Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Hum ny tum sy tumheen

manga or tum muskura diye tum yeh bhe to keh sukty thy k meri jaan bhalla apni cheezen bhe mangijati hain Shani 03336362545

D:- dastak bhi na de O:-

D:- dastak bhi na de O:- or apna banale S:-sanso ma base jo T:-takdeer jo sanware I:- is riste ko kehte hain dosti D O S T I shano

sadiyoon se hoton pe pyas

thi aaj samunder dekha to pee gay paida hote hee marne ki tamana thei par tujhe dekha to jee gay Mahadev

Yun to milna na hua

humara tumsey,palkon mein aakar khwab thoda to sja detey! Humney inkar kiya tha sarey-aam milney ko per khwabo mein aakar to mil letey!! A.B. Luv Monika

bheer main khud ko tanha

masoos kerta hoon.tu pass nahi phir bhi tum ko apnay pass pata hoon.tere bina jeena ho tu mar jana chahta hoon.her pal teri sansoo main teri sochoo main rehna chahta hoon. Zia RYK 03344460401

Fursat ka ik lamha jab

tumhaye milay. tu sochna iss kheyaal se hamey. koi tumhaye chahata hai dewangi say. jess ki sochoo main hoo tum hamessha say. Zia RYK 03344460401

aankhon say behtay askq nahi khoon-e-jigar

aankhon say behtay askq nahi khoon-e-jigar rawani hai kuch teri bewafaii ki kuch wafa ki meri kahani hai adilmehboob0321 4870654

muddatoN baad vo soorat jo

dikhaaee dee hai dil kee dhaDkan mujhe aaNkhoN se sunaaee dee hai shaam se jaag rahee haiN vo nidaasee aaNkheN Doobte chaaNd ne khiDkee se baDHaaee dee hai us janam meiN bhee mulaaqaat kee ummeed naheeN is janam ne to janam bhar kee judaaee dee hai hamne pehle bhee ye KHwaaboN ka safar dekha hai dhoop itnee thee ke sehra ne duhaaee dee hai adilmehboob0321 4870654

Bikhari hui zulfon ko girahgeer

bana lo Rakhna hai mujhe qaid to zanjeer bana lo Kagaz pay lakeerain to bohot kheech li tumne Ab sab ko mila kar meri tasveer bana lo adilmehboob0321 4870654

Tu kahin bhi rahe sar

pe tere ilzaam to hai tere haathon ki lakiiron mein mera naam to hai ....... Mujhko tu apnaa bana ya na bana teri Khushi tu zamaane mein mere naam se badnaam to hai ..... Mere hisse mein koi jaam na aayaa na sahi teri mehfil mein mere naam koi shaam to hai .... Dekh kar log mujhe naam tera lete hain is pe main Khush hoon muhabbat ka ye anjaam to hai ..... Woh sitamagar hi sahi dekh ke usko "Adil" shukr is dil-e-bimaar ko aaraam to hai adilemhboob0321 4870654

Kaun kehta hai mohabbat ki

zuban hoti hain... Yeh haqeeqat to nigahon say bayan hoti hain Woh na aaye tou satati hai khalish see dil ko... Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hain Rooh ko shaad karey dil ko jo purnoor karey... Har nazaaray mein yeh tanveer kahan hoti hain Sabt-e-sehlaabay mohabbat ko kahan tak rokay... Dil mein jo baat ho aankho say ayaan hoti hain Zindagi ek sulgati see chita hai `Sahir'... Shola banti hain na yeh bhuj kay dhuaan hoti hain Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hain Yeh haqeeqat to nikhaon say bayan hoti hain adilemhboob0321 4870654

Jab Se Hua Hai Woh

Khwab Ki Tarah Zindagi Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah Khushbu Ke Kalam Se Shayad Likha Tha Usne Khaut Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah adilemhboob0321 4870654

Chehrey Per Banawat Ka Gussa, Aankhon

Chehrey Per Banawat Ka Gussa, Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai, Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai adilemhboob0321 4870654

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte

Magar Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah Mast Nazron se dekh lenaa tha Agar tamanna thi aazmane ki Hum to behust youn hi ho jaate Kya zaroorat thi muskurane ki adilmehboob0321 4870654

