Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

kash in haseno kay bap

mar jain hum mot kay bahanay ain kay ghar jain aisa na kah zalim tuj pay azab ho ga kal to bahi kisi hasena ka bap ho ga By arsl

yao he bey sabub na

phira karo koi sham ghar be raha kro, woo ghazal ke sachi katab ha ussay chupkay chupkay para karo.By Naeem

Aisee dosti ho hamari ki

tum har raah, har dagar, har safar mein mile.Mar bhi jaun agar, To bhi dosti ki khatir, Tum bagalwali kabar me mile.Rashmiranjan

Zindagi Hey to Khwab Hain,

Khwab hain tu Manzilen Hain,Manzilen Hain to Rastay Hain Rastay Hain TU Mushkilen Hain our Mushkilen Hain Tu "Main Hoon Na" ALI AFZAL

Ek ladki ne apne boyfriend

se kha me maa banne wali hoo boyfriend bola mane tuje chuha be nahi aur tum maa banne wali hai ladki boli kal me tere baap se shadki kar rahi hoo.karan

Har kali tujse khushbu udhar

mange, Aaftab tujse roshni udhar mange. Rab kare tu dosti aisi nibhaye, Ke log mujse teri dosti udhar mange...sweetoo

aansu mein naa dhundhna hame,hum

tumhe aankhon mein mil jaayenge,tamanna ho agar milne ki to band aankhon se bhi nazar aaenge.Pretty

Bin na tere na ek

pal ho,na bin tere kabi kal ho. yei dil baanja epatharka. na ismay gum koi hulchul ho. sanam pay ha iskpay ha, mita edoi loota edio aapni kudi. shrestho muhammad sazzad

jazz menu mein kushamdeed. mujh see

jazz menu mein kushamdeed. mujh see dosti key liye 1 dabain. mangney key liye 2 dabain. shadi key liye 3 dabain. or mujh see larai key liye 4 dabain. shukriya Mady

Muhhabat naam hay mera,ager chahoo

gey tum mugh ko,tumharey saans se pehlay,tumhare jaan bn jauoon,ager dekhoo gey tum mugh ko,tumharey aankh s pehley,tumhara kwab bn jauoon,ager socho gey tum mujh ko,tumharey payoon se pehlay tumharey raah bn jauoon,Muhhabat naam hy mera ager "CHAHOO" gy tum mujh ko shawase

Hum Mar Bhi Jaate Koi hum

Hum Mar Bhi Jaate Koi hum pe rone Waalaa toh hota Hum Ro Bhi Lete koi hum ko hansaane waalaa toh hota hum hans bhi lete koi hum pe marne waalaa toh hota ""sandgirl**frend4ever

Bas Rab Kay Aagey Jhukta

Mera Sar Jhuktay Meray Saamnay Takht-o-Taj Andaaz Mera Sab Say Juda Main Badsha'hon ka BADSHAH .........!by sandgirl**frend4ever

pujari ko loose motion ho

gaya. medicine lete samay doctor se pucha, "any precautions"..doctor ne kaha" sheenkh zor se mat maarna"..sonny_jonny

Hula Kuch Yoon Ki ! main

Hula Kuch Yoon Ki ! main kal ja raha tha ke meri chappal toot gai ab chappal to moochi seeta hai seeta to darzi bhi hai darzi to kapray seeta hai kapray to rangeen hotay hain rangeen to lota bhi hota hai lota to bathroom main hota hai bathroom main to nal bhi hota hai nal to lohay ka hota hai lohay ki to istiri bi hoti hai istri to garam hoti hai garam to Custard bhi hota hai custard to peela hota hai peela to chooza bhi hota hai chooza to anday main se nikalta hai anda to sufaid hota hai sufaid to doodh bhi hota hai doodh to bhains daity hai bhains to kaali hoti hai kaala to bangali bhi hota hai bangali to paan khata hai paan to laal hota hai laal to gulab main bhi hota hai gulaab main to kantay hotay hain kantain to machli main bhi hotay hain machli to paani me hoti hai paani me kishti bhi hoti hai kisthi me aadmi bhi hote hai aadmi to road pe bhi hote hai road pe to main bhi chalta hoon chalne se yaad aaya ke kal mai ja raha tha ke meri chappal toot gayi thi...by sandgirl***frend4ever

dosti gunah hay tu honay

nahin dayna karty ho dosti jub kisi say tu kabhi us dosth ko ronay nahin daynaby sandgirl***frend4ever

