Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

khush naseeb hain app kay

hum apki dosti ko itni shidat say chaty hain..warna hum tu woh shakhsiat hain jo khuab main bhi appointment say aty hain sami

teri hayat ka har lamha

shadman guzry, bahar sajda kary to jahan jahan guzry, khuda naseeb kary tujhko zindagi ki har khushi, tu surkhru ho k jab koi imtihan guzry.Adil

chale ja sms ban kay

gulab ho gi sachi mohabbat to aye ga jawab agar na aya jawab to mat hona udas samaj lena kay waqat nhi ha hamare liay un kay pas. Shaeryar 09998126881

Na jane gharwali kaisa roop

le kar aayi thi, Dil aur dimaag par kaali ghata chhayee thi, Saans bhi lete hain to unhi ka khayal hota hai, Ab har samay zehan mein ek hi sawal hota hai, Kya kabhi woh din laut ke aayenge, Hum ek baar phir kunwaare ban paayenge . Osman +92 (0) 345-4566641

kisi se milny ko dil

karta hai,kuch sunny sunany ko dil karta hai,kisi k manany ka andaz aisa ke bar bar roth jane ko dil karta hai. shobi

Arz kiya hai:- Na jarurat hai

Arz kiya hai:- Na jarurat hai sitaron ki, na jarurat hai faltu yaron ki, baas 1 dost chahiye aap k jaisa, jo waat laga de hazaron ki..Chetan 9988270747

Dil Tod Diya Kyon Itna

Bata De Phir Baad Mein Bewafa Jo Chaahe Mujhko Saza De Teri Berukhi Se Pareshaan Hoon Mein Na Aaye Samajh Mein Yeh Kya Maajra Hai 03456734615 saima javed

AGER MAIN THAK HAAR GIA

HON, KIA JHAGRA TAQDEER K SATH, JANE KIA KIA BATAIN KI, AAJ TERI TASVEER K SATH, AB TO MUGH KO YON LAGTA HAI, JIS KO DEKHON TO LAGTA HAI, DIL KO APNAY HATHON BANDHA, ZULFON KI ZANJEER K SATH...bye abid 03344184724

her roz un ka deedar

hota tha wo din bara khusnasseb hota tha ati hain yaad adayein un ke jab b ankhoon main tanhai ka alam hota tha abid 03344184724

KISI BHE RAH PAR HUM

TUJHE KHONE NAHIN DAIN GE, JUDA HONA BHE CHAHO HONAE NAHIN DAIN GE, HAR RAAT TUGHAY AAYE GI MERI YAAD, AUR US YAAD K PAL TUGHE SONAY NAHIN DAIN GE.BYE ABID 0334-4184724

Manzilon ki har ik sada

aap k naam, Mohabaton ki har ik ada aap k naam, Payar bahari har ik nigah aap k naam, Aur labon se nikalne wali har ik dua, aap k naam abid

JIS SUBAH DILME TERI YAAD

NA AAYE, KHUDA KARE AISI SUBAH NA AAYE, MUMKINHI NAHIKI AFSANA LIKHU DOSTI KA AUR USME TERI NAAM NA AAYE, sayalisalih +919895137022

Kaise bataaoon main tumhe Tum dhadkanon

Kaise bataaoon main tumhe Tum dhadkanon ka geet ho Jeevan ka tum sangeet ho Tum zindagi tum bandagi Tum roshni tum taazgi Tum har khushi tum pyaar ho Tum preet ho manmeet ho Aankhon mein tum yaadon mein tum Saanson mein tum aahon mein tum Neendon mein tum khwaabon mein tum Tum ho meri har baat mein Tum ho mere din raat mein Tum subaah mein tum shyaam mein Tum soch mein tum kaam mein Mere liye paana bhi tum Mere liye khona bhi tum Mere liye hasna bhi tum Mere liye rona bhi tum Aur jaagna sona bhi tum Jaaoon kahin dekhoon kahin Tum ho vahan, tum ho vahin Kaise bataaoon main tumhe Tum bin to main kuch bhi nahin 03212126457 roma khan

Durakht ke paymane pe chilman

E husn ka furkat se sharmana... Ye line samajh me aaye to mujhe zaroor batana 03456734615 saima javed

Woh Ladki Kitni Pyaari Thi,

Jis Ko Aankh Maari Thi Woh Sendal Kitni Bhaari Thi, Jo Us Ney Sar Per Maari Thi 03456734615 saima javed

Bewafa Tum Ho To Wafadaar

Hum Bhi Nahi, Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi, Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho To Kya Hua Darling...Kunware Hum Bhi Nahin! 03456734615 saima javed

Ek Ladki Ko Dekha To

Aisa Laga Doosri Ladki Ko Dekha To Vaisa Laga Jab Dono Ke Joote Lage...To Ek Jaisa Laga!!! 03456734615 saima javed

