Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

KHADAK SINGH KE KHADKANE SE

KHADKATI HE KHIDKIYA, AUR KHIDKIYO KE KHADAKANE SE KHADAKTA HAI KHADAKSINGH- SUDHIR BHATNAGAR (Copyright www.lovelysms.com)

kuch dhago say bandhi zangeere.Kuch

Mohabbat say boone rishte.Yaad rakhna tum teen lafz mere "MAIN AAON GA" faqat lene tumhe. Haseeb 0345-3132659 (Copyright www.lovelysms.com)

Abhi shaadi ka pehla hi

saal tha, Khushi ke maare mera bura haal tha, Khushiyaan kuchh yun umad rahin thi, Ki sambhale nahi sambhal rahi thi..

Subah subah madam ka chai

le kar aana Thoda sharmate huye humein neend se jagana, Wo pyaar bhara hath hamare baalon mein phirana, Muskurate huye kehna ki.. Darling chai to pi lo, Jaldi se ready ho jao, Aap ko office bhi hai jaana.

Gharwali meherban ka roop le

kar aayee thi, Dil aur dimag par poori tarah chhayee thi, Saans bhi lete they to naam usee ka hota tha, Ik pal bhi door jeena dushwar hota tha..

Subah subah madam ka chai

le kar aana, Table par rakh kar zor se chillana, Aaj office jao to munna ko School chorte hue jana........ ......

Suno ek baar phir wohi

awaaz aayi, Kya baat hai abhi tak chhodi nahi charpayee, Agar munna late ho gaya to dekh lena, Munna ki teachers ko phir khud hi sambhaal lena..

Na jane gharwali kaisa roop

le kar aayi thi, Dil aur dimaag par kaali ghata chhayee thi, Saans bhi lete hain to unhi ka khayal hota hai, Ab har samay zehan mein ek hi sawal hota hai..

Kya kabhi woh din laut

ke aayenge, Hum ek baar phir kunwaare ban paayenge Tumhari yadoon ko rok pana hai mushkil, rote hue dil ko manana hai muskil, ye dil apko kitna yaad karta hai, (Copyright www.lovelysms.com) ek sms main likh pana hai mushkil... PRINCE DEEPAK KUMAR SONZAI

chaloo ik faisla kar lain

k ab nahi milna akely main na mehfil main khwaboon main na khyaloon mian tumhain milna nahi hota to aakar Q sataty hoo aghar milna nahi hota to aakar khwaboon main satana bhi nahi acha isi khati to kehta hoo chaoloo ik faisla kar lain k ab jab bhi bahar aye kitaboon main phool tum mat rakna k jab mosum badalta hay to kitaboon ky sokhy phool bohut barbad karty haan jinhain hum bholna chahain usi ko yad karty han isi khatir to kehta hoon chaloon ik faisla kar lain waqalat tum bhi karty hoo dalelain tum bhi dety hoo magar ab aysa mat karna kisi k sar laga ilzam harf-e-bewafai ka ab un main tum bi shamil hoo isi khatir to keta hoon chaloo ik faisla kar lain(Copyright www.lovelysms.com) 03458344470 Bilal (Qta) 03458344470

husrateen bya kyas hoti hian. soortain

husrateen bya kyas hoti hian. soortain ghum shanas hoti hian. jin ko honton pay ho hasi aksar.(Copyright www.lovelysms.com) unki ankheen udas hoti hain. Zaibo (0333-6572912/0321-7602322)

Es Dil ka kaha mano

ek ehsan kardo ek benaam si muhabat mere naam krdo mere zaat pe fakat itna ehsaan krdo(Copyright www.lovelysms.com) ek subah ko milo or sham krdo Zaibo (0333-6572912/0321-7602322)

dosti shayd zindage hoti hai jo

dosti shayd zindage hoti hai jo har dil main basi hoti hai waise to je lete hain sabhi magar(Copyright www.lovelysms.com) phir bhi zaroorat inki sabhi ko hoti hai Zaibo (0333-6572912/0321-7602322)

na shikaytien na gila karay

koi asa shakes howa karay ..jo mera liyay saja karay ..bass mojhi say batyien kiya karay...kabhi roye jaye woh baypanah..kabhi bay tahasha odass ho..kabhi chopkay chopkay dabay qadam meray peechay aa ker hansa karay .mien taweel safar mien hoon agar meri wapsi ki dowa karay ...na shikaytien na gila karay koi asa shaks howa karay ... for AMIR .From Ashee(Copyright www.lovelysms.com)

phir ek baar dil tota

sa lage ga. har apna ajnabi sa lage ga. chahe hoga sab kuch mukamal laiken.(Copyright www.lovelysms.com) ek bar phir kyu adhora sa lage ga. Zaibo(0333-6572912/my own)

