobat se zindagi kam nahi hoti, Sath zindagi me dost ka ho agar , to zindagi jannat se kam nahi hoti adilmehboob0321 4870654

Ho ker Zameen Ki, Aasmaan

Ki Chaah Kyun Karoon Main Tujh ko Paanay Ki Tamanna Kyun Karoon Mujh ko Khabar Hai Judai Tarpayegi Tujhe Har Pal Is hi liye Bata de Main Tujh se Wafa Kyun Karoon Aman Ko Mere Chot Lagay gi Gar Tu Na Mili Mujhe Tujhe Apna Bana ne Ki Phir Dua Kyun Karoon Teri Masoomiyat Ko Rab Ne Banaaya Hai Mohabbat Ke liye Tujhe Na Chahne Ki Phir Main Khata Kyun Karoon Farishtay Bhi Tadap Jaatay Hain Jab Teree Aankh Se Ashk Chalaktay Hain Yeh Dard Tujhe De ker Main Koi Gunnah Kyun Karoon Teri Meri Qismat Ki Raahain Hain Judaa Judaa Main Phir Tera Banjanay Ki Aarzoo Kyun Karoon Meri Hathoon Ki Lakiroon Mein Nahi Hai Naam Tera Main Tera Naam Apne Naam Se Milanay Ki Justajoo Kyun Karoon Meri Baatain Tere Dil Mein Hamesha Bass Jaati Hain Is Baat Ki Khabar Rakh Kar Main Koi Guftagoo Kyun Karoon Batoon Batoon Main Benaam Fasaanay Banjaate Hain Aur Aisi Adhuri Kahaani Ko Main Shuroo Kyun Karoon J oo Bhi Jazbaat Hai Dil Mein Dil Tak Mehfooz Hain Yeh Bataoo Ke Main Unka Zikar Dubara Kyun Karoon Mana Ke Mohabbat Bhari Nazar Dil Par Gehra Asar Karti Hai Usay Pyaar Se Dekh Ker Us Par Koi Jaadoo Kyun Karoon Mere Liye Yeh Mumkin Nahi Ke Main Tera Banjaoun Kabhi Lekin Main Tujhse Mohabbat Ka Izhaar Kyun Karoon Itna Dukhaaya Dil Ko Tunay Mere, Itna Rulaaya Hai Mujhe Sub Kuch Sahoon Phir Bhi Tujhse Bay intiha Pyaar Kyun Karoo...adilmehboob0321 4870654

Utha kay haath Khuda say

bas maangi yahi dua Naseeb hon khushiyan tumhain tum khush raho sada Tum ko rahat milay , tum ko chahat milay Tumhain saray jahan ki muhabbat milay Jahan main sab se hon achay tumharay naseeb Koi dukh kabhi bhi na aaye qareeb tumharay Dil ki har aarzooo poori Khuda karay Tumhain chahnay walon ko kabhi bhi na juda karay Mil jayen tum ko meray bhi naseeb ki khushiyaan Dua hay bad tum ko kabhi gham na milay yahan adilmehboob0321 4870654

Aray Kun Har Bar Har

Ahat Pay Rotay Ho! Bicharnay Walon Ki Kun Chahat Pay Rotay Ho! Gar Tumhay Maloom Ho Kabhi Raz-e-zindagi! Sub Kuch Pa Kay Bhi Tum Pass Apnay, Kun Rotay Ho! Mahfila-e-doran Say Uth Kay Yun Chalay Gay Saghar! Ashk Bar Ho Kun, Tum Zar Zar Kun Rotay Ho adilmehboob0321 4870654

Kisi dhatrkty dil ky peechy

zaroor koi baat hoti hy, Kisi uddas dil ky peechy kisi ki yaad hoti hy, aap ko pata ho na ho aap ki khushi ky peechy hamari dua hoti hy, kk - 03452285543

APNI TANHAI MAIRAY NAM PAY

ABAD KARAY! KOUN HO GA JO MUJHAY US KI TARHA YAAD KARAY! APNAY QATIL KI ZAHANAT SAY PRESHAN HUN MAIN! ROOZ IK MOUT NAY TARZ KI EJAD KARAYadilmehboob0321 4870654

Maana K Bhul Jana Aap

Ki Fitrat Hi Sahi Magar Humein Bhul Jana Aap Ki Kismat MeiN Nahi Agar Yaqeen Naho To Aazma K Dekh Lena Apny Aap Ko Bhul Jaaoge Par Humein Nahi.. Humein Jab Kabhi Khushi Mehsoos Ki Hain Har Kadam Pey Aap Ki Kami Mehsoos Ki Hain adilmehboob0321 4870654