Bey Aetibar waqt pe Jhunjla

k ru diye. Kho ker kabhi use tu kabhi pa k ru diye. Khushiyan hamare pas kahan mustaqil rahin. Bahir kabhi hanse tu ghar aa k ru diye.FATEHUDDIN

koi ho baat na dil

se lagana, ager apna samjho to hi batana, bhool ho hm se to samjhana, samjo jo haq to jatana, ki hai jo dosti to dil se nibhana MUHAMMAD ATIF 03009495309 / 03214246309

tumhari bhavnaoon ko na samjhen

to kahan jaaen, tum hi tumnajar aao kahi bhi hum chale jaaen, hume maulm hai tum hami se pyar karti ho, sabhi ki ugliyaan utthen batao hum kahan jaaen mudit(09362966657)

Kia khabar tum ko dosti

kia hai.. Ye roshni bhi hai.. andhera bhi hai.. Khwahishon say bhara jazeera bhi hai.. Bohat anmol ek heera bhi hai.. Dosti ik haseen khwab bhi hai.. Pass say dekho tou sarab bhi hai.. Dukh milnay pe ye azab bhi hai..MUHAMMAD ATIF 03009495309 / 03214246309

ain ankhoon main udasiyan to

buhat magar honto per muskrahat ko ja rkha hai kash koi hmary dil ki gehraion ko samjhy hum ne khud ko khud he main chupa rkha hai MUHAMMAD ATIF 03009495309 / 03214246309

KHAFA NA HONA MEIN KHWAB

HU TERA,JUDA NA HONA MEIN SAZ HU TERA ! ZINDGI HAI JARA SI MERI, PER HATHON MEIN LIKHA HAI NAAM TERA !! A.B. TO MONU

AAJ DEKHA KI AANKHEN BHI

BOLTI HAI,AAJ JANA KI HOTH BHI MACHALTEY HAI !VO TASVEER NAHI THI ZINDGI THI MERI,JISKEY LABON PER KHILEY TILON MEIN CHUPI THI AARZOO MERI !! A.B.

KISI KA CHEHRA GHOOMTA HAI

AANKHON MEIN MERI,KSEY PALKON KO KAHUN KI KHAMOSH RAHO ! SUKOON MILA HAI ARSEY SE INHEY, KESEY DHADKANO SE KAHUN KI DHIREY CHALO !! A.B.

MUSKARAHTEY BHEJTI HO TUM MITA

KAR APNEY HOTON KI HANSI,PER APNEY LABON SE KYA JABAB LU JISNEY CHURAI HAI KISI KI DHADKANO KI HANSI ! ABB NA CHINUGA TERY DAMAN SE KHUSIYAN, TERY DAMAN MEIN HI HOGI MERI JANNAT, MERI DUNIA !! A.B.

meri wafa ke qabil nahiN

ho tum pyar mile aise insaaN nahiN ho tum dil kyon tum par aitabaar kare pyar main dhoka de aise bewafa ho tum...Deepu 09847774000

Dil ko pata Tha woh

zarur Aayegi, Dil ko Pata Tha Woh zarur Aayegi.... Par kabhi Socha Na Tha ki... Surprise me KAMBAKHT Apna Husband Bhi saath Layegi... 03002711588 SaaMer

Jab yaad tumhari ati hai

hum muskura latye hain,kuch pal k liye har gham bhula datye hain,kaisye bheeg saktien hain aap ki palkain,aap ki k hisey k ansoon jo ham baha letye hain. asif

Umar ki Raah Mein Insaan

Badal jaatein Hain, Waqt ki aandhi mein tufaan badal jaatein hain, Kasoor mera nahi , AE parda Nashien !! Husn ko Dekhkar Imaan badal Jatein hain adilmehboob0321 4870654

Is kadr hum zindagi ko

manane nikle, uski chaahat ke hum pagal deewane nikle, jab bhi use DIL ka haal batana chaha, to uske hoton se waqt ne hone ke bahane nikle Nidhi

tum achay ho ya mujh

ko achay lagtay ho.. chehray say udaasi door kero tum hanstay achay lagtay ho..Razi

Tarap k dekhoo kisi ki

chahat main, Tu pata chale INTAZAR kya hota hai, Yuhi mil jaye koi bina chahay, Tu kasay pata chalay ga k PYAR kya hota hai. Manuu 03455885154

TEREY DAMAN MEIN BUS JANEY

KA KHWAB HAI MERA,APNI DHADKANO KO TERI SANSO SE MILANEY KA ARMAAN HAI MERA ! YE MUMKIN NAHI PHIR BHI MONU APNEY JISM SE TERY BADAN KO CHAPNEY KA KHWAB HAI MERA !! A.B TO MONU

Tujhe bhoolkar bhi na bhool

payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum..AJNABI

Macchar ne jo kata... dil

main mere junoon tha. Khujli hui itni... dil be sukoon tha. Pakada to chod diya yeh soch kar ki.... sale ki ragon main apna hi khoon tha ! 03212126457 roma khan