Dawa ye ker gia woh

chahnay wala koi hum se kheta tha kabhi nahi hoo ga juda woh hum se .(Copyright www.lovelysms.com) char pal bhi saath na nibhaya kia gila uss bewafa se.Zia RYK 03344460401

aik ajnabi hon saath humsafer

ke kessi mor per ruka jana chahta hoon. zendagi main kessi manzel ko apni manzel bana lena chahta hoon Zia RYK 03344460401

hum duniya se kuch jauda

nazer aana chahtay hai. na chahtay hoye bhi hum app ko her pal yaad anna chahtay hai. zendagi ke her mor per tumharay saath rehna chahtay hai.(Copyright www.lovelysms.com) bass ik dil ki tamna hai her pal app ke dil main rehna chahtay hai Zia RYK 03344460401

rab se dua kerte hain

k mera dosto ko khosiyon ka sansar mile aur jo mujhay ms nahi karta unha apni girlfriends se sister jaisa pyar mila(Copyright www.lovelysms.com) waqas 03212757704

dil main chubhi hai sui,(Copyright

www.lovelysms.com) oui oui oui oui oui oui hardyboy03214581372

Jate -jate wo koi acchi

nishani de gaye, umar bhar suna saku aisi kahani de gaye,hum to rah gaye pyase par hamari palko ko wo pani de gaye.. Monika(bubli) (Copyright www.lovelysms.com)

Hum to pehle se hi

aapke hai sanam, Kya zarurat hai hume aazmane ki, Yaad na karo to koi gam nahi,(Copyright www.lovelysms.com) Par khawahish na karna kabhi bhool jaane ki.Osman +92 (0) 3454 566641

Mere Wajod Mein Kash Tu

utar Jaye, Main Dekhoon Aayina Aur Tu Nazar Aaye, Tu Ho Samne Aur Waqt Thehar Jaye,(Copyright www.lovelysms.com) Ye Zindagi Tujhe Yuhin Dekhte Huye Guzar Jaye. Osman +92 (0) 3454 566641

Doston ka to aana jana

hai, Par yeh dost tera purana hai, Iss Dost ko bhula na dena kabhi mere yaar,(Copyright www.lovelysms.com) Kyun ki yeh dost teri dosti ka deewana hai.Osman +92 (0) 3454 566641

Kissi mod pe akela na

chodna, Armaano se bhare dil ko yun na todna, Duniya begani ban jaye to kya hua, (Copyright www.lovelysms.com) Tamana yahi hai ki aap hamara sath kabhi mat chodna. ֧m +92 (0) 3454 566641

aj kuch kami hai tere

bagair, Na rang hai na roshni hai tere bagair,(Copyright www.lovelysms.com) Waqt apni raftar se chal raha hai bus dharkan thami hai tere bagair.֧m +92 (0) 3454 566641

Sachi hai Dosti aajmake dekh

lo, Karke yakin mujh pe mere paas aake dekh lo, Badalta nahi kabhi Sona apna rang,(Copyright www.lovelysms.com) Chahe jitni baar marji aag mein jalaake dekh lo. ֧m +92 (0) 3454 566641

Dushman tarse teri dosti ko,

Dost tarse teri yari ko, Yar tarse pyar ko, (Copyright www.lovelysms.com) Hum tarse tere DIDAR ko!֧m +92 (0) 3454 566641

Bachelor's schedule... Monday ko dosti

Bachelor's schedule... Monday ko dosti ; Tues ko pyar ; Wed ko shaadi ; Thus ko barbadi ; Fri ko fighting ; Sat ko talaq ; (Copyright www.lovelysms.com) Sun ko rest, Mon ko phir se talash.... ֧m +92 (0) 3454 566641

Teri koshish teri tadbir hona

chahta hon.. Mein tere hath ki tehrir hona chahta hon.. To mere pas aay aur palat ker na jay.. Mein tere paon ki zanjir hona chahta hon.. Mujhe hajat nahi ab dosron k mashvaron ki.. Mein khud b sahib e taqdir hona chahta hon.. Azul se khawab ban ker teri ankhon mein raha hon.. Mein ab sharminda e tabir hona chahta hon.. Mein is liay mismar khud ko ker raha hon.. Keh us k hath se tamir hona chahta hon.. EID MUBARAK to ALL MY FRIENDS & MATES.. (Copyright www.lovelysms.com) (NAEEM AHMAD 0300-4414042)

