Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Kabhi subah ko yad aate

ho.Kabhi sham ko yad ate ho.Kabhi kabhi itne yad aate ho.Ki aina hum dekhte hai.Nazar ap aate ho.By Baasha

Mein Tumhare Liye Sab Kuch

Karta..Magar Mujhe Kaam Tha...... Mein Tumhare Liye Doob Ke Marta...Magar Mujhe Zukham Tha !By Baasha

Har karz dosti ka ada

kaun karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega? By Ali Meraj

Tere DIL mein rahenge SMS

bankar,Dhadkano mein bajenge RINGTONE bankar,Kabhi apne DIL se juda mut Samajana,Hum tere saath chalenge NETWORK bankar By Ali Meraj

ho sonay ki or ho

dilkash ......kia ghabra gaye...aray yaar mangani pay aisi angothi pehnai jati hay naa....am i right? forward this message to 10 person your engagement chances will be increase...By Umair Butt

kisi ko ashiq banaya kisi

nay ...kisi ko ashiq banaya tum nay...kisi ko ashiq banaya sab nay ...but larkioon ko ashiq banay imran hashmi nay....By Umair Butt

woh tanhai ki raat woh

bheegi sohani raat ...jab tum thay or hum bhi saat ..dil karta tha teray hoont chomoon ....jab hoti thi tere jism ki baatBy Umair Butt

nazre mila kar unhe chura

mat lena, dost bana kar dushman mat bana lena, maana ki bohat door rehte hai apse, isi ka bahana kar ke bula mat dena..By Shehzadi

ak larki the dewani se

,mobile se khelti thi,shaid kuch khana tha usa magar na jana kis se derti thi,nazrain jhuka ka kuch kha karte the,jab bhi milti the yahi kaha karte thi," YA ON KASA HOTA HA" By Sunny

tujhy shuny ko dil krey

.tujhy pany ko dil krey .jo bat mare dil ma base wo btany ko dil kry that I LOVE U & MISS U A LOT by Bene

armaan itnay gayhray hoey khood

ko bhola diya ....jo diya tha rab ne pyar se oss ko ganwa diya.... by fazal gilani

reit par naam kabhi likhte

nahi, reit pe likhe naam kabhi tikte nahi, log kehte hai hum patthar dil hai, par patthar pe likhe naam kabhi mit-te nahi. by Persoon

DOSTI-Kaho to do lafz,Mano to

bandgi,Soch to gehra sagar,Dubo to zindagi,Karo to aasan,Nibhao to mushkil,Bikhre tu sara zamana,Smte to SIRF TUM. by Farah

2Hath na ho to dosti

nahin hoti, 2Hurf na ho to lafz nahin banty, 2Damag na ho to sumjhota nahin hota, 2Phool na ho to guldasta nahin banta, 2Dil na ho to humara ye pyar na banta.by Farah

Tu chunder mukhi, main suuraj

mukhi, tu muj se dukhi main tuj se dukhi, aao dono shut se shalang lagain, phir tum bi sukhi, main bi sukhi By Shabnum