Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Marne par hamein jannat mile

na mile, ye hawa ye fiza mile na mile, SMS karne ke koshesh mat karna MERE dost, maloom nahi wahan MOBILE mile na mile By Mani

Sapno se dil lagane ki

aadat nahi rahi, har waqt muskarane ki aadat nahi rahi, yeh soch ke ki koi manane nahi aayega, ab hamein ruth jane ki aadat nahi rahi By Sonu

Yai tum kis baat per

bigre ho itna, koi jutha sa ilzam is dil per laga jate, Tumhe tha ruthna, to ruthne se ik zara pehley, Kush hum se bi suna hota, kush apni bi suna jate By Shumaila

Ujre Chaman dost hamare, Din mai

Ujre Chaman dost hamare, Din mai bhi gintahe tare, Family bhi "Fool to Pagol" hai sare... Par jo bhi ho Yaar...

Nigahen aapki pehchan hai hamari, Muskarahat

Nigahen aapki pehchan hai hamari, Muskarahat aapki shan hai hamari, Karna hifazat tum apni, Kyounki sanse aapki jaan hain hamari...By DINESH SINGH

Kabhi hosla bhi azmaa lena

chahiye, Bure waqt main muskura lena chahiye, Jab saat din main bhi khujali na mite, to 8ve din naha lana chahiye By Hitman

Dekh ka tume KUCH KUCH

HOTA HAI, Aab tum ko hi yeh DIL CAHTA HAI, AAKHEN mai bhi SIRF TUM hare SAPNE, Lagtahe HUMa AASHIQUE BANAYA AAPNE!!By UZZAL

Dekh ke tume KUCH KUCH

HOTA HAI, Ab tum ko hi yeh DIL CAHTA HAI, AAKHoN mai bhi SIRF TUMhare SAPNE, Lagta hai HUMe AASHIQUE BANAYA AAPNE!!By UZZAL

Ab tu Dost hai mera

bohot Dear, Muje bhi rakhna apne Dil ke Near, God ke siwa kisi se na karna Fear, Dekhna kabhi Zindegi mai teri nahi aayega Tear.By UZZAL

Zindagi ak pehali jise NA

TUM JANO NA HUM, Esme aata hai KABHI KHUSI KABHI GUM, Har DIL mai chupa hai ek HUMRAZ ke SAPNE, Es Duniya mai har kisi kai ANDAZ AAPNE AAPNE .By UZZAL

Dil chahta hai aap se

piyari se bat ho, khamoosh raten hon lambi se rat ho. phir rat bhar un se yehi meri bat ho, Tum meri zindagi ho, tum he meri qainat ho. By Mohsin

Hum ne her shaam chragon

se saja rakhi hai, per shert hawaon se laga rakhi hai, na jane kis gali se aa jae mera sanum, hum ne her gali phoolon se saja rakhi hai. By Shabnum

ZINDAGI KI RAHA MAI JO

GUM MILENGE, WO APNI ZINDAGI SE KAM MILENGE, JAHA DUNIYA NIGHAHE phARE LEGI, WAHA TUJH KO HUM MILENGE,By Sunny