Ek Naam Kya Likha Tera

Saahil Ki Rait Par Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi adilmehboob0321 4870654

Dhoondhta Phirta Hoon Main Logon

Main Shabahat Uski Ke Woh Khwabon Main Bhi Lagti Hai Khyalon Jaisi adilmehboob0321 4870654

Raste Main Gire Hain Phool,

Uthata Hai Koi Koi Muhabbat Karte Hain Sabhi, Nibhata Hai Koi Koi adilmehboob0321 4870654

Pyar ka izhaar kar do Ab

Pyar ka izhaar kar do Ab hum say nahi raha jaata Likh ker hi iqraar ker lo Agar hothon pay nahi aata adilmehboob0321 4870654

Tumhain Dil Main Basaye Rakhta

Hoon, Aur Duniya Ko Bhulaye Rakhta Hoon Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye Apni Nazar Jhukaye Rakhta Hoon adilmehboob0321 4870654

Apne Aagaaz Se Aaaj tak

Zindagi Teri Hi Yaad Main Gum Rahi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai Jaise Chaahat Meri Kam Rahi adilmehboob0321 4870654

Raat Ko Jalte Diye bhi

Din mai Bujh jaya Karte Hai Aur ek hum hain jo ki Tere Pyar Me Din Raat Jala Karte Hai adilmehboob0321 4870654

Senay main Dil, Dil Main

Dard, Dard main Nasha, Nashay main Mithas, Mithas Main tishnagi, Tishnagi main aarzoo, Arzoo main Hasrat, Hasrat main umeed, Umeed main khayal, Khayal main tasvur, Tasvur main tasveer, Tasveer main Tu, Tugh main ada, Ada main wafa, Wafa mai Shokhee, Shokhee main Shrarat, Shrarat mai ghusa, Ghusay main Banawat, Banawat main Apnayat, Apnayat main chahat, Chahat main khloos, Khloos mai pyar, pyar main ibadat, Ibadat main Khuda, Khuda say dua,Dua main Sirf Tum "SADA KHUSH RAHO......" Anees

Hichkiyon se ek baat ka

ehsaas hota hai, ki shayad koi hume yaad to karta hai, Milne na aaye to kya hua, hum par char lamhein barbaad to karta hai !! smarty

husn ko chand jawani ko

kanwal kehte hein. . . . shaks ho tumhare jaisa to usay chawal kehte hein. don't mind vicky maery 03007313146 to vicky

tu na mil hum har

pal ro lein ge tu so ja kabhi hum bhi so lein ge sukh na sahi dukh to dia he tu ne dukh se he dard-e-dil dho lein ge sadia ghafar khan 03007313146

me ne yad kia to

dukh dia he bhool gaiya tu to ye kia sukh dia he? damun bachaa k katra jate ho wafa ka ye kon sa rukh kia he? : maery 03007313146 to sadi khan

hume nahi jeena hamara seena

chak kar dalo hume murna he hamein zair-e-khaq kar dalo hum ne dil bhi kisi bewafa ko dia he shareek roh ne zakham bhi dard-e-dil dia he MAERY (0300-7313146) to rozy

Wafao ki Hum se Tawako

nahi hai, Magar ek bar Aazma kar to Daiko... Zamanay ko Apna bana kar to Daika, Hamay bhi TUM apna bana kar to Daiko... Hamesha hue daik kar MUJ ko barham, Kisi din zara Muskura kar to Daiko... Satatay ho din rat jis tarha MUJ ko, Kisi gair ko yu sata kar to Daiko... Tumhay DIL LAGI bhool jani paday gi, Muhabat ki Raaho main Aakar to Daiko... Tarapnay pe meray na pir TUM haso gay, Kabhi DIL kisi se laga kar to Daiko...Sam 03459129932

Hmaray pyar mai dum ho

itna k dil tera hoo dhakan meri hoo,phol mai hoon khushbu tu hoo,Ankhin teri hoo nazara mera hoo , jism tera hoo rooh meri hoo, dukh tujhay hoo ansoo mere nikely , sansay teri tukay moout meri hoo , I love U , Ali - 03214092668

kuch lamhey zindagi key kardo

mere naam kuch pyar key alfaz sunlo meri jan i love u amra