Urdu romantic sms

Din Guzar gaya Raat bhi

Ho Gayee yaad teri mujeh ab bhi satati rahee tu ne yaad na kiya to mar jaon ga mar gaya agar to phir tujeh yaad aaonga Dedicated to Ayesha(Miss U Ayesha) RameezAbdul Qader

tairana hai to samunder mei

tairo, in nadi nallo mei kya tairto ho, marna hai to watanpe maro, in larikiyo mei kya marte ho :by anjali

Muskaan tumhare hoton se kahi

jaye na, Ansoo tumhari palkon pe kabhi aye na , poora ho tumhara har khwaab ,orjo poora na ho vo khwaab kabi aae na.Max

tum se bichray huye ajj

barson beety, tum se kehna hai yahi ajj hamien, mangana bhool na jana hamien chand ko dekh ker jo hath uthien,miss u!saadia hassan

gharon ki mehfil mein yon

nazrien larana.. apnu ki mehfil mein nazrien churana... ye sab bhengi nazar ka hai shahkana.... kahin pe nigahien kahin pe nishana....saadia hassan

dost tu kai aur bhi

thay haan! mager phir be os kay jane se dil mein halki se hock uthi.miss u my friend!saadia hassan

Rotha rahey muj sa manzoor

ha lakin Yaroo isey samjaoo mera shahar na chorey, kami(KSA)

Sitaron se agey jahan aur

bhi hein, Abhi Mohabbat k imthan aur bhi hein, Tum hi nehi jalatey mere dil ko, College mein Ladkiyan aur bhi hein kashif

Tumhara hamara rishta to aankhon

aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai, Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai.kashif

Ab umar ho gayi hai

dil ki kitaab mein, kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha, Jazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein, ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha kashif

BulBul ka Bacha...khata tha khichri Peeta

BulBul ka Bacha...khata tha khichri Peeta tha Pani....Ghata tha Ghane Aik din Akeila....Beitha hoa thaa Mein ney Uraya....Wapis na Aaya kute ka Bacha Net^Devil

caha tha k teray Qadmoon

mien dum nickley, Bewafa tum nahi Bad naseeb hum nickiey Mi4U030456633987

aansu tere nikle to aankhen

meri ho, dil tera dhadke to dhadkan meri ho, khuda kare ki dosti hamari itni geheri ho, ki naukri tu kare aur pagar meri ho!!!!!! he he he he daksh

Meri chahat ne usko khushi

de di badle me usne muje sirf khamoshi de di, khuda se dua mangi thi marne ki lekin usne bhi tadapne ke liya zindgi de di.TEJAS

Gam ki andhiyon mein hum

utar jayenge, Apke liye zamane se ladd jayenge, hamein marne ke liye fansi ki nahin zaroorat, dil se nikal do yuhi mar jayenge......Inder.

Takdeer hai magar kismat nahi

khulti, Taj Mahal banana chahta hun , lekin mumtaz nahi milti. Anees Ghori

Mujhe kyun roktay hoo uski

pooja say. Usay kyun nahi kehtay k devta na lagay. Hum to thehray geelay kaghez ki tarah. Koi likhta bhi nahi koi jalat bhi nahi.BABLOO(S)

Rone de aaj hum ko

do aankhen sujane de. Bahon main lay lay aur khud ko bheeg jane de. Hai jo seenay main qaid dariya wo choot jaiy ga. Hai itna dard ke tera daman bheeg jaiy ga.babloo(S)

Log kahtey hain ki ladkiyan

zindagi hoti hain maut nahi, Magar voh kya jane ki dhoka bhi zindagi deti hai maut nahi Dashing_Guy

Ab umar ho gayi hai

dil ki kitaab mein, kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha, Zazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein, ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha Dashing_Guy

Daag ansuon se dhoye hain, Jab

Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyonkar na uge yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain Dashing_Guy

samandar ka pani khusk hoo

jay,setaray khatam hoo jay,zamen sey asaman tak fasala khatam hoo jay,sehra kii reat khatam hoo jay,zindagi sey sanass kii dorii khatam hoo jay,magar humahra pyar "AADI" khabhi nahi khatam hoo sakta.....yea hemasha bharta hii rahy ga Princess

Ghamey Hasratay Nakam Se jal

jatay hain,Ham chraghon Ki tarha shAm main Jal jatay hain,Jab bhi Aa jata ha tera nam mere nam k sath janay kion Log mere nam se jal jatay hain...dj

mil hi jaye ga kisi

roz yaqeen rehta hai woh isi shehar ki galiyon mein kahin rehta hai woh bhi kiya din thay hum sath sath raha kartay thay ab koi kahin koi kahin rehta haisonia, 03338007007

TU HAI AASMAAN MEIN TERI

YEH ZAMEEN HAI TUJO HAI TO SAB KUCH HAI NA KOI KAMI HAI TU HI DIL HAI TU HI JAAN BHI HAI\TO KHUSHI HAI JAHAAN BHI HAI TERI CHAHAT ZINDAGI HAI TU MOHABBAT TU AASHIQI HAI sonia

specaiaaly 4 those who make

friends for time pass and show their false sincerity to othres........

Dosti mosam nai,apni mudat puri

kary aur ruksat ho jai, dosti sawan nai,toot k barse aur them jai,dosti aag nai,sulgay aur bujh jai, dosti aftab nai,chamkey aur dooa jai, dostiphool nai khile aur murjha jai, dosti to Sans hai chalay to sub kuch hai, jo toot jai to kuch bahi nahi..........god bless u. janay walay

Ager app ki cousin bohat

pyari hae tou os k pass jana ore zoor sae cheekhana ager hassii tou phasii ore ager gher walo ko awaz di tou kehna bajii dar gayie kya 03214577207

Dil k dard ko zuba

par laate nahi, hum apni aankhon se ansu bahate nahi, Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho, hum DETTOL k siva kuch laagate nahiMahiwaal

Tum paas hot to tujhpe

pyar aata hai, Tum door ho to tera intezaar satata hai. Kya kahe is dil ki haalat ki, Tujhe yaad kar karke hume bukhaar ho jaata hai. Mahiwaal

Amiri ke khwab Dekhne laga,

Angreji Sharab Chakhane laga, Baap ne kabhi Pager nahi dekha, aur beta Mobile rakhne laga!!! Mahiwaal

Hotho se jo choo liya,

Ehsaas Aab tak hai, Aankhe Nam hai, Aur sanso mein Aag aab tak hain... Aur kyo na ho... Khayi Bhi to 'HARI Mirchi...'-hai... Mahiwaal

Andhe ke hath me "TORCH",

Bahare ke hath me "RADIO", Gunge ke hath me "MIKE", AUR AAP KE HATH ME "MOBILE" WAH WAH Kya Jamana Aaya hai!!! Mahiwaal

Najre Jhuki to Paimane bane,

Dil tute to Maikhane bane, Kuch to jaroor khas hai aap mein.. Hum yoon hi nahi aapke Diwane Bane... Mahiwaal

Gadha jo khaye wo Ghas

ho tum, Buddhe ka Chyawanprash ho tum, Idiot stupid bakwas ho tum, Par jo bhi ho yar, Dost Jhakaas ho tum... Mahiwaal

Lehar aati hai, kinare se

palat jati hai, yaad aati hai, dil mein simat jati hai, don! o mein farakh sirf itna hai, lehar bewaqt aati hai, aur yaad har waqt aati hai. Mahiwaal

Har kadam par imtihaan leti

hai zindagi, Har waqt naya sadma deti hai zindagi. Hum jindagi se kya shikwa kare, Aap jaise dost bhi to deti hai zindagi Mahiwaal

Tum hoti to aisa hota,

tum hoti to waisa hota Tum is baat pe itna hasti, tum uss baat pe itna khush hoti, Tum is baat pe ye kehti,tum uss baat pe wo kahati shu! kar hai tum nahi ho!!! Mahiwaal

Lamha Lamha waqt guzar jayega...

Chand lamhon mein exam aa jayega... Abhi bhi waqt hai, do line padh lo... Warna pass kya MUNNA BHAI karvayega??? vah vah... vah vah... vah va Mahiwaal

Aansun se palke bhigo leta

hoon Yaad teri aati hai to ro leta hoon Socha ki bhula doon tujhe magar, Har baar faisla badal deta hoon Mahiwaal

Mayoos tow hoon mager hona

nahi chahti Kia karon mein ussay bhulana nahi chahti Janti hon wo bay khaber hai mujhe se phir bhee Uss k khayal ko dil se mitana nahi chahti ~ Mahiwaal

Badi muddat se chaha hai

tumeh, badi duaon se paaya hai tumeh, Tujeh bhulane ki sochu bhi kaise, Kismat ki lakiron se churaya hai tujeh! Mahiwaal

aasaan nahi hota kisi ko

bhulana. chhe vo apna ho ya begana dil ki baatain bas samajhta hai dil hi, inhe kya samjhega ye zalim zamana?? Mahiwaal

Yaad karne ke liye koi

cheez chahiye, Aap nahi to aapki taswir chahiye per taswir aapki hamaara dil behla na sakegi, Kyonki yeh aapki tarah muskura na sakegi.... Mahiwaal

Itna khubsurat kaise muskura lete

ho..... Itna qatil kaise sharma lete ho..... Kitni aasani se Jaan le lete ho..... Kisi ne sikhaya hai ya bachpan se hi kamine ho ? Mahiwaal

Aaj didar, kal yaar, parso

pyar, phir ekrar, aur phir-intzar, phir-takrar, phir- darar, saari mehnat-bekar, aur akhir mein-Ek aur devdas at beer bar!Mahiwaal

Bachelor's schedule... Monday ko dosti

Bachelor's schedule... Monday ko dosti ; Tues ko pyar ; Wed ko shaadi ; Thus ko barbadi ; Fri ko fighting ; Sat ko talaq ; Sun ko rest, Mon ko phir se talash....Mahiwaal

Aapko ashirwad mile bado se,

sahayog mile chh! oto se, Khushiya mile jag se, pyar mile sab se, daulat mile rab se, yahi dua hai dil se DIL SE! Mahiwaal