Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Aapki Dosti hamein is kadar

pyaari hai, Jis tarah bin paani ke machli bechari hai, Ab na aur kuch khawish hai, Bus tum DOST bane raho ye hi tum se guzarish hai.By neha kaushik

Aasman humse naraaz hai.....?? Taaron

ka gussa behisaab hai.! Vo sab humse jalte hain, kyunki Chand se behtar DOST hamare paas hai. By neha kaushik

bhulna tumhe na asaan hoga,jo

bhule tumhe vo nadaan hoga,aap to baste ho dil mein hamare,aap hamein na bhulein ye aapka ehsan hoga....miss u sooo much By Sav

U may be out of

my Nazer, but u not out of my Dil,u may be out of my reach, but u r not out of my soch,I may be kush be nahi to u, But u will be always Sub Kush to Me. By Sara sheikh

Jub dosti ki dastan Waqt

sunae ga, hum ko bi koi shaks yaad aey ga, tub bhool jain gay zindagi ke gum ko, jub aap kay saath guzra wakt yaad aey ga. By Naiema

Zindgai udaas hone ka naam

nahi,,,,,,, Dosti sirf paas hone ka naam nahi, Agar tum door reh kar bhi hame yaad rakho,,,,,,, is se badkar hame koi enaam nahi...By Pretty

sans lene se bhi teri

yaad aati hai, nalene se meri jaan jati hai, kasise kahun ki sanns se main jinda hon jabki sans se pehle teri yaad hai. By Pretty

Log laut jate Gum hamara

dekhkar jaise Lehar laut jati hai kinara dekhkar. Matt dena kandhha meri Arthi ko tum kahin phir se Zinda na ho jau Tumhara Sahara Dekhkar...By Amul

LOHY KO LOHA KATY SONY KO

LOHY KO LOHA KATY SONY KO SONA KATY INSAN KO INSAN KATY OR MARE DOA HAI K ----------------------------- TUM KO KUTA KATY By Mona

CHUP REHTE HAI KYUKI KOI

KHAFA NA HO JAYE....... HUMSE KOI RUSHWA NA HO JAYE...... BADI MUSHKIL SE KOI APNA BANA HAI,,,, MILNE SE PEHLE HI KAHI JUDA NA HO JAYE By TANVI

Kash mera ghar tere ghar

k samne hota baat nahi par deedar to hotaa........... By malaika

KAHA THA US NE K

APNA BANA K CHORON GA HUWA BHI YOUN K APNA BANA K CHOR DEIYA By N.W.KHAN

tum hamaare kisi tarah na

hue varana duniya main kya nahi hotaa By N.W.KHAN

dil se tera kahayal na

jai to kaya karain,tu bata tu yad aaye to kaya karain,hasrat hai tuje ik nazar dekhanay ki,magar kismat wo lamaha na laye to kaya karain By Hunny

muskra kar hum jee jathe

hain. laiken zeher ka piyla pee jathe hain. jaan se bhi ziyada pyaar karthe hain kemarthe marthe bhi hum jee jathe hain. By Thameem

Dosti achchi ho toh rang

laati hai, Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai, Dosti naadaan ho toh toot jaati hai, Par agar dosti apne jaisi ho.... .... Toh itihaas banaati hai ! By Ashu

Jaan hai mujhko zindagi se

pyaari, Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari, Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari, Ab tumse kya chhupaana, Tum hi toh ho jaan hamaari ! By Ashu

Tumse doori ka ehsaas sataane

lagaa, Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga, Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost, Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !By Ashu

Zindagi nahin humein doston se

pyaari, Doston pe haazir hai jaan hamaari, Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya, Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !By Ashu

Dost ek saahil hai tufaano

ke liye, Dost ek aaina hai armaano ke liye, Dost ek mehfil hai anjaano ke liye, Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!By Ashu

Tujhe dekhe bina teri tasweer

bana sakta hoon, Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon, Hai meri dosti mein itna dum, Apni aankh ka aansoon teri aankh se gira sakta hoon !!By Ashu

Raatein gumnaam hoti hai, Din kisike

Raatein gumnaam hoti hai, Din kisike naam hota hai, Hum zindagi kuch is tarah jeete hai, Ki har lamha doston ke naam hota hai !By Ashu

Khawabon mein ayenge SMS ki

tarah. Dil mein Bas jaen ge RINGTONE ki tarah. Pyar kabhi kam na ho ga BALANCE ki tarah. Bus aap busy na rehna NETWORK ki tarah!i!i!i..By Anas

Raaste aise ho, jo chalen

ko majboor kare, Maikhane aise ho jo peene ko majboor kare, Jab koi maut ka daaman thamnaa chahe, tow dost aise ho jo jeene ko majboor kare By Jeet

Dharti ka gum choopane ke

liye gagan hota hai, dil ka gum choppane ke liye badan hota hai, Mer ke bhi choopane honge gum shaayad isliye har laash pe ek kafan hota hai By Jeet

Dosti Se Aaj Pyar Sharmaya

Hai, Teri Chahat Ne Kuch Aisa Gazab Dhaaya Hai. Khudaa Se Kya Tujhe Maange, Woh Tow Khud Aaj Mujh Se Tujh Jaisa Dost Mangne Aaya Hai. By Jeet