Sab jaan ke bhi mujhse

vo bhulaya na gaya uske diye pyar ka koi bhi nishaan mitaya na gaya chaha bahut maine ki dafan kar dun uski sab yaadein vo tuti hui chudi vo barsaat ki raatein, vo aaine pe lipstik ka nishan vo mahobaat ki baatein mujhse mere hi dil pe ye juram dhaya na gaya koi yaad uski na hi apni hateli se uska naam mitaya na gaya adilmehboob0321 4870654

din raat aanhein bherte ho

yaad me par mohabbat ka izhaar kyun nahi kerte? nazer se nazer takraati hai har baar chaah ker bhi aankhen chaar kyun nahi kerte? poocho hum se bhi hamare dil ke haalaat ankhon me chupe pyar ka aitbaar kyun nahi kerte adilmehboob0321 4870654

Panchi ki tarhan khuli fizaaon

mein mein bhi urna chahati thi magar meri yeh tamanna poori nahin huwi hawa toh chalti rehti hai zindagi bhi chalti rahegi jaise chalta hai jonkha hawa ka.!!!adilmehboob0321 4870654

Meri deewangi ko galatna samajhna, maine

Meri deewangi ko galatna samajhna, maine chaha hai tumhe hadh se badhkar , meri zindagi se kabhi dur na jana, maine paya hai tumhe kismat ki lakeeron se ladhkar adilmehboob0321 4870654

Hum to har ek ko

apna kar rishta banate gaye Jahan Jahan se Guzre apni yaad chodte gaye Par kismat ka likha bhi ajeeb hai. Gunehgar koi aur hum saza paate gaye adilmehboob0321 4870654

Bikhri hy meri zaat us

ko kah dena, Kabhi mily to yah baat usy kah dena, Woh sath tha to zamana tha hamsafar mera, Magar abhi koi nahi hy sath usy kah dena,kk - 03452285543

Ho dour tum kuch pal

ky ley, Dour rah kar bhi kareeb ho har pal ky ley, Kesy yaad na aaye aap ki ik pal ky ley, Jab dil main ho tum har pal ky ley,kk - 03452285543

ek tu teri awaz yaad

aye ge teri kahe hui har baat yaad aye ge din dhal jaye ga raat yaad aye ge har lamha pehli mulaqat yaad aye ge Fatima

Salam arz hai. Jawab karz

Salam arz hai. Jawab karz hai. Dena farz hai. Nadena marz hai. Na koi karz hai. Bas etna arz hai... Kaisay hai Aap??? (To Honey) Sam 03459129932

Ab umar ho gayi hai

dil ki kitaab mein, kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha, Jazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein, ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha Sam 03459129932

Pyar Karnewalon ki kismat kharab

hoti hai, Har waqt inteha ki ghadi sath hoti hai, Waqt mile to rishto ki kitab khol ke dekh lena, Dosti har rishtey se lajawab hoti hai Sam 03459129932

Daulat Aur Sohrat sabke Pas

Hai, Khushiya Aur Ghum Sabke Naseeb Mein Hai, Pyar Aur Nafrat Sabke Dil Mein Hai, Par Khush-naseeb Hai Hum kyonki Tum Jaisa Dost Hamare Pas hai Sam 03459129932

Ek ajnabi se mujhe itna

pyaar kyon hai, Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai, Use pana nahi meri taqdeer mein shayad, Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai.Sam 03459129932

Na aana usse leke mere

janaze mein, Meri Mohabbat ki tauhin hogi, Main 4 logon ke kandhe pe hounga, Aur meri jaan paidal hogi Sam 03459129932

Suna hai asar hota hai

baaton mein, Aap bhi bhul jaoge Do-Chaar mulakaton mein, Lekin humse bachkar kahan jaoge, Aapki dosti ki lakeer hai mere haathon mein Sam 03459129932

Ankho me aansuo ko ubhar

ne na diya, Mitti ke motiyo ko bikhar ne na diya, Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan, Us raah se kisi ko gujar ne na diya Sam 03459129932

Rukta bhi nahi, theek se

chalta bhi nahi, Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi, Is umar key sehra say teri yaad ka baadal, Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi,Sam 03459129932

Har phool ki ajab kahani

hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai, lagta hai dil ka ek tukra aaj bhi uske paas hai.,Sam 03459129932

Suraj paas ho na ho,

Roshni aaspaas rehti hai, Chand paas ho na ho, Chandni aaspaas rehti hai, Waise hi aap paas ho na ho, Apki Yaadein hamesha saath rehti hai!,Sam 03459129932

Waade bhi dost ne kya

khub nibhaye, Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye, Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi, Maut se pehle hi dost kafan le aye ,Sam 03459129932