LeT Me ShOw YoU tHe

BeSt PiCture iN tHe WoRLd... ()""""()()""""() ( ,'o' ) ( ,'o' ) (,) (,)(,) (,) HUM TUM by sandgirl***frend4ever

dil ko dil se churaya

aapne door hote huve apna banaya apne kabhi bhul nahi payenge aapko dost kyunki dosti karna sikhaya hi hai aapne...Rajesh

tanhaai se nahi hum mehfil

se darte hai duniya se nahi hum khudse darte hai yu tah bhot khuch khoya hai humne najane kyu tujhe khone se darte hai.Rajesh

kaho usi se jo na

kahe kisi se, maango usi se jo dede khushi se chaho usi se jo mile kismat se dosti karo usi se jo hamesha nibhaye hasi se .Rajesh

Kash dil ki awaz main

itna asar ho jay,Hum aap ko yaad karain aur aap ko khabar ho jay,Aaj aur abhi Khuda se ye he dua hai,Aap jo bhi sochain wo haqeqat ho jay... sadia

jab sawan badal chaye' hon.bhagan

nay phool khilaye' hon.jab sham nay basti gheri ho.ek baar kaho tum meri ho Shehzad Awan

Wo khawab tha bhikar gaya

tha mila nahi Maghar yi dill ko kai hua kun bujh gaya pata nahi Hur ik din udas din shub mayosiya Kisi sy kia bichar gaya ki jesey kuch bachanahi Wo sath tha to manzil nazar nazar charag thi Qadam Qadam safar mi ab koi lub pi dua nah Hum apney is masaj mi kisi bhi dr ki na ho sakey Kisi sy hum na miley kisi sy dill mila nahi.By Nano

Phoolon ki mahak churaayen tow

kaise, Suraj ki kiran chhipaayen toh kaise, Aap aur hum mein ho kitna bhi faasla, Hum aap jaise dost ko bhulaye to kasie...By Jeet (Mumbai)

Mehfil me na sahi, Tanhai

me to yaad karoge, Kabhi to us khuda se fariyaad karoge, Na mila hai na milega mere jaisa dost, kabhi to is baat per naaz karoge.By Jeet (Mumbai)

Teri Muskuraht meri pehchaan hai,

Teri Khushi meri jaan hai, Kuch bhi nahi meri zindgi bas itna samajh le ki Tera dost hona meri shaan hai!By Jeet (Mumbai)

E-Dost Har subah teri muskurati

rahe har shaam teri gungunati rahe Tu jise bhi mile is tarah se mile k har milne wale ko teri yaad aati raheBy Jeet (Mumbai)

kabhi tum bhi humse baat

kar liya karo, Milne ki fariyad kar liya karo, Ek hum hai jo har bar shuruat karte hai, kabhi tum bhi hume humse pehle yaad kar liya karo.By Jeet (Mumbai)

Aapki dosti hm is trh

se nibhayenge, aap roj khfa hona hm roj manayege, pr maan jana mnane se wrna bhigi plkain le k kahan jayenge.By Jeet (Mumbai)

Rahi badl jate hai, Per

raste nahi badlte, Tufan ae phir bhi mausam nahi badlte, Gile shikve bhale kitne ho magar sache dost nahi badlte.By Jeet (Mumbai)

Log kehte hai ki itni

dosti mat karo ke dosti dil pe swar ho jaye, hum kehte hai ki dosti itni karo ki dushman ko bhi tumse pyar ho jaye.By Jeet (Mumbai)