Urdu sms messages

kabi kabi meray dil main

Khayal ata hai. kay yah badan yah nighain meri amanat hain. yah gasswo ki ghani chaon hai meri khatir. yah hont or yah bahain meri amanat hain. kabi kabi meray dil main khayal ata hai. kay jasay bagti hain shanian si rahon main. sahwagrat hai ghoongat utha raha hoon main. Simat rahi hai tu sharma kay apni bahon main, kabi kabi meray dil main khayal ata hai. kay jesay too mughe chahay gi umr br younhi. uthay gi meri taraf pyar ki nazar younhi. main janta hoon kay to ghair hai . magar youni kabi kabi meray dil main khayal ata hai.saki

yad na karogay to sataen

gay,rutho gay to manaen gay,ro gay to hasaean gay,dost hain hum tumharey,Saays nahi jo andhere main saath chhor jaen gay Zeeshan Ahmad 03456894245

life main ager tumarey khushi

ghum main tumara sath jo rashtay daty hain woo rashta only maa baap or bro sister ka hai so plz dont lose urs lover family by abbi 0304 4003622

Surkh Aankhon se jab woh

dekhte hain, hum ghabrakar aankhen jhuka lete hain.. Kaun milaye un Aankhon se aankhen, suna hai woh aankhon se apna bana lete hain..Zevrap

duniyaa se wafaa karake silaa

Dhuu.NDh rahe hai.n ham log bhii nadaa.N hai.n ye kyaa Dhuu.NDh rahe hai.n kuchh der Thahar jaaiiye ba.ndaa-e-insaaf ham apane gunaaho.n me.n Khataa Dhuu.NDh rahe hai.n ye bhii to sazaa hai ki giraftaar-e-wafaa huu.N kyuu.N log mohabbat kii sazaa Dhuu.NDh rahe hai.n duniyaa kii tamannaa thii kabhii ham ko bhii 'Usman' ab zaKhm-e-tamannaa kii davaa Dhuu.NDh rahe hai.n Osmana 03014876609

Uski yaadon ka silsila hoga is

Uski yaadon ka silsila hoga is kahani main or kya hoga jab bichar kar bhi wo khamosh raha Ghar jaa kar tu ro diya hoga khud ko samjha diya hay main magar kya wo khud bhi badal gaya hoga itna aasaan na tha mujhay khona usne khud ko ganwa dia hoga mujh ko veeran kar diya jis ne khud tu aabaad kahin huwa hoga sochta hoon jo mujhko chahta tha yaad mujh ko kar raha hoga Osmana 03014876609

ITNA WAQAT KYON LAGTA HAI

! Khushi.jo nazar mein nahin hai Par samaksh khari hain. Usko prateet hone mein, itna waqt kyun lagta hai? Gham.jo nazar mein ade hain Par door khare hain. Unko andekha hone mein, itna waqt kyun lagta hai? Khushi mein.zindagi hai. Zindagi mein.gham hain. Yaani khushi gham se bari hai.. Phir aansuaon ko sukhaane mein, Itna waqt kyun lagta hai? Muskuraane ke liye kyun wajah dhoondhte ho? Jab aansoo bina pooche gaalon pe lurak jaate hain. Jeena shuru karo to zindagi bahut lambi hai. Subkiyon se..khilkhilaahat ..bari hai .. Gehri hai agar aah To muskuraahat aseem hoti hai. Phelaana to shuru karo. Ye lakeer bahut door tak jaati hai. Tumhaare chehre se ho kar. Kisi ke dil mein utar jaati hai.. Kisi ki nazar mein bas jaati hai.. Par tumhein us aah ki aawaaz mitaane mein, Itna waqt kyun laagta hai????Osmana 03014876609

Love sms Romantic sms for

your friends Pal pal kiun badalti hey zindagi Ajjab chaal chalti hey zindagi Zindagi ke sath sath chalo tu Phir sath sath chalti hey zindagi Nimaaz,roza,haj,zakawat Yeh tu sab hein ibadaat Jo kissi ke kaam aaein aur Us mein paain woh raahat Un ke galemilti hey zindagi Ziarat karo umra karo ya karo haj Tum sab apna apna ada karo farz Beshak ro ro ke girgiraao bewaqt tahujud Peshani per pad jaein nishane sajood Humsaaey mein gar bhoka ho aik bhi wajood Phir ye ibadatyeh wazeefey kiss kaam ke Zindagi ka yaaro yeh tu nahein maqsood Bhoke ko koi khana kilaaey Muflas ko koi qabaa phenaaey Be ghar ko koi chat dey dey Kissi ko koi muskaraht dey dey Iss ko kehtey hein bandagi Bandagi ko phir milti hey zindagi Jimmi istreh se badalti hey zindagi.......?Osmana 03014876609...

Seeny Main Koi Lamha Utar

Kar Toot Jata Hai ! Kabi Mudat Ke Padesi Agar Apny Na Any Koi Begam Bhajyn Aor Makanon Pe Likhi Umeed Benaai Ganwa Bethy Chaton Pe Banjpun Ka Dukh Utaar Aayy Udasi Thehar Jati Hai Kabhi Bichry HuOON ka Dukh Kisi Bi Sham Ki Weranion Se Lug Ke Rota Hai Shabyn BeArzoo Ho Kar Khamosi Orh Leti Hain Kabhi Jab Dil Ki Nazuk Tar Se Likha Gia Koi Khat Kahin Rasty Main Kho Jay Ya KHat Ki Muntazar KHahish Ko Koi Rog Lug Jayy Jahan Mauka Nikal Ayyyy Jahan Sorat Bany Gham Ki Jaahan Beronki Ka Koi Bhi Pehlo Nikalta Ho Wahin KHema Lagati Hai Udasi Thehar Jati Hai ...............Osmana 03014876609...

Yeh Rat Bi Tery Nam

hoi ! Jab din doba,Jab sham dhali Najany yeh kab teri yad ai Aor dil ki ungli tham chali Jab din tha khud se kehty thy Tab kam buhat se rehty thy Yeh rat talal nimtayn gay Jab thakyn gay hum so jayn gay Hum aaj nahi ro payn gay Teri yad hamyn ayy gi Koi bat nahi dohraay gi Hum aaj ki shab nahi jagyn gay Nahin soch ke peechy bhagyn gay Hai buhat jo thun sanbhali Jo mehnat kar ke Pali hai Yahi thun hamyn bachay gi Lay neend ki wadi jay gi Na bechani lahak ho gi,Yeh betabi hi satay gi Har rat yeh rona kia rona Ashkon se ghamon ko kia dhona Kyon dard ke hathon Jaan khona Ilam nahi kab sham hoi,Kyon har koshish nakaam hoi Yeh Rat Bi Tery Nam hoi.............. Osmana 03014876609

Mujy Tum Se Muhabat Hai

!! Chupana Raz is dil ke Agar tum chor do janah Mujy tum se muhabata hai Agar tum bol do janah To jewan ke safar main Rasta asan ho jay Hamary Pass bi Jeeny ka kuch samaan ho jayy Warna hum tumhary dil ke darwazy ke bahar Asss main bathy rahyn gay Ke kabhi to bund darwazy ko kholo gi Mery shaaany par sar sarkh kar Kabhi dheery se bolo gi Mujy Tum Se Muhabat Hai ! Osmana 03014876609