To Saba.... Phoolon sey achi

To Saba.... Phoolon sey achi us ki khushboo, Kaliyon sey pyaari us ki muskaan, Sitaron sey chamakta hua chehra, Koyal si meethi zabaan, Chand bhi chup jaye yeh keh kar, Aasmaan par ab kya hai mera kaam, Chandni to aa nikli zameen sey, kaisi hai yeh kudrat ki shaan, Fursat sey banaya hoga rab ney, Farishton ka nahin yeh kaam, Mitti sey baney hain hum sab, Us mein sonay ko milaya hoga, Hooron ney bhi hasrat sey dekha hoga, Pariyon sey sundar yeh insaan, Alfaaz bhi kum partey hain kehney ko........ AISI HAI MERI JAAN ! (Copyright www.lovelysms.com) from,AW.Azim-Ur-Rehman

Ab aur manzil paane ki

hasrat nahi, Kisi ki yaad me mar jane ki fitrat nahi, Aap jaise dost jab se mile hain,(Copyright www.lovelysms.com) Kisi aur ko dost banane ki jaroorat nahi. SANAM

wo nadiyan nahi the aasun

the humare,jinper woh kashti chalate rahe,manzil mile unhe ye chahat thi humari,isliye hum aasu bahate rahe Bunty (Copyright www.lovelysms.com)

chahat ka rasta itna dushwar

keyoon hota hai .. ye dil kessi ki yaad main keyoon tarpata hai ..(Copyright www.lovelysms.com) ik pal ki dori soch ker rona keyoon aa jata hai..i miss you Zia RYK 03344460401

Main jeet kar hara wo

haar kar bi jeet gaia wo mere dill or damag par chah gaia muje naaz tha bohat khud par wo mere garoor ko khak main mila gaia marte rahe husan wale aaj tak muj par wo muje apna deewan bana gaia mohabat karna muje kaha aata tha wo muje muhabat karna sehkha gaia zina rehne ki kab talab thee baki wo zinda rehna sehkha gaia main andehrooin main bhatakta raha wo meri zindagi main shamah jala gaia dokooin bhari dastan thi meri wo meri jholi main khushian dall gaia meri her gazal us ke naam hai wo muje or mere kalum ko nai zaban sehkha gaia (Copyright www.lovelysms.com) Fahad 0301-6656568

tuj say main pyaar karty

hon bandagi ki tarha tu maray zaat may shamil hai zindagi ki tarha maray khayal par galib hai ik tary soorat tuj ko hi sochty rahty hon shaairy ki tarha saja kay ankhon may rakhain hain sub taray jalway andhary raat kay lamhoo may roshni ki tarha taray wajood say baqi hain maray umeeday tum hi basay ho maray dill may ,dharkan ki tarha is say bar kay may tumhay chaon kasay nas nas may tum samaa chukay ho lahoo ki tarha or tumhay keya maloom tum maray zindagi ho(Copyright www.lovelysms.com) hum nay chaha hai tumhay zindagi ki tarha Fahad 0301-6656568

Kabhi youn bhi ho teray

ro ba ro main nazar mila kay ya keh sakoon(Copyright www.lovelysms.com) Meri hasratoon ko shumar kar meri khawahishoon ka hisab day Fahad 0301-6656568

Tootay huway khaboon ki chubhan

kam naheen hoti(Copyright www.lovelysms.com) Ab ro kay bhi aankhoon ki jalan kam naheen hoti Fahad 0301-6656568

Main us kay pyar say

kiun bad guman huwa hoon aaj(Copyright www.lovelysms.com) Kay us nay toot kay chaha to mujhay kal bhi na tha Fahad 0301-6656568

dost kiya khub wafaon ka

sila dety hai , Har aik mor pe aik zaham aik naya dety hai , tum say tau kheir ghari bhar ki mulaqat rahi , log sadyo ki rafaqat ko bhula dety hai ,,,,,,,,,, kesay mumkin hai ke duwan bhi na ho aur dil bhi jalay ,(Copyright www.lovelysms.com) chot partei hai tau , phatar bhi sada dety hai , Fahad 0301-6656568

us samat chale ho to

bas ina use kahna,ab koi nahi harf e tamna use kahna,us ne hi kaha tha to yaqeen main ne kiya tha,umeed pe qaim hai ye duniya use kahna,zerkhaz zaminen kabhi banger nai hoti,drya hi badal lete hain rasta use kahna. IRFAN

piyar ko chupaoo mat us

ko zarurat hai bharane ki,apni feeling btaoo mat usey zarurat hain chupane ki,aur (Copyright www.lovelysms.com)perfume mat lagaoo, tumah zarurat hain nahane ki, jaji khan(03452094140)

may khud say door door

taray khayaloon kay ass pass raat_e_faraaq may cutay din taray intizar may qalam jo uthaon may lab per tara hi naam ho qalam ki roh tuj hi ko pokaray yeh zaat dekay na is may maat ho yeh mohhbat hai ! yeh mohbbat hi ka ehsasa hai is may jeet achi lagay maat may bhi khusboo mehsoos ho yeh jo taray mohhbat ka ehsas hai(Copyright www.lovelysms.com) yeh hi humara iqrar haiFahad 0301-6656568

Suna Tha Waqt Marham Hai,Her

Zakham Bhula Deta Hai Her Guzra Lamha Hum Ko To,Ek Zakham Naya Deta Hai. Raat Ki Rani Hai Yaa Teri Yaadoon Ki Khushboo Kuch To Hai,Jo Aangan Mere Ehsaas Ka Mehka Deta Hai. Ger Terey Khayaalon Mein Kho Kar,Neend Aah Bhi Jaye Ah Ker Khawaboon Mein,Tera Tassawur,Hum Ko Jaga Deta Hai. Khush Hote Hain Tassawur Mein Tumain Qareeb Dekh Kar Shayed Mil Na Paye Hum,Yeh Khadsha Sehma Deta Hai. Dil Bahot Nazuk Hai,Ghum Se Bhar na Aaye Kiyuo Pather Pe Chott Lage To Woh Bhi Saza Deta Hai. Dushman Hai Zamana Mohabbat Karne Walun Ka Azal Se In Dooriyoon, Judaiyoon Ka Ehsaas Rula Deta Hai.(Copyright www.lovelysms.com) SaaMer 03002711588

Meray dard ki kahani meri

hasraton sey poocho, Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho, Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora, Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora, Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho, Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho, Yeh saza meray naseeb ney dee meri aashiqui ki, Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki, Mein kahan kahan jala hoon meri hasraton sey poocho, Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho. (Copyright www.lovelysms.com) SaaMer 03002711588

Lamha Lamha saanse khatam ho

rahi hai, Zndagi bhi maut ke pehlu mein so rahi hai, Us Bewafa se na poocho meri maut ki wajah... (Copyright www.lovelysms.com) Woh toh bus zamaane ko dikhane ke liye ro rahi hai !!Fahad 0301-6656568

Do Kadam To Sab Chal

Lete Hain Par Zindagi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata Agar Ro kar Bhulaai Jaati Yaadein(Copyright www.lovelysms.com) To Hanskar Koi Ghum Naa Chupata Fahad 0301-6656568

Paane se khone ka maza

aur hai. Bandh aankhon main rone ka maza aur hai. Aansoo bane lafz aur lafz bane ghazal. (Copyright www.lovelysms.com) Aur uss ghazal main tere hone ka maza aur hai.Fahad 0301-6656568

Apne dil ki sun afwaho

se kaam na le Mujhe yaad rakh beshak naam na le Tera veham hai k hum bhule hain tujhe (Copyright www.lovelysms.com) Meri koi aisi saans nahi jo tera naam na le... Fahad 0301-6656568

Chale gaye ho dur kuch

pal ke liye, Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye, Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye, Jab dil me ho aap harpal ke liye........Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com)

Na kabhi yeh chupaya ki

pyar kitna hai, Na kabhi yeh jataya ki dard kitna hai... Bas ek hame aur us Khuda ko malum hai, Ki aapse mulaqat ka intezar kitna hai... .Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com)

Pyaar me maut se darta

kaun hai, pyaar ho jaata hai Karta kaun hai. Aap jaise yar par dunya qurban, Aur Aap puchte ho ki hum par marta kaun hai......... .Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com)

Kadam u hi dagmaga gaya

raste se Warna sambhalna hum bhi jaante the Thokar bhi lagi to us pathar se Jise hum apna khuda mante the.Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com)

Sazaa dene waale razaa puchte

hai Jine ki humse vajah puchte hai Dete hai khud hi zehar humko aksar Phir kitna hua hai asar puchte hai Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com)

Hotho ki zuban ye aasu

kehte hai Jo chup rehte hai lekin phir bhi behte hai Aur in aasu ki kismat to dekhiye Ye unke liye behte hai jo in aakhon me rehte hai Fahad 0301-6656568 (Copyright www.lovelysms.com)