Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Is dil ko kisi ahat

ki aas rehti hai,nigah ko tumhari surat ki pyas rehti hai,hame tere bin kisi cheeze ki kami to nahi,mger tere bina zindagi udaas rehti hai.

kush log aise jo haas

boht, jo ahum bi hon aur pyare bi, tareef main jin ke lufz na hon to amm say lufz hum likhain kiun kush verq, kush safahe,kush lakeerain kiun na hum khali rehnain dain, aur aise pyare logon ko, dil main rehne dain.

Zameen pe ho to SMS

bhej do, Asmaan pe ho to Barish bhej do, Chand pe ho to Sitare Bhej do, Jannat pe ho to hoorein bhej do, Dozakh pe ho to ENJOY URSELF!!!!!By Waseem

Na chahat hai sitaron ke,

Na tamana hai nazaron ke,Bas app jaisa 1dost mil jaye,Jo mat maar dai saron ke:)By Masood Hafiz

jitne channel TV ke, utne nakhre

jitne channel TV ke, utne nakhre biwi ke. TV chalta remote se, biwi chalti hai note se.By Battery

AAJ US NE APNE DUKH

BHI ALIHDA KERLIYE.. AAJ MAI ROYA TO MERE SAATH WO ROYA NAHI.. By N.W.KHAN

Nahi ban jata koi apna

yuhi dil lagane se,Karni padti hai dua rab se sacha rishta pane mein,rakhna sambhal kar ye rishta apna toot na jaye kisike bahkane se.By Neha

Darde dil sehna asan nahi

hota.. Kimti cheez ke har koi kabil nahi hota.. Ye to rab ki meharbani hai warna .. tum jaisa dost hume hasil nahi hota..By F

Pyaar kahete hai..Mohabbat kahete hai..

Kuch log use bandagi kahete hai.. Magar jinke sath hum dosti karte hai.. Hum unhe apni zindgi kahete hai..By F

Definition of a Girlfriend- Jo

har baat par tok tok kar tumhari har aadat badal de. Aur do saal badd bole "Ab tum pehle jaise nahi rahe!By sourabh

Koi khat nahi, Koi khabar

nahi, aapko shayad dosti ki kadr nahi, hum to aapko yaad karte hai har sans ke sath, shayad aapko hamari sanso ki fikar nahi..By sourabh

Tu Chaand maange main Chaand

de du, tu raat maange main raat de du, Tu dil maange main dil de du, Tu Jaan maange...... Abe bas Departmental Store samajh rakha hai kya? By Rize

meri wafa ke qabil nahiN

ho tum pyar mile aise insaaN nahiN ho tum dil kyon tum par aitabaar kare pyar main dhoka de aise bewafa ho tum...By Shoaib

youn to koi tanha nahi

hota, chaah kar bhi koi juda nahi hota, mohabbat ko to majbooriyaN hi le doobti hai, warna khushi se koi bewafa nahi hota!!By Shoaib

sabhi nagme saz me gaye

nahi jate, sabhi log mahfil me bulaye nahi jate, kuchh pass rah kar bhi yaad nahi aate, kuchh dur rah kar bhi bhulaye nahi jaate By Shoaib

Tum na jao kahin, bas ik

Tum na jao kahin, bas ik nazar dekh lene ki ijazat de do... kuchh waqt guzar loon tere qadmoN mein, ik zindagi jeene ki ijaazat de do..By Shoaib.

har khushi kam hai, tera

har khushi kam hai, tera ghum bhulAne ke liye, ik tera ghum hi kaafi hai, mujhe umr bhar rulane ke liye!!By Shoaib

Ghalib sun! yeh duniya hai...

duniya!, duniya meiN ghum chhupanA padta hai, dil main chahe lakh ghum ho, mehfil meiN muskarAna hi padta hai.By Shoaib

roz hota hai tarruf mera

teri yAdoN se, chhalakta hai noor tera meri AnkhoN se, tadap raha hoon maiN aur ab ye Alam hai, aur intezaar nahi hota ab meri sasoN se,By Shoaib