Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Wada tu ker lyty hain

nibhana bhool jaty hain laga ker aag seeny main bhoojana bhool jaty hain who kehty hain k ayein gymilny ko pal do pal milna tu chahty hain per aana bhool jaty hain Sana

Kisi Ka Janaza Ja Raha

Tha, Door Khadhe Koi Muskura raha Tha, Kisi Ki Nazar Padi Uspar, Pocha, Kisi Ka Janaza Ja Raha Hai Aur Tu Muskuraraha Hai? To Usne Khaha, Aapko Nahi Pata. Hamare Payaar Ki Kuch Shart Hi Aasi Thi Jab Bhi Milna Muskuratey Milna.immortal_relations

Chaye ka maza plate mein

nahi pyali mein aata hai biwi ka maza biwi mein nahi saali mein aata hai Adnan

Shaam ko 7 baje baagh

mein mera intzaar karnaa mein naa aaon to kissie phool se pyaar karnaGORGIOUS

Ye Din Yun hi Guzar

jaenge, Shayad HumDost yun hi Bichadh jayenge.NARAZ Na Hona Aap Humari Sharaton Se,Yahi to wo Pal hai,, Jo KAL YAAD AYENGE.....GORGIOUS.......

Pal pal tarse us pal

ke liye, pal aya bhi to kuch pal ke liye, socha tha usse zindagi ka ek haseen pal bana lenge, wo pal ruka bhi to ek pal ke liyeGORGIOUS

EK Rose unke liye jo

milte nahin Roz Roz,magar Yaad aate hai....HAR ROZ...GORGIOUS.

Raat guzri phir mahekti subha

aayi ,dil dharhka phir aapki yaad aayi, aankhon ne mahesoos kiya usss hawa ko, jo aapko chu kar humare paas aayi.GORGIOUS.

Jiske pas kuch nahi us

pe duniya hasti hai, jiske pas sab kuch hai usse duniya jalti hai, apke pas hamari dosti hai, jise pane ke liye duniya tarasti hai..Mayank

Dil armano se Houseful hai, pure

Dil armano se Houseful hai, pure honge ya nahi yeh Doubtful hai, yunh to duniya me har chiz Wonderful hai, par zindagi aap jaise dost sehi Beautiful hai.Mayank

Zindgi me hamesha muskurate raho, hasna

Zindgi me hamesha muskurate raho, hasna zindgi ki jarurat hai.Z indgi jio is andaz me k tume dekhkar sab kahe, ZINDGI KITNI KHOOBSURAT HAI.Mayank

=Z=I=N=D=G=I= Best ehsas =K=H=U=S=H=I= Bes t feeling =P=Y=A=R= Best relation =D=O=S=T=I= Be st passion =H=U=M=

=Z=I=N=D=G=I= Best ehsas =K=H=U=S=H=I= Best feeling =P=Y=A=R= Best relation =D=O=S=T=I= Best passion =H=U=M= Best friend =T=U=M=. -) ,Mayank

Yaad karte hai aapko tanhai

mein, dil duba hai gamo ki gahrai mein, hume mat dhundo duniya ki bheed mein, hum milenge aapko aapki parchhai mein..Mayank

Teri muskurahat meri pehchan hai, teri

Teri muskurahat meri pehchan hai, teri khushi meri jaan hai, kuchh bhi nahi meri zindagi, bas itna samajh le ki teri dosti hi meri shaan hai. Mayank

Na chupana koi bat Dil

me ho agar, rakna thoda bharosa ap humpar, hum nibhaege dosti ka rishta is kadar, ki bhulane par bi na bhula paoge hume zindgi bhar. Mayank

Zubaan Se Tumhe Keh Nahi

Sakte, Isliye Humesha Khuda Se Fariyaad Karte Hai,, Jab Bhi Tumhara Dil Zor Se Dhadke, Samajh Lena Hum Tumhe Dil Se Yaad Karte Hai,, Mayank

Suraj se achha sitaara koi

nahi. Jaisa hai rishta humaara dusra koi nahi. Chahe saari duniya me dhoond lo... Puri kaynaat me aap jaisa pyaara koi nahi. Mayank

Zikr hua jab khuda ki

rahmato ka, Hamne khud ko sabse khushnasib paya, Tamanna thi ik pyare se dost ki, khuda khud dost bankar chala aaya Mayank

Sab kehte hai achhe log

mar kar sitare ban jate hai, Magar hum kehte hai, Achhe sitare toot kar, Aap jaise dost ban jaate hai. Hai na? Mayank

Har nazar ko ek nigah

ka haq hai. Har rooh ko ek aah ka haq hai. Hum bhi dil lekar aaye hain is duniya mein. Hame bhi ek gunah ka haq hai.Shiraz

Tanhai ko humdam ki zarurat

hai, Har zakhm ko marham ki zarurat hai Muddat se bechain hai ji apna Shayad ek naye gham ki zarurat hai Shiraz

Woh bevafa nikli toh kya

hua, kuch dino ka toh saath nibhaya tha, tadapta hua chhod gayi toh kya gilla, tadapna bhi toh ussi ne sikhaya tha...Shiraz

Tarasta hai dil teri awaz

ke liye,tere mohabbath bhare chand alfaz ke liye,kardo hume fanaa apni iss ada se,tadapte hai hum teri iss saza ke liye Shiraz

Suraj vo jo din bhar

aasman ka saath de, chaand vo jo rat bhar taron ka saath de,pyar vo jo zindagi bhar saath de aur dosti vo jo har khushi aur gam me sath de.Shiraz

Hum jaise Dost hote nahi

sbhi ke liye,Ye tohfa hai kisi kisi ke liye,Kyun jala rakhi hai shama bujha dijiye kya hum kum hain ROSHNI ke liye.Shiraz

Wo jo karta hai takrar

bahut Dar haqiqat usse hai pyar bahut Rishto pe shiddat kahan se aaye Khidkiyan hai nahi deewar bahut Uski awaaz ka jadoo kya chalta Ehsaas kam hai jhankar bahutShiraz

Msg ka len den uhi

chalta rahega,pyar ka silsila badta rahega,aap delete karte reh jaoge,per aapka dil or cell hamare pyar bhare sms se barta rahega.Shiraz

Tu har pal is dil

k pas hai,kya tujhe is baat ka ehsaas hai,Agar nahi to ek bar iss dil k pas akar dekh le, yeh dil tere bina kitna udaas hai....Shiraz

Usulo par jo anch aaye

to takrana zaruri hai Gar zinda ho to zinda nazar aana zaruri hai Bahut bebak ankho mein talluk tik nahi pata Muhabbat mein kasish rakhne ko sharmana zaruri hai Shiraz

Tu Naam Ka Darya Hai

RAwani Nahi Rakhta Badal Hai Wo Befaiz Jo Pani Nahi Rakhta Apna Akhri Khat Akhri Tasveer Bhi Lay JA Main Bhulnay Walon Ki Nishani Nahi Rakhta khang

AKSAR YE SOCH KAR TANHAI

MAIN KANP SA JATA HOON , , KOI MARe CHARAY PAR TERA NAAM NA PADLAY